forex main loos ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Re: forex main loos ki waja

    اصل پيغام ارسال کردہ از: adeelfsd پيغام ديکھيے
    bai g ap ne jab b trade krni full confidence se krni hai.or apko jis pair per trade krty hain uski movment k bary main pata hona chahia.trading main loss ki sb se bari waja apka lalch hota hai trading krty time ap apny mind main kisi b kism ka lalch na lyen.jitna mil jata shukar krian loss hota he tb hai jb ap k ander lalch aa jata hai.
    Dear just lalach ki waja se ap ko loss nahi hota hai. loss ki waja kafi hai like emotions, without experience, analysis na hona, money management ka na hona or ap ki apni strategy jab tak nahi hogi ap ko loss he hoga. esleye in sub basic ko ap jab tak complete naih kar laity hian ap ko loss hoga.esleye apni mehnat jari rahkain or in cheezo ko jab seekh jain gy ap ko loss ki waja be pata chala kary gi or future main loss b kam karian gay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Re: forex main loos ki waja

      aksar jis waja sy nuqsa hota h wo h lalach agar ham lalach cho dete hien tu ham kamaee ker sakte hien as lyee her bar jo b lalach kerta h us ka unjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kern hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h.
      • #303 Collapse

        Re: forex main loos ki waja

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
        Meri nazar mein to trading mein nuksan hone ki sab se bari wajha, proper market analysis ki kami ka hona hai. QK bhaly ap jitni bhi achi strategy bana le aur kitne bhi discipline q na ho jae, jab tak ap ache se market ka jaiza nhi lenge to tab tak ap ek perfect aur achi trade nhi laga pae ge.

        Dear Achi Strategy woh hoti hai jo ap nay kudh banai hoti hai woh ap ki apni jab tak nahi hogi ap kamyab nahi hogay. ap apni trading ki practice main acha demo account ka use karain. sath main ap apni learning kay sath practice zaida karain gy ap ka experience gain hoga. lalach se door rahain or trading main money management ko achi tarha manage karna seekhain.
         
        • #304 Collapse

          Re: forex main loos ki waja

          G sir forex ma loss ki waja ha experince ka na hona qk agar hamary pas experince nai hota ha or ham trading krtay ha to hamay loss bhi ho skata ha lakin uskay liye hamay experinc ehasil krna ho ga
          • #305 Collapse

            Re: forex main loos ki waja

            G han main ap ko bata hun k forex main loss ki waja kia hoti hai hum agr jaldbazi main trading krty hai market ko analysis b nhi krty aur wasy he tradding krny lag jaty hai to humy forex trading main loss hota hai es lya humy cahiyay k hum jab trading krtyy hai to humy pahly bhot he souch samj kr kisi b pair ko analysis kr k market ki moveing k andaza lga kr trading krni cahiyayy.
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #306 Collapse

              Re: forex main loos ki waja

              Forex main loss ki koi aik waja nahi hoti hai. har trader ki apni kuch mistakes hoti hai jis waja sy loss hota hai. kuch mistake bhout common hai jin mai lalach karna, judgement ki base pay trade lagana, robot ka use karna, bari lot ka use karna,technical or fundamental analysis ko ignore karna. yeh sub woh common mistake hai jo takreen har failure trader karta hai. es sy bachnay kay leye zrori hai ap har step ko seekhain or us ko practically karain gy tu ap ko kamyabi mily gi.

              اب آن لائن

              Working...
              X