forex main loos ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Forex ik aisa business hai jis mai ap apny loss ka zimadar kisi or ko naih maan sakty hain es leye k jab ap kudh mistake karain gay tu loss karain gay aksar new trader jab apni trades ko profit mai close karty hain tu woh over confidence ki waja se fazool trade laga dain gay jo un k loss ki waja banti hai short yeh k trader ko pata hona cheye k kiya us ki mistakes hai jis waja se loss hota hia
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      sir mery khayal mn forex ek aisi cheez hy jis karney sy pehly compete learn karna chaye or is k bad phr is ko karna chayhe agar is mn loss ki wajah bhe experince ka na hona jitna km experience ho itna zaida loss aye ga agar humera exrerience zaida ho ga or long time ho ga tu faida ho ga ...
      • #273 Collapse

        forex trading main loss ki bohat sari waja hein log greed kartay hein aor log is main huge investment bhi kar letay hein forex main apko hard work karna hota hai. Forex eak best busienss hai. apko is per work karna chahiye.
        • #274 Collapse

          Bhai asal jo bhi kaam kerna hu tu humay chaye k pehlay os k mutalliq mukamal knowledge hasil kia jay os ki her tarha se janch partaal ki jay ta k os k positve aor negative point ka pata chal saky aor pher saber k saat kam start kia jay jab k firex trading ma her banda rato raat amir ban na chata hy is lia without knowledge aor besabri k saat trade laga letay hy jo k loss ka sabab banta hy market ka knowledge aor saber bhot zaroori hy.
          • #275 Collapse

            Har Trader ki loss ki waja woh kudh hota hai. Har trader ager apni mistakes ko behtar jab kar lay ga tu woh achi tarha trade ko kar saky ga koi trader patience nahi control kar patay tu kuch knowledge or experience k bina trader karain gay or yeh he waja hai k woh loss kar laity hian apny trading ka review lain gay tu es se bach sakay gay
               
            • #276 Collapse

              Asslam-o-Alakum my dear friend mujay to jeb b loss hota hay wo lallach kie wjah se he hota hay lallach se avoid kerne ki try b kerta hoon but phir b ho he jata hay aur mare khyal main to Forex main loss ki bari wajah he greed yani lallach hay aur kai traders ko Forex k kem knowledge ki wjah se b loss ho jata hay.
              • #277 Collapse

                Janab hum jo mistakes karty hain start trading mai wohi main waja hooti hain qk analysis ko chk nahi kia jata aur bas waqti trends ko follow up karna shuru hoo jaty hain aur market jab apnay trends ko jati hay aur too loss hoo jata hay
                • #278 Collapse

                  trade lgany sy phly current situation dakh lani chahiye. profit k lie risk to lana parta hai wrna ap achy trader nhi ban skty.ap trade lgany sy phly kuch nhi dakhty or loss utha bathy hain profit usi ko he hota hai jo harr eik chez par nazr rkhta hai!!!
                  • #279 Collapse

                    Trader mai loss trader apni he mistake se karta hai koi trader tu greed ki waja se loss kar jaty hian or kuch bina experience k jab trade karty hain tu woh loss kar laity hain esleye Forex ko ik proper business ki tahra deal karain es ko acha learn karain gay tu tab he earning possible hai
                       
                    • #280 Collapse

                      Forex trading mai loss ki sab se barri waja jo daikhnay mai aye hay wo hay jald bazi aur greed aur lack of knowledge about the trading aur mistakes ki buhtat
                      • #281 Collapse

                        Forex mai loss ki waja humari apni kamzoori hai. Jab hum trade karty hian tu hum bus apny ideas or lalach ko beech mai rahk k trade karty hain ya phir hum kisi pay depend karty hain. Jis waja se hum ko loss ho jata hai. Hum learning kam or earning ka zaida souch rahy hoty hain or yeh he waja hai k hum loss ki taraf jaty hain.
                           
                        • #282 Collapse

                          dear wesy tu forex main kafi wajh ho sakte hain loss ki ek tu lalach dosra greed or without knowledge ke trading krna hamesha koie bhe business start krne se pehly os ki proper knowledge gain kr lyne chahye then ap profit earn kr paye gyen
                          • #283 Collapse

                            Forex trading me loss ki bohat sari wajuhat hain yani ke ap is me lalach karen ge to phir apko is me loss hi hoga agar ap isko proper learning ke sath trading karen ge to is me apko bohat acha profit hoga.
                            • #284 Collapse

                              Dear I Think Loss Ki Wese Tu Kafi Reasons Hain. But I Think Sabar, Lalach, Decision, Repeat Mistakes Ye Main Reasons Hain. Sabar Nai Karna Lalach Karna Samjh Ata Hay But Apni Mistakes Se Learn Na Karna And Again Un Mistake Ko Repeat Karna Sab Sey Bara Reason Hy.
                              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Forex me loss kesy hota ha. Or kamyabi k liye kya krna chahiye.loss se kese bacha ja sakta ha.is ki wazahat kren

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X