Stop loss ka importance?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Stop loss ki ahmiat kafi hoti ha mere bhai jab ham koi bhi trade lagatay to hame low risk per hi trade karni hoti analysis kar kh or jb wo hamare against jati ha to wo pori account bhi khali kar sakhti agar small account ho to to ye hame hamesha stop loss k sath hi trade karni chaye to ziada loss nhi hoga.
    :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
    Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex tradimg risky hai is main stop loss bohat important agar aap stop loss nahi lagta tu hosakta hai aap balance khatam ho jaye ya bohat kaam ho jaye ya benefit deta hai ya khudi trade close kar deta hai
      • #18 Collapse

        stop loss se hum mazeed losss se bach jaaty hn or new trade k liye dollor bacha lete hn that's it
        • #19 Collapse

          stop loss ka boht hi faida hai q k es k istmal se trader boht zyada loss se bach jaty hain.stop loss ka istmal khas tor pr new trader ko lazmi krn chahey q k new trader ko abi forex k bary main boht km ilm hota hai jis waja se us ko boht nuksan ho sakta hai es ley stop loss ka istmal behtr hai ta k zyada nuksan na ho.
           
          • #20 Collapse

            jo traders is business business main new hain un k liya stop loss boht he importance rakhta hai kiu k jb wo start krty hain to thora boht confuse hoty hain to is ko use kry to wo big loss sy bach sakty hain or apna margin bacha sakty hain
            • #21 Collapse

              dear forex trading me stop karna bhut importance rakhta hai is ke begair hum forex me profit earn nai kar sakte hai is liye hume chaiye ke trading karte waqt market ko learn kar ke achi trading kare ta ke hum losss se bach kar acha profit earn kar sake
              • #22 Collapse

                dear trading ek riski bussnis he is me kch ese points hen jo hamen loss se bacha sakhte hen juhan hamre liye take profit ek ehm krdar rakhta he trading wuhan pr stop loss bhi ek ehm he stop loss se ham kafi ziyada loss se bach sakhte hen
                • #23 Collapse

                  jab sa ma na stop loss ka use shuru kia ha tab sa ma forex ma buhat hi acha trader ban gya hn or ye maray liay buhat hi acha tool sabit hua ha kion k is sa mara account bach jata ha or is k sath safe trading hoti ha
                  • #24 Collapse

                    stop loss 1 auto stop option hia jo k 1 khas point pe hamari loss wali trade stop kar deta hia but maine suna hai k trading ka asol hai k kabi b trade loss mian stop mat karo us ko chalne deni chahiye.
                    • #25 Collapse

                      stop loss ik bht hi achi cheez ha can be me hum ik apna ik point set kar dety hain hain k agr can be se oper nechy market gyi to order close kar is usually tarh hum zyada loss se bach jaty hian aur hamara order khud he close ho jata ha jo mazeed loss se bacha leta ha
                      • #26 Collapse

                        sop loss ka fida b hai or nuksan b fida ye hai k zyada nuksan se bach ja sakta hai or 1 khas hd tk loss hony se trade close ho jati hai or nuksan ye hai k agr trade profit main jane se pehle hi loss ki stop loss ki hd ko chho ly to loss ho jay ga.
                         
                        • #27 Collapse

                          Trading me bohat sari important baten hain jin me se aik using of stop loss bhi hai. Stop Loss ki help se humen market me ziada loss nahi hota or high liquidity of the market me humen risk ka fear nahi rehta. Stop loss ko idea ki base per nahi balky levels ko samjh kar lagaya jata hai kiun kay aksar log stop loss ko apny hi idea se place kar dety hain jiski waja se unka order loss me close ho jata hai or market phir apni condition me aa jati hai.
                          • #28 Collapse

                            sop loss k trading ma bahut xiada faide hen. khas tour per tab jab ap ne koi trade lagai our market mukamal ap k opposite chali gai to stop loss ap ko khali hone se bacha leta ha.
                            • #29 Collapse

                              Mere bhai mai sumjta hun k stop loss k achi cheez hai aur is ka use karna chahain per is ka use sumjdari k saath karna chahain phir hi ye humain faida de ga agr hamre paas ek plan hai to hum us plan ko follow karte hue stop loss set karte hai to phir ye humain faida deta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear ap nay aik acha sawal kiya hai stop loss agr hum apni trade main use karte hain to hum ko is main bohat zaida loss nahi hota hai is say hum ko utni loss hota hai jitna k hum nay is main ya set kiya hota hi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X