Paypal ki Verification
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Paypal ki Verification
    Paypal ki Pakistan main verification kese ki jati hai mobile verification
    kyoun ke is site per account tu ban jata hai aur ap ke account mian amount bhi a jata hai but ap ko send nahi kar skate limed service ka error ata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Paypal pakistan mein supported nahi hy or yeh error to aata rehta hy but mujhe kuch confusion ho rhi hy ke paypal ke account se paymet payneer card se nikal sakti hy?
    Dont Spam The Forum.. ..

    :(I hate Spammers..:(

    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
    • #3 Collapse

      Paypal ki verification pakistan main possible nai hai is ke lye aap ko US address mention karna parega but ye bht risky hai try to avoid this
      • #4 Collapse

        paypal ki confirmation pakistan main nahi hai wese in order to mene ajj tak paypal USE nahi kara lakin mujhe itna pata hai k paypal ki verification pakistan se nahi hote kisi foreign country ka accounts hona chahye baki apko experience banday bata sakte hain.
        • #5 Collapse

          paypal ki confirmation pakistan main nahi hai wese in order to mene ajj tak paypal USE nahi kara lakin mujhe itna pata hai k paypal ki verification pakistan se nahi hote kisi foreign country ka accounts hona chahye baki apko experience banday bata sakte hain.
          • #6 Collapse

            well brother mujhe paypal verification ki confirm information nhi he but kuch friends se suna he ke paypal account payoneer ke debit card ke through verify ho jata he. ap payoneer ke card ke through apna account easily verify karwa sakhte ho pakistan me.
            • #7 Collapse

              Assalamu Alaikum Bhai jan :) bhai jan Pakistan main agr apne paypal use krna hai to ap Uk ka account bana lain... Pir payoneer say master card mangwa k us main attach kr lain... payonner apko amercian bank account dai ga wo b ap paypal main laga dain... UK ka koi number lain or usy apnay Pakistani number pai free redirect kr lain... U can verify you number in this way... or UK ka address ap ksi dost ka dain tak address b apka verify hoh jaye.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: malikshakeel04 پيغام ديکھيے
                Paypal ki Pakistan main verification kese ki jati hai mobile verification
                kyoun ke is site per account tu ban jata hai aur ap ke account mian amount bhi a jata hai but ap ko send nahi kar skate limed service ka error ata hai




                ya jo limited service ha isma kahi zyada issho ata ha ur a bhi rha ha ur ya paypal k account k ha ur paypal ka account pakistan ma ban ha ur ham ya pakistan ma acount us ki location set kark bna saktyhen ur is k sath ap payoneer ka card ly sktyhen jisssy hamyn widraw ma kafi asani ho sakti ha
                • #9 Collapse

                  paypal aik forgin money exchange companies hain ya pakistan main kaam nahi karty kuk jaha per is ka koi head office kam nahi karta. is paypal money broker say pakistani citizen koi fada nahi kuk ya other countries main kaam karty hain pakistan main payza okpay egopay aur bohat say money broker kam karth hain is liya paypal account verify easily nahi hota document send karo pher koi na koi problem ati hain,
                  • #10 Collapse

                    paypal hum pakistan main nahi use kar sakte q k wo availiable nahi hai pakistan main lakin hum kisi us bank k through iss ko verify karwa sakte han.account humhe sab sahi detail se dyni parti hai lakin adress or country u.s select karte han.
                    • #11 Collapse

                      g friends may sajta sajta hun kay paypal ki verfication bukhat hi mushkil hoty hai bhai g may sajta hun app ko skrill sey withdraw layna chay
                      • #12 Collapse

                        Paypal Pakistan ko support nahi karta hai agar ap iss main verification chahty hain tu ap ko america ya kisi bhi country jis ko paypal support karti hai us ka bank account ya debit card ap pas ho aur ap us main usi country ka adress de kar verify kar sakty ho.
                        • #13 Collapse

                          paypal ki verification pakistan me spoted ni he is k liye international acount hona zrori he.paupal k ilawa b boht se method hein mony withdraw krwane k aap koi our method ya koi our electronic acount use kr lein wo ap k liye best rhe ga.. is ka error to bade arse se a rha he
                          • #14 Collapse

                            Pehli baat to ye k Paypal nahe still abhe koe service Pakistan main start nahe khuch din phelay main ny try ki acount bnanay ki par country main Pakistan ka option majood nahe tha,to is ka verification ka koe knowledge meray pass nahe hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              friends paypal ki verification kaynley bhai g may sajta hu kay app kay pass internation bank hona chay phire hi friends app ko paypal ka account verification ho sakta hai may sajta hun

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X