forex main loos ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    Re: forex main loos ki waja

    Forex mai loss ki waja yeh he hai k trader paisa jaldi kamana chahta hai lekein mehnat nhai karta hai k woh trading ko seekh lay. pata kar lay k kis tarha trade karni hai. Learning kaisy karni hai etc. Jab tak ap ko trading nahi aye gi ap ko nahi samaj aye gi k ap nay kiya karna hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Re: forex main loos ki waja

      G ha bhai g Mara kayal sa is forex ma loss ki koi waja ha to vo is ma resaky kam bohat ha is ma trading bohat hoti ha hama is forex ma lalach nahi karni chahiya hama is par planing sa kam kar na chahiya or kamya hoga
      • #288 Collapse

        Re: forex main loos ki waja

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sana232 پيغام ديکھيے
        G ha bhai g Mara kayal sa is forex ma loss ki koi waja ha to vo is ma resaky kam bohat ha is ma trading bohat hoti ha hama is forex ma lalach nahi karni chahiya hama is par planing sa kam kar na chahiya or kamya hoga
        Sana ap ka answer kuch explanation wala nahi tha mai ap ko bata do k stop loss tb use karty hian k ap market mai trade open kar daity hain tu ap ko nahi pata market kab kaha chali jaye or ap ko bhout zaida nuqsan ho jaye es leye ap stop loss set kar dain gi tu ap ki price ko market jab touch kary gi tu us stop loss pay touch ho k band ho jaye gi or ap ko zaida loss ki jaga kam loss hoga.
           
        • #289 Collapse

          Re: forex main loos ki waja

          اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
          kaya koi muje bata sakta hain ka forex trade main sub sa main waja loos ki hain people ko sub sa zayda loos kis waja sa ho raha hain aur ap ko loos kis waja sa huwa hain
          Mere lihaz se loss ki main wajha patience ki kami aur hamare apne trading plane se distract ho jana hota h.
           
          • #290 Collapse

            Re: forex main loos ki waja

            اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
            kaya koi muje bata sakta hain ka forex trade main sub sa main waja loos ki hain people ko sub sa zayda loos kis waja sa ho raha hain aur ap ko loos kis waja sa huwa hain
            Dear loss hony ki boht si waja ho skti hai agr ap chahty hai ka ap ko loss na ho to ap ko trading ka bry me learning krni chahiy or business me hum ko greedy ni krna chahiy q ka jb hum greedy krty hai to is waja se bi hum ko losz hota hai
            • #291 Collapse

              Re: forex main loos ki waja

              اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
              kaya koi muje bata sakta hain ka forex trade main sub sa main waja loos ki hain people ko sub sa zayda loos kis waja sa ho raha hain aur ap ko loos kis waja sa huwa hain
              Forex m matabaq market ki condtion k bary m knowledge nhe hony ki waja se loss ata hy.. As ly loss se bachny k ly bhter hy k wo forex market ki condtion ka knowledge rakhy phr wo loss se bach skta hy...
              • #292 Collapse

                Re: forex main loos ki waja

                sir forex ma loss ki waja ha experince ka na hona qk agar hamary pas experince nai hota ha or ham trading krtay ha to hamay loss bhi ho skata ha lakin uskay liye hamay experinc ehasil krna ho ga or ak loss ki waja ya bhi ha kay agar hamay profit ho rha ho ga to hmay lalach nai krni chahiye
                 
                • #293 Collapse

                  Re: forex main loos ki waja

                  Forex main loss ki waja ap ki kamzoori hain woh kamzoori jo ap trading mai apni mistake ko recover nahi karty bar bar mistake ko repeat karna or apni studies ko adha chor daina yeh kamzori hai. ap jab tak apny ap pay confidence nahi paida karain gy ap trade achi nahi kar sakty hian.es ky leye zarori hai ap achi trading k leye apni studies ko learn karian experience gain karain phir trade karain gy tu ap ko pata chalay ga k theek tarha se trading kaisy hoti hai or kis tarha loss ko kam kiya jata hai trading main.
                   
                  • #294 Collapse

                    Re: forex main loos ki waja

                    Wese agar dekha jae to Forex trading mein nuksan hone ki buhat sari wujoohat hosakti hai, per sab se ahem wajha lalach aur knowledge ki kami hai. Hum aksar lalach ki wajha se apne plan se hat jate hai, ya to itni knowledge nhi hoti ke achi se market ka jaiza kar sake. Is liye hum achi trading nhi kar pate aur nuksan ho jata hai.
                       
                    • #295 Collapse

                      Re: forex main loos ki waja

                      Dear koi bhe busnis loss aor profit chalta rehta hy forex main loss ki waja ye k aik to aap demo pe kam kr k over cnfident ho jatay hain jb real pe aatay to loss ho jata hy normal rahain 2nd humain choti lot k sath trade krni chahiay bari lot k sath aksar log lalach main aa kr apna account wash krwa daitay hain
                       
                      • #296 Collapse

                        Re: forex main loos ki waja

                        Forex main loss ki waja jo sub se main hai ap ki learning, experience ki kaami hai. Esleye loss tu zaror hoga ap ko jab pata nahi hoga market mai kab in hona hai or kab out. na ap ko lot size ka pata chaly ga, na he ap ko kab or kaisy trade karni hai tu profit kaisy aye ga loss he aye ga. esleye demo pay pehlay kudh ko prepare karain us k bad ap trade karain gy tu ap ky loss ki ratio kam or profit ki zaida hogi.
                         
                        • #297 Collapse

                          Re: forex main loos ki waja

                          Forex trading mein nuksan ki wajoohat buhat sari hoti hai, per main wajoohat knowledge ki kami aur discipline ka na hona aur emotions pe control ki kami ki wajha se loss hota hai aksar traders ko.
                          • #298 Collapse

                            Re: forex main loos ki waja

                            Forex main loss ki waja yeh hai kay ap jab dosro pay depend karain ya phir ap aisi trading karain jis mai learning or experience na ho jis waja se ap ki trade loss main jati hai or emotionally trades es k bad open hoti hai loss recover karne ki waja se jis se ap ko loss hota hai. ap step wise learning karain gy tu ap ko pata chaly ga k trading kis kadar easy hai.
                             
                            • #299 Collapse

                              Re: forex main loos ki waja

                              bai g ap ne jab b trade krni full confidence se krni hai.or apko jis pair per trade krty hain uski movment k bary main pata hona chahia.trading main loss ki sb se bari waja apka lalch hota hai trading krty time ap apny mind main kisi b kism ka lalch na lyen.jitna mil jata shukar krian loss hota he tb hai jb ap k ander lalch aa jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Re: forex main loos ki waja

                                Meri nazar mein to trading mein nuksan hone ki sab se bari wajha, proper market analysis ki kami ka hona hai. QK bhaly ap jitni bhi achi strategy bana le aur kitne bhi discipline q na ho jae, jab tak ap ache se market ka jaiza nhi lenge to tab tak ap ek perfect aur achi trade nhi laga pae ge.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X