day trading ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2911 Collapse

    Boht say log tenstion free honay aur tension free sleep kay liye day trading kertay hain un ka ye asool hota hay kay chahey loss ho ya profit trades sonay say pehlay clear ker kay sona hay. aur next day new umeed aur josh say trading kerni hay. asy trader apnay emotion aur greed ko control main ker chukay hotay hain. aur aik achay plan aur behtreen asoolon per trading ker rahy hotay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2912 Collapse

      is main acha trader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is main night main bi achi trade kar sakty hain so hamain is k bary main hard work kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur market main earn kar k hi hum sucess hon gay
      • #2913 Collapse

        Dear Day trading forex trading ka hisa he.Ap ki routine honi chahaey ap sirf day trading kren.Kyun ke bnde ko rat 9 se pehle pehle trading se nikal jana chahey.Rat 9 bje ke bad market slow ho jati he.Is liye ap sirf day trading kya kren.
        • #2914 Collapse

          Dear member day and night trading mai koi farq nai hai. Forex trading 24 hr trading hai. Isliye day ho ya night koi farq nai parhta.
          • #2915 Collapse

            forex man day trading man trader din k waqt trade open kerta ha. forex man mainly 3 session hoty han 2 session day time man nikal jaty han or 3rd session usa session ha ju sham 6 bjy k baad start hota ha.
            • #2916 Collapse

              forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain yai aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #2917 Collapse

                bhai ye boaht sawal hota he k kis din trading karni chahiye or mere hisab se koi has din trading k liye nahi hota albata agar kisi k knowledge me he k koi has din trading k liye hota he to wo zaroor share kare k wo kon sa din hota he or agar kisi ko ye weham he to wo trading me bohat loss ka samna hasil karne par majboor he ku k jub mind hi clear nai to trading kese ho ghi.
                • #2918 Collapse

                  forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ttrading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty yai kabe be band na hony wala business hain
                  • #2919 Collapse

                    forex mai hum day mai trading karty hain or hamy is ka bonus milta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain hum isy ape life time career be bana sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai ke ja rahe hain yai kabe be band na hony wala business hain
                    • #2920 Collapse

                      Re: day trading ?

                      dear friends forex aik online business hain hum is mai din ya raat mai kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • #2921 Collapse

                        Re: day trading ?

                        is forex main planing kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur is main koi bi issue nahi is forx main kam kar k apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur hamain is forex main trend ko use karein gay ta k achy say trade karny main bi koi problem na ho saky gi it is best job
                        • #2922 Collapse

                          Re: day trading ?

                          jee han aap din our rat ko bi trading kar saktay ha markat toh din our rat dono time opn rahti ha aap kisi bi time kam kar saktay ha week ma 5 din kam kar saktay ha 2 din saturday our sunday ko free hatay ha hum din our rat ko dono time trading kar saktay ha is markat ma 2 din of hotey ha
                          • #2923 Collapse

                            Re: day trading ?

                            G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka trading ka liya koi time mukarar nahi hota ap kisi b time kar sakty hai day ho ya night ap kisi b time Isko easily kar sakty hai iska liya experience or knowledge ka hona boht zarori hai
                            • #2924 Collapse

                              Re: day trading ?

                              forex trading buznees maain buhat hi zyda logh hyn jo is buznees maain yahun paar dy maain hi trading karte hyn kuch logh hyn jo yahun paar day maain trdaing nahin karte hyn is lie yahun paar aap ka hi maind hoo ga aap is maain kab trdaing karna chate hyn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2925 Collapse

                                Re: day trading ?

                                forex trading buznees baain buaht hi zyda ese logh hyn jo yahun paar is buznees maain day maain trading karte hyn is lie maain bhi yahun paar is buzneess maain day maain hi tradign karte hyn ye buhat hi acha or sab se best buznees hy maain is maain yahun paar day maain hi tradign karet hyn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X