Why Trader Or People Do Not Follow His Forex Trading Learning And Practice
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes you are rite account wash honay ki main reason yehi hai k trader apny experience ku use nae kerta or unexpert trades open ker daity hain jis say loss hota hai profit ka dour dour tuk koi naam nishan nae hota.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han traders bilkul b learning ko complete nahi kar paty hey koi b ye bat follow nahi karta hay har koi greed karta hay or ye nahi samjta k agar wo achi learning kar len gey to es business se 100% profit earn kar sakty hey
      • #33 Collapse

        nahe dear aisay bat nahe hai main nahe samjhta k koi log jin forex ki nature ka pta hai wo forex main theak tareeky se kam nahe karty yani asssol ko fellow nahe karty . han kuch asisy log ho skaty hai jo forex main new ho or just forex ki income se mutasir ho kar forex main ayian ho wo may b forex k rules ko na daikhain
        • #34 Collapse

          Gee mery bahi es market mai bohat log hai Jo Forex ki learning ky begar he kamnshiri krtay hai. Aur wo es market mai kamyabi hasil nahi kr sakty. Esxmarket mai srif kearnng walay log he kamyabi hasil krtay hai.
          • #35 Collapse

            Prectice k doran hmay kafi kuch demo account say seekhnay ko milta hai jis say hmari trading knowledge mai kafi izafa b hota hai or market ko smj patay hai lakin agr hum apni mistakes ko hi learn nhi kray gay or demo account ko importance nhi day gay to faida nhi hoga or na hi kuch seekhnay ko milay.
            https://t.me/pump_upp
            • #36 Collapse

              Mery khayal say jo log es,market mai lalaachi hai tou wo es,market mai bager learning k he jion krtay hai. Jb k jo es mai long term.kam krna hai tou wo learning ky sath shoro krtay hai.
              • #37 Collapse

                jab hum trade karty hain to hmain learning kar kkay practicec kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasi lho sakay hard work kar kay kam karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #38 Collapse

                  Bhai forex trading ma kamyabi ka aik he raaz hai market ka analysis aor strategies ka istemal forex trading ma apko koi bhi aik strategies ka istemal nhi krna chye blky differ kr ky istemal kren kabi hedging kabi sell stop kabi buy stop aor pending oreder use ken.
                  • #39 Collapse

                    agar hum forex trading main ziada say ziada practice karen gay to he hum esmain kamyab ho sakty hay aur humay esmain ziada say ziada earning tab he ho sakt hay jab humara trading experince acha ho ga
                    • #40 Collapse

                      Bohat say traders forex market mai trade begar learning kay shoro krtay hai jis ki waja say wo forex market mai loss krtay hai. es waja say wo patience ho kr trade nahi krtay. es lye forex market mai trade kay lye patience hona zaroori hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irshad9834 پيغام ديکھيے
                        Bohat say traders forex market mai trade begar learning kay shoro krtay hai jis ki waja say wo forex market mai loss krtay hai. es waja say wo patience ho kr trade nahi krtay. es lye forex market mai trade kay lye patience hona zaroori hai.
                        ge han ap ke bat sahih he keh boht sare traders baghar learning ke trading shuro kr dete hien es lie hmein apne trading mein experience se kam krein aur apne trading mein patience se kam krein phr hmein apne trading faida de ge aur hm apne trading mein apne mhnt aur patience se kam kr ke apne trading se acha profit aur success hasil kr skte hien

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X