1 month ma apna kitni earning ki hai forex sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Is business se hm jitna chahye utna earn kar skaty hain kyun k ye aik asa business ha jis me earning ki koi limit nahi ha hm jb chahye tb is business se acha earn kar k apna career b asani se hi is business me bana skaty haain or success ho paty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      mai to abhi demo account py he trading ko seekh raha hu aur yahan py trading kar k mainy aik month mai takreban 100 dollars kama liye thay. mai ab next month real account py trading start karon ga aur phir real profit kama k usko cashout b karwao ga.
      • #153 Collapse

        dost aap ko yeh baat koi9 bhe nai bata sakta hai q k koi bhe aap ko yeh baat nai bata sakta hai k aap kitni earning karlogay ya kitni earning kar saktay ho is m q k is m apa kosab log guide kar saktay ho lekin koi bhe apa ko yeh bhe nai bata sakta hia is mein aap kis time itni earning karlogay
        • #154 Collapse

          ye brother hr kisi ki apni strategy pay depend krta hai, lekin mai apko apna bta daiti hun, mai abhi yahan pay new hun r abi tkyahan se earnnhi kia, mai mazeed 2 mahinay abi srf practice hi krni hai r uskay baad apnay capital py kaam shuru krungi, abhi phly pactic
          • #155 Collapse

            bhai yeh aap pe depend krta ha ke aap aik month maion kitna kma skte han aur agar aap bht zaida hard work karen gay to aap ko kamyabi ke bi bht se mwaqe mlen gae
            • #156 Collapse

              walaikum assalam.. janab yeh tou hum pe depend karta ahaee kynk har month mjhe ek sa profit nahin hota ahe.. kissi month zada hojata haee or kissi month kam hota haee.. or kabhi kabhi tou esaa hotaa haee k loss he hojata h tou profit he gayaa,,,
              • #157 Collapse

                Last month main ney koi profit earn nahi kia hy aur jitna bonus banaya tha woh sarey ka sara zaya ho gia hy. Yeh aik risky business hy aur hamari chhoti si mistake kafi big loss deti hy. Lekan hum yeh bonus buhat mehnat sey banatey hain, is leye hamain chaheye keh is bonus ko buhat carefully use krain.
                • #158 Collapse

                  jab hum trade karty hain to humain hard work kar kay kam karna ho ga magr humain har month is main earning hasil ho sakti hay humain hard work kar kay practice kar kkay kam karna ho ga ta kay loss km ho
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #159 Collapse

                    Mai tou forex market mai successful nahi ho likan phr. He mai kosih kr rha ho k mai es market mai zada say zada earning hasil kr sko likan es waqat mery earning zada nahi ko.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #160 Collapse

                      forex trading main humay apny experince ko daikhty huway profit ka target set karna chahiey agar hum aisy target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay sahi say focus karna chahiey

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X