Primary education must to be a trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    hmm dear ye baat hy agar educated banda hy tu os k liye es ko seekhna smjhna boht zarorii hy tab he wo es mai acha kam kar skta hy aur enjoy b kar skta hy es liye daikh k kam karo aur enjoy karo,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
      To do Forex business, we need some education. Without basic knowledge, like primary or high school education we cannot do it. We also have to be good knowledge about economics. What do you think about it? Do you seed any trader without basic education?
      In my opinion forex main kam krne k lye thori bht education honi chahiye,,primary education km az km honi chahiye,,forex ak bht acha buisness hai forex main agr hm menat kren to bht earning kr skte hain,,forex main thora bht educated hona is lye zaruri hai k forex ki technical cheezon ko smjh sken,,forex ghareeb logon k lye bht mufeed hai,,mere khayal se to km az km matric zarur hona chahiye..
       
      • #33 Collapse

        yeh baat kafi hud tak theek hai and kisi ko is baat per shak nahain hona chahiyeh k her trader ko kamyab honain k liyeh basic information honi cahiyeh.
        • #34 Collapse

          forex trading aik business hay orr issko kernay kay liyea isske basics ka pata hoona zaroori hay werna aap issko nahe keer saktay hoo isskay ellawa koi bhe kam bina samjhay nahee ekeeya ja sakta.
          • #35 Collapse

            forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
            • #36 Collapse

              Assalam o alaikum g bahi apny thek kaha hy ma apki is baat sy agree krta ho ye boht important hy or hmy wesy bhi education get krni chiye is sy hamri knowledge ma izafa hota hy or hmy is sy apny business mai bhi benefit hota hy.
              • #37 Collapse

                I have the basic education because without basic education he will not be able to understand this business. Suppose if he understands, then he might not be able to move smartly along with the market which is actually important. SO in the end he will only suffer loss. So basic education is compulsory.so...........
                • #38 Collapse

                  agar ham forex ka kam karne se pahle jab be koi broker join karte hen toh unke rules me hota he ke hamko 18 years old hona chahie is se zahir he ke hamare pass itna knwoledge hona chahie ke ham market ko samjne ki abilty rakhte hon is se ham phr kaam be asani se kar payn ge
                  • #39 Collapse

                    gi dear kuch na kuch taleem to honi hi chhay trading kay lie or is kay sath sath kis usttad say makaml toor par seekhna bhi bohat zarori hai
                    • #40 Collapse

                      Jinhan at least pata hona chahye trader ko forex ki terminologies hamain chahye k hm bh in logon ki help karain jin k pas knowledge hain lakin unko use karna nahi aata
                      • #41 Collapse

                        i think only basic english and some of simple mathematics and statistics are essential for tading that you can learn during trading. I do not think that you need any other kind of specialised knowledge. Only develop one system and follow it.
                        • #42 Collapse

                          assalam alaikum bhai jaan me to abe new member hn bhai me ap ki baat se agree hn forex me trading karny k leye bhot zayada qualification ki zarorat nai ha is me achi skill or demo acount pe practice zarori ha jis se experiene me izafa ho jai ga thank you
                          • #43 Collapse

                            forex ko har wo person kar sakta hai jo k computer ka knowledge janta hai or us main work karnay ki lagan hai is say wo is mian survive kar sakta hai or is main trade kar k profit gain kar sakta ahi
                            • #44 Collapse

                              is ma education chaha primary ho ya high aisi koi bat nahi ha bas trader computer chalana janta ho aur forex trading ki basic education la saka aur har cheez achi tarah samajh sakta ho. ye koi zaroori nahi ka economics ki knowledge bhi honi chahia. forex ka bara ma hi ziada knowledge honi chahia aur experience bhi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                G bhai mere khyal say trader ko primary knowledge to zroor honi chahiye lakin trading krnay k liye zyada high qualified degree ki zroora nhi hoti.Primary education ki zroorat b isi liye hoti hai Q k trader nay trading ki jb learning krni hoti hai to usay smjnay or read krnay k liye primary base jitni knowledge required hoti hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X