Trading mein emotions ko kaisay control kare?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mats پيغام ديکھيے
    humain forex trading main emotions ko control rakhna chaie kyu k ksi b bussiness main kam main emotions ka koi kam nahin hay agar hum emotional ho k kam karain gay to koi b kam sahi nahin hoga humara
    hanji humein apne trading mein emotions ko control mein rakhna prta he aur hmein apne business mein ihtiat se kam krna he aur apne forex trading mein ache trah se trading ka experience hasil krna he aur trader ko apne trading mein emotions aur greed ko khtm krna he aur apne trading mein ache trah se soch smjh kr apne trading krein phr hmein apne trading mein profit hasil krne mein asane rhte he aur hm apne trading profitable krte hien
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Forex ki market main emotions ko control karna bohat hi mushkil hai or main ne ye observe kiya hai ke kafi bar hum khud hi is pe control nahi kar pate hain even hum jitne bi expert ho jayen.
      :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
      Thanks in Advance
      • #183 Collapse

        Forex trading business me emotions ko control karna BOHAT hi mushkil hai kyun ke jab bhi insan ko achi option nazar aati hai to insan ko lagta hai ke wo acha profit earn kar sakta hai lekin aisa nahi hota hia emotions me aa ke wo wrong trade kar leta hai aur bad me loss uthata hai.
        • #184 Collapse

          forex aik bohat risky business ha
          forex forex me money manage ment hi ap kay emotional ko rook sakta ha agr ap ka money management strong ha mean ap apnay account ka 2% se zada risk na lay to ap ko zada stress feel nehi ho ga or na hi ap ko tention me rehna paray ga sara din
          agr ap apnay account ka 50%risk loo gay to ap kaisy soo sako gay or kaisy apnay emotional ko control kar sako gay
          dosri bat ap aisi stragety rakhay jis par ap ko bohat zada confidence hoo
          in chezo par amal kar kay emotion ko control kia ja sakta ha
          • #185 Collapse

            Forex trading business me emotions ko control karna bohat hi mushkil hai lekin jo insan forex me emotions pe control karne me kamyab hota hai sirf wohi is me kamyab ho pata ha.
            • #186 Collapse

              Dear member forex business mein mene wo bhi log dekhein hein jab loss kar jatein hein to to emotional hojate hein bhai agar aap ka loss hogaya he to aap fresh hokar fir treaig karin jesi hi loss hoga to wo lgo preshna hogaein ge or fir b loss kar dein ge es leye treaing karte waqat ye na sochein ka agar loss hogaya to fir aap loss hi loss kro ge or emotion meinaaakr account wash kar do ge
              • #187 Collapse

                every one should control their emotions while during the trade time.you should be calm,you should not make greed and your all focus should be on market in this way you will not get loss.
                • #188 Collapse

                  Asslam-o-Alakum my dear friend Forex trading main trading k doran apne emotions ko control kerna bohat zroori hota hay otherwise big loss ka samna kerna per sekta hay ager aik trader k pass forex ka perfect knowledge ho aur wo is ka experience b rekhta ho to wo market ka analysis ker k trade open kray over trading na kray to wo apne emotions per control ker sekta hay Forex k knowledge k bgair emotions ko control kerna difficult hota hay.
                  • #189 Collapse

                    Trading mai apko apnay emotions pe control karna hay ye must hay aur apko apnay emotions ko kaisay control karna hay ye apko khud decision laina hay k apko apnay kaam mai kaisay expert hoona hay koi apko ye nahi bata sakta hay k ap khud pe kaisay control kareen
                    • #190 Collapse

                      Forex Trading mai jab trader ko loss hota hai tu woh ik dam se emotional ho jata hai or bari trade lagnay ki koshish karta hai jis mai woh emotionally trade jab karay ga tu galat he kary ga tu es waja se trader ko loss hota hai or us ko cheye loss ko business ka hisa samjaye or aista aista trade karay .
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #191 Collapse

                        Re: Trading mein emotions ko kaisay control kare?

                        Jab ap ka confidence level acha ho ga or ap ki preparation trading sy pehlay achi hogi tu ap asani sy emotions ko control kar sakty hain. jab ap guess kar kay bari lot ka use karty hain or ap ki trade thori c minus mai jaye gi tu ap apny emotions kho do gy or ap useless mazeed trade open karian gy jis sy mazeed loss hota hai.esleye jab ap apny confidence level ko learning, practice or experience ki base pay use karo gy tu ap asani sy apni har trade sy profit hasil kar sakty hain or emotions ka shikar nahi hoty hain or achi trade kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X