Fear of loss Is a reason of loss. Are You Agree ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    sear bajokat app ka dar hee app ka loss ka waaj ban jata hai or both sari dafa hamara lalach to lehaza hamein in sub chezo ko side mein rakh kay kamm karna caheye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G bhai main agree hun ap ki baat sy agr hum dar k trading krangy to is ssy hamein faida kam aur loss ziyaad hoag aur is smain hum kabhi kamiyab nhiho paengy ,
      • #18 Collapse

        g bilkul i am agree with your statement log aksar dar jate hainb k ye nuqsan ho gaya ap to paise zaya ho gae ab kya ho ga etc esa nhi hona chae dar k trading karo ge to fear mai hi reh jao ge trading nhi kar pao ge,fear ap ki asal performance ko b kharab kar daita hai fear ki dunya se bahir ajaen agar ap es business maikamana chte hain to
        • #19 Collapse

          yes this is very much true ..... jo loog forex may looss k dar say kam kartay hay wo waqai looss uthatay hay q k unko apnay uper self confidence ni hota jis ki waja say unko loosss uthana parta hay .... zrori hay k hum confident ho k is forum par kam akray takay loses say bach skay
          • #20 Collapse

            ge ha bulkul agerr q ka ham dar dar ka kam, karta hy or dar ka chaker ma mind khai or chal raha hota hy or ham galat trading kar ka apna loss kar daty hy is leya trading karta waqt anpa mainf fresh hona zerore hy tabi ap kamayab ho gay
            • #21 Collapse

              confidental hokar trdaing karni chiyee or achi eraning karni chiyee forex may experince or knowlege agar hay apk pass tu i dont think so k apko darna chiyee.sirf fear nahe he knowledge ka tora hona be loss ka sabab bante he aor os ky elawa agr ham ko pata na ho ky order lagana he ya nahe to be loss ho jata he.
              • #22 Collapse

                jee bhai app sahi keh rahay ho forex trading business main jo log loss se dartay hain woh sahi tarah se kaam nahin kar paatay yahan loss humari apni mistakes ki wajah se hota hai ager hum apni mistakes ko avoid karain to lossko control kar sakain gay.
                • #23 Collapse

                  Ji jamab me bhi aap ki is bat se agree karta hn kuch log hyn forex me jo isse darty hgn gaani unkoisme loss ka khatda hota hy aise log kabhi phir profit nahi kamty kun ke unme confidence hi nahi hota hy agar achy trader banna chahty ho to jitna confidence se ho saky kaam karo aur always be hopeful.
                  • #24 Collapse

                    ji haan agr hum kisi bhi business me agr ye soch bhete gen aur hamesha ye dar lga rahe ga k hmein loss hojaega tou definitely phir hum apne business me acha khasa nuqsan kr bhetenge lihaza chahe wo forex trading hi kion na ho we just have to be positive.
                    • #25 Collapse

                      g haan main ap ki baat se agree karta hoon kuch trader loss is waja se karty hain ke wo trading main under pressure ho jaty hain or pressure ki waja se ghalti kar bethte hain jis ki waja se loss ho jata hai.
                      • #26 Collapse

                        my dear friend me aap ke es baat se agree karta ho . hum forex trading me jitna ziada fear karenge otna hee lost hamare peeche ayega . hame chahiye ke hum trading me kabi bee na dare . forex me wahi admoi fear karta hay jo risky trading karta hay .
                        • #27 Collapse

                          G ha brother dar he loss ke main waja hoti hai ap ko chaye k ap apny andar se dar ko khtam karo and enjoy karo trading ko and sakoon and cool mind se trading karain,,,,,just kick out the fear from your heart........
                          • #28 Collapse

                            es this is the only and main reason of your loss because in real live acount if we are going to place any order then we can have loss thinking aproach but if demo there is no any fear of loss every body can enjoy with there demo but in real u have this realistic fear.
                            • #29 Collapse

                              yes brother in some how i agree with you that fear of loss is a reason of loss dear ager hamari analysis complete ho gi han properly ho gi to ham automatically confident ho jaty han apni trade kay baray may so we should concentrate on doing proper analysis Assalam.o.ALikum
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes me agree brother aap ki observation aap ka experince bilkul thk haa ur main aap ka is tajurba ki qadar krta hun ya ak naturely fact haa kaa agar aap stress main hu tu aap kisi bhe kaam main thk sa perform nehe kr skta ha jab ka agar aap bilkul normal conditions main koi kam krty hu tu us sa aap ki working ki khubiyan bhar a jate hain ur aap behter perform krna lag jaty hu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X