how to understand daily chart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to understand daily chart
    daily chart ko analysis karne ki koi trick hai mujhe abhi bhi daily chart ko analysis karne mei mushkil ho rahi hai i know daily charte kaafi significant hota hai trend pata karne ke liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    daily chart ko samjna itna mushkil hai nahi aur isko manage karna bhe itna asan hota hai jab humain market kay uttar charo ka jaiza laytain rahain gay aur in setps ko zehan main rakhy gain to is ko undersatn karna aur manage karna easy hoga
    • #3 Collapse

      It is the candle stock that will make one to understand this more. The bullish candle will indicate buy , the bearish candle will indicate sell too, use indicator to confirm this before you do it.
      • #4 Collapse

        candle sticks trading is called technical analysis if you want to trade with technican analysis you have to read books of candlesticks and you can visite some website for getting knowledge about candlesticks and you can follow tutorial also
        • #5 Collapse

          asal mai dear cahrt ku samjhna koi asan kam nahi hai isk laiy apku buht mahnt ki zarurt hai apku chart paatren seekhny hu gy us per work karnaa huga buht tab hi ja k ap samjh saky gy daily chart ku
          • #6 Collapse

            chart ko ap daily candle stick view per set kren aur pher us ki movement dekhin aur step by setp ap us main experience hasil kr sakty hain main daily chart use kr sakta hun aur daily main chart ki candle stick ko kafi under stand kr chuka hun aur us say kafi advantages b hasil kr liye hain.
            • #7 Collapse

              daily chart ki help sy hum trend ko predict kar skaty hain or is tarah hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain.technical analysis ki help sy hum candle sticks ko daikh kar trend ko predict krty hain.
              • #8 Collapse

                dear apka sawal acha hai aisy sawalon say information main acha ezafa hota hai ..
                chart ko read krny k liye koi bhi ek chart style ko open krna hota hai like main candle stick chart krta hun toe dear mian candels i move say mtlb jo pips bnty jaengy un say market ka mood read karunga or decision lunga news ko focus krty huye.
                • #9 Collapse

                  Dear Forex trading men daily chart ko analalize karna bohat easy he agar ap ko candle walay chart ki samaj nahi aa rahi to ap k paas line chart ka option mojood he jis se ap ko bari aasani se market ka pata chal jaaey ga. Or yad rakhen k market ko pori tarha analize kiay bagher postion open na karen.
                  • #10 Collapse

                    brother daily chart me ap ko trend analze krna bohat hi asan hota ha g is me ap ko just ak baar chart ko viw krna hota ha or ap ko is me trend ko dekhna hota ha g k trend kesa ja raha ha market me forex me ap ko trend ka tayan daily chart me krna hota ha ga
                    • #11 Collapse

                      chart ko dailkhny or samjny kay liey bhi aap ko seekhna ho ga.main chart ko daikhny kay liey candle sticks use karta hun or candle sticks kay boohat sary pattrens hain.jin ki maddad say hum trend ko predict karty hain.
                      • #12 Collapse

                        Forex ma agr ap daily ka chart daikhna chahty hain tu apko japnies candle stick use krni chahye jisy use kar k ap easily daily ky chart ko samj sakty hain or us sy apko easily samj b a sakti hy
                        • #13 Collapse

                          brother agr ap Japanese candle stick chart use karen to sab se best ha or uske sath ek indicator RSI period setting 18 ko use karen iski default setting 14 ha lekin 18kerne se ap kafi had tak false signal se mehfoz rahen ge is se apko trend samajhne me kafi asani hu g or phir agr ap trend samajh len to chart time ko 4hour pe set ker len or us se indicator ko dekhen agr selling me ha to trade me enter nahi hun jab ye buying me start hu or candle se swing nazar aye mean us candle me neche shadow hu or oper fill hu or aise hi band hu it means k market ne swing li hai or ab ap buying position me enter hun agr daily trend RSI me bearish ( selling) hu to same pattern ko ulta use karen lekin pehle isko demo me practice kijiye ga ye method bht practice demand kerta ha Hope you got the point of swing trading
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: tiger55 پيغام ديکھيے
                            daily chart ko analysis karne ki koi trick hai mujhe abhi bhi daily chart ko analysis karne mei mushkil ho rahi hai i know daily charte kaafi significant hota hai trend pata karne ke liye
                            Brother, is ki koi trick nahi hoti, is may to ap ko proper education chahiyay, analysis karna hi to sab say mushkil kaam hay, is k lye ap ko bohat mehnat karna hogi, is may ap ko indicators sab say ziada help kar saktay hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              the daily chart of the forex is more suitable forex trading most of the time. the first thing in a trading day is to identify the most likely direction of the day. the other side of it is when you dont know how to read chart the daily trading chart may not yield your desire.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X