Dont mistake again and again at the time of trades.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoo kai forex trading mai hamy chahiye kai ham mistakes ko repeat na kary aor mistakes say learning kary aor usko dhoor kary taky loss repeat na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha hme nis business me aik hi mistake ko baar baar nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm aik mistake ko bar bar karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye apni mistakes se lesson hasil karna chahye
      • #18 Collapse

        ma ap ki baat sy agree karta hu .hamay apny mistake sy seakhna chae ha na k in ko bar bar duhrana chae ha jitna hum apni mistake sy seakh sakty hain utna hum kisi aur sy nahe seakh sakty hain aur sth sth apni mistake py kabo pana chae ha
        • #19 Collapse

          forex main agar hamari koi mis take ho jay tu ham us ko phir reapeat na karin .agar ham us ko baar baar repeat karin gain tu hamin loss ho ga.
          • #20 Collapse

            g hn g forex m mistake to buht se log kerte hn per her koi is bat pe amal ni kerte k un k is ghlti ko na thek kerne k wjha se unhe kitna nuksan ho gaaa bus insan apni mehnat kerte hoe her bat buht jata h k us ne kya kerna h jo wo kam kerta h usko pora ni ker pta bs pase k piche andheee
            • #21 Collapse

              sohru Allah ky naam sy jo bara maharban or raham wala hy!bhaio or bhano yeh baat buhat zarori hy ky trade krty huwy aap bar bar galtti na karian warna iss tarah aap apna nuqsan kr sakty hain lahaza aap kosish karian ky galti kam hu.
              • #22 Collapse

                bilkul correct baar baar aik ghalti ko naa doharain mostly greed main aa kar banda ghaltian karta hay es liay greed na karain laalach buri bala hay or jo ghalti aap aik dafa kar lain os say sabaq seekhaian or phr na karain aisi ghalit
                • #23 Collapse

                  forex business kartay huway aksar mistek hu jati hay but kosshi karni chahey kaay woo msitek dobara naa hu jeas say hum koo loss hu bal kay fresh mind kay sath kam karna chahey or dobar asi galti nahi karni chahey.
                  • #24 Collapse

                    ji han ham agr is kam me ek dafa mistak ho jay to hamen wo mistake kosish karni cahiy ke wo dubara na ho is liy hamen apni galtiun se sekhna cahiy or apni mistake ko ignor nai karna cahiy or na he dubara is ko duhrana cahiy pir ham is kam se kamyab ho sakty ha
                    • #25 Collapse

                      forex trading mein trader ku mistakes nhe krna hote hein trader apne success us wqt leta he jb wuh trading mein acha trading krne ka tariqa sekh jata he aur us ke trading mein us ku acha faida milta he jb wuh apne mistakes ku correct kr ke kam krta he
                      • #26 Collapse

                        Jub hum baar baar galtiyaan krte hien to loss to hota hi he lekin boht kuch seekhne ko b mill jata he. lekin hamien loss honay per dobara un galtiyoun ko nahi dohrana chahiye ur mistakes ko theak krna chahiye.
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: rashidpk پيغام ديکھيے
                          Here is a few knowledge of about trade how should we learn from our trade when we trade so we should use use must stop loss and Take profit so safe from huge loss i saw many trader mistake like this and at least we should wait 15 to 20 minute after trade because new traders mistakes again and again when you trade and if your trade get hit stop loss then we should wait neither we should repeat our trade like previous just wait and watch trends and then trade follow to trends are you agree :cool:
                          G ye baat bilkul thek hai k trading main mistakes baar baar dohrani nae chahiyen,,cool and fresh mind k sath kam krna chahiye,,greed ap kye hue kam ko destroy kr deti hai,,or trading krte waqt emotion ko control main rakhna chahiye or mistakes baar baar dohrani nae chahiyen...
                          • #28 Collapse

                            ji mein yehi kahun ga yeh kam sahi trhan sy krny k liey humen es kam ko sahi trhan sy smjh k krna chaheay yeh kam sahi hai acha hai bht ...........................!
                            • #29 Collapse

                              han ap mistakes ko bar bar na karen ap bar bar loss karte hain aur bar bar vohi mistakes karte hain ap mistakes se bachen aur sekhen is ko kaise karna hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                This is true k yahan per mistakes karna koe buri baat nahi hai q k in say bht sari learning hoti hai lakin AGR hm in mistakes ko dubara dubara repeat karain gay toa bht buri bat hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X