Stop loss ka importance?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    G stop loss aur take profit ki forex trading mein buht ehmyeet hy agr ap ne koi trade open ki aur ap online nhi kar sakty aur ap ko dar hy k market ap mukhlef ja sakti hy tu ap stop loss ko laga sakty han aur bary loss se bach sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
      Bahut log stop loss ka used nahi karte hain kyunki unhe lagta hai stop loss unka pehle hit karega tp se aur isliye bahut bar unhe margin call se guzarana padta hain.

      Aap ya par stop loss ka importance bataye...
      Dear friend stop loss boht importance he keu k jb ap ko market k rates k baray me information ho jay ge tb ap is ka istemal samjh jao ge ye is lia important he k ap loss me kami aye or ha ye aek aesa link he jis ko or trader b hate karte he lakin ye aek boht acha system he earning ka.
      • #288 Collapse

        Dear friend aap ne aik achi baat sahre ki hai aap ne kaha hai k Stop loss ka importance to mai is baray main zyada detail mai nhi jaonga mai is baray main youn kahoonga k stop loss ki bohot importance hai.
         
        • #289 Collapse

          zyada tar log khas tar jo new new trader,s hay wo log stoploss ni lagate ..jis ki waja sa un ka account wash ho jata hay .. to bhai ap log agar kamyaab trader banna chahte hay to apna account ma lot ka sat stoploss zarur lagye ga .. Q ka us sa ap ka account ka wash hona ka chance kam ho jata hay .
          • #290 Collapse

            ji haa mein bhe pehle stoploss use nahi karta tha mujhe bhe yahi lagta tha ke pehle mera stoploss hit hota hai phir tp per mein galat tha isi tarha mere 4 account wash hogay phir mujhe ihasaas hua our stopoloss ki importance ka pata chala or jab se mane stoploss use karna start kia hai mera account abhe tak safe hai loss hota he bhe recover hojata ha
            • #291 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
              Bahut log stop loss ka used nahi karte hain kyunki unhe lagta hai stop loss unka pehle hit karega tp se aur isliye bahut bar unhe margin call se guzarana padta hain.

              Aap ya par stop loss ka importance bataye...
              Dear stop loss aek aesi chez he jisay takreeban har broker hate karta he lakin meray khial me ye boht he best system he or is say ham market me 2 points ko set kar detay he yeni agr hame loss ziada honay laga to ye khud stop ho jay ga
              • #292 Collapse

                Stop loss bohot he important hai trading mein dekhen agar hum trading krte waqt koi trade lagate hai tou hum apna stop loss set karlete hai is se agar hum active na bhi hon tou jab hamara loss ziada barha jayega tou hum jitna loss hum bardash kar sakte hai set kar lete hai jab wo isy hit karega khud he trade close hojayegi or hum ziada loss se bhi bach jayengy
                • #293 Collapse

                  I think who does not trade forex with stop loss is still a newbie in the business and will soon learn in a very hard way, traders should always take advantage of forex trading stop loss because it helps to minimize our losses.
                  • #294 Collapse

                    Forex trading mein stop loss aur take profit ki buht ehmyeet hy stop loss ko uses karny se hum buht barye loss se Bach sakty han aur new trader jab bhi trade open Karen tu stop loss laga kar open Karen is se ye ho ga k agr hum ko loss ho jaye tu ziada loss nhi ho ga aur humra account wash hony se Bach jaye ga
                    • #295 Collapse

                      Stop loss uss waqat baht zaruri jab ap trade lags k kahen baher ja rhy ho aur markets k bary main malomat hasil na ho .waisay agr ap laptop k samny bety ho tu agr na lagao tu koi bat ni. Lakin stop loss sub professional trader lagaty hy
                      • #296 Collapse

                        stop loss 1 chhez hi aisa hai jisse sare forex trader hate karte hai lekin stop loss system 1 bahut acha system. stop loss ka samaj khali woh aadmi ko hota hai jisne forex ko bahut kareeb se dekha hai.woh samajtha hai ki stop loss ka kya matlab hai aur kya nahi.mai hamesh jab bhi koi order open kartha hu toh tp aur sl dono hi 50 pip par rakh deta hu.
                        • #297 Collapse

                          dear stop loss forex mai sab se zyda use hone walii option hy es ka mqsad ap k account ko risk free karna hota hy for example ap ne aik trade lagii os pe stop de diya wo 10 ya 20 dollar mai loss mai close ho jaye wo boht acha hy agar wo zyda na ho jaye tu....
                          • #298 Collapse

                            Dear meri nazar main stop loss ki boht importance hai ager app k pass thora balance ho to app sl say capital ko aafe kertay hoey acha our safe profit earn ker sagty hain
                            • #299 Collapse

                              Forex trading mein stop loss ki buht ziada ehmyeet hy kiok stop loss se hum forex trading mein buht ziada loss se bach sakty han kiok forex trading mein market ka kuch pata nhi hota k kis tarf ko move kar jaye is liye agr stop loss ho ga tu trade close ho jaye gi aur ap account wash hony se bach jaye ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                stop loss bht zarore hota he aur trader ko stop loss lagana hr trader mein lazme he aur trader jb stop loss ka istemal krta he to us ke trading safe ho jate he aur trader ko ziada loss ka khtra nhe rhta he aur trader apne forex trading mein stop loss ke ahmiat ko smjha krein aur lazme apne trading mein stop loss ka istemal kia krein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X