forex main loos ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main loos ki waja
    kaya koi muje bata sakta hain ka forex trade main sub sa main waja loos ki hain people ko sub sa zayda loos kis waja sa ho raha hain aur ap ko loos kis waja sa huwa hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir forex ma loss ki waja ha experince ka na hona qk agar hamary pas experince nai hota ha or ham trading krtay ha to hamay loss bhi ho skata ha lakin uskay liye hamay experinc ehasil krna ho ga or ak loss ki waja ya bhi ha kay agar hamay profit ho rha ho ga to hmay lalach nai krni chahiye
    • #3 Collapse

      bhi forex may loss ki sub say barhi wajah lalach hay jab hum business may lalach karay gay tu humy loss ho jay as lia humy business may kabhi bhi lalach nhi karni cheay our bari care full ho kar business karna cheay dear ma nay trading start nhi ki hay as lia mujah forex may ab tak kio bhi loss nhi how hay
      • #4 Collapse

        forex trading main loss aur profit kay boht saray reasons hai forex trading main loss bad luck ke waja say bhe hota hai forex trading main loss weak knowledge ke waja say bhe hota hai aur forex trading main loss bad planing say bhe ho sakta hai forex trading main loss fear ke waja say bhe ho sakta hai forex trading main mistakes bhe loss ka bara reason hain
        • #5 Collapse

          forex ke business me bhut se log loss krnty hen or is me loss ki bari waja ye hy ke wo is me fear or greed or emotions se kam lety hen jis ki waja se wo loss me chaly jaty hen is liye unhe chahye ke wo is me careful ho ke traidng kre
          • #6 Collapse

            dear logoun ko sub sy ziada loss unki greed ki wajah sy hota hai wo log aik rat main lakhoun kamana chahty hain lakin apni greed ki wajah sy apni envestment bhi koh daita hai second markeet ko fallow nai karta
            • #7 Collapse

              my dear bother huma kon Forex trading ma loss an sa le ho rahy hy my dear bother kaho k huma Forex trading ma boant jalid kr ta hy or forex trading m larch kr ta hy bother
              • #8 Collapse

                forex mee loss ke chand wajohat haiin jub koe member forex mee greed karta haii ya gair tajurba kar hota hai ya phr actice ni hota mind fresh ni hota too iskoo losss hoo jata hai forex me or fail ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  mer bhi ap ko pta h k forex ek resky business h ha is lkiye ap ko forex par proper training kr k kammkrna chaey q k ap ko is sy acha earn b hota ha is liye ap ko forex par proper planning kr kn kaam krna chaey or ap ko forex par koi lalach ni krni chaye ye he ap k liye btes ha is sy ap ko loss kam hota ha
                  • #10 Collapse

                    sb sy ziada loos jo hota ha wo sirf lalach ki wja sy hota ha nhe to 1 acha trader kbhi lalach nhe krta or aram sy kam krta ha or 2nd nmbr py trading skills+experience hota ha jo js k pas na ho wo loss me hi jay ga
                    • #11 Collapse

                      ji brother ap ka question kay forex main loss hony ki vaja kya han to mary bhai jasa kay haum sab janty han kay forex trading aik bohat he riskhy business han to pher humay hamsah trading karny say phlay market ka bagor matalaya karna chalya
                      • #12 Collapse

                        Forex trading main dosto jhan hamain profit milta ha whan hamain is main loss b hota ha or is loss key barey wajha hamarey apney he mistakes hain jo ham trading main kartay hain . ot in sayhamain loss ho jata ha.
                        • #13 Collapse

                          forex main loss mukhtlif wajho sy ho jata hai jesy k big trade lgany k bad zyada profit k ley zyada lalch kr k intzar krna agr ap greed kro gy to ap ko aik time main km profit mil raha hota hai jo ap ko psnd nahi pr bad main wo profit b nahi milta or loss ho jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Dear brother lose ki boht reason hoti hai . aik reason yhh ky aap jaldbazi krty hai . or dusri yhh ky aap mai greedy aa jati hai . jbb aap acha profit earn krty hai . to aap ko chahya profit limit close kry . next day ky lya strategy bnay . or tesri jo sbb sy important waja hai ky short knowledge or short practice aap ky lose ki bari waja ho ti hai . iss lya forex trading business mai kamyaabi ky lya aap ko achi learning or practice ki boht zaroori hai . tab hi aap kamyaab ho skty hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              asalam i alikum ji han forex trading me loss ki or profit ki bohat si reasons hoti ha profit us surat me hota ha jb hum achy way me business kr rahy hn or loss us surat me hota ha jb hum forex trading me jald bazi krty ha or theek se nai krty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X