how to understand daily chart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    If you want to understand daily charts then you should b to understand every movement of ndicator, in every market movement can be seen in time frame that can assist us in analyzing the market movements at various times
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Assalam O Alaikum, daily chart ko samajhnay ke liay aap agar koi ek indicator use ker len to aap ko market ki movement aur trend ki jaldi samajh aa jaey gi. Main to bollinger bands use kerta hoon aur h1, h4 aur daily chart ki samajh aa jati hai ke market ki movement kiss trend main ho sakti hai.
      • #213 Collapse

        chart ko samajna aur pir sahi lot lagana hi apko success deta ha. Forex ma trading karne k liye ap sb se pehle market ki news k sath attach rahen aur aur pir monthly chart ko dekhn then weekly chart aur pir 4H wala chart aur apko candles ki movement ka idea ho aur pir ap lot set karen apko 80% profit gain hogi
         
        • #214 Collapse

          you want to understand the daily charts then you should be able to understand every movement of the indicator, in every market movement can be seen in the time frame that can assist us in analyzing the market movements at various times such as M15, M30 and DAILY, so that you can understand the market movements properly.
           
          • #215 Collapse

            I agree that daily chart shows the most reliable signals for trading. It is easier and safer to trade following the daily chart. One can earn good money if he knows how to read this chart.
            • #216 Collapse

              My trading fellow chart k knowledge ko app easily internet say learn ker sagty hain aher app Google main ja ki candlestick pattern ko search karean gy to app easily iss ko understand ker laen gy
              • #217 Collapse

                aiskeliye zarori hai k ap daily trading pe time spend karen aur pehle demo account banain aur uspe har time chart pe trading ki practice karen jo time chart apko zyada suit kare usko follow kerte rahen. aiska ap weekly aur monthly jaiza lete rahen k kis tarah apko zyada faida ho raha hai. phir live account pe usko try karen to apko faida hoga.
                • #218 Collapse

                  Buddy ager ap ko chart k analysis kernay main mushkil ho rahe hai to pher behtar ho ga k babypips site say app mazeed learning ker lain ta k ap ko asani say samjh aa jaey
                  • #219 Collapse

                    Bro ap ko daily chart analyze k liye ap ko usy different time frame per analyze krna hota hai us ka best way hai k ap market ki support or resistance ko dekho is se ap ko kafi faida ho ga ap ko market k trend ka pta chaly ga kis kis jaga per or q market ma movement hui or is trhn ap daily trend ka pta lga skty hain or indicators use kiya karain chart ko learn krny k liye !
                    • #220 Collapse

                      yes understand

                      ji bhai hum sub daily k chart ko ana lysis kr saktay hai aur sub se pehly hum n canlistic ko follw krna hai aur uss ko agay le kr chalan hai aur phir moving average wala indicator lagana hai chck krna hai
                      • #221 Collapse

                        daily chart frame ko smjhna trader ke lie mushkl hota he aur trader jb trading mein acha experience bna leta he aur trader ko chart frames aur indicators ko smjhne ka acha experience ho jata he phr trader daily ache trah se market ko analysis kr leta he aur trader apne trading mein techncial tools ke istemal se apne trading market ke trend ko smjh kr profitable trading krta he
                        • #222 Collapse

                          daily chart ko read karna ka sub se acha tarika yeh ha kay ap heikin achi ko daily chart me use kar ap ko bohat zada signal milay lay
                          heikin achi stochstic or macd in indicator ko aply jaray chart par or 20 moving lagaey trand ka pata chalany kay liey
                          hekinachi me ap ko tp ka bilkul theek pata chalta ha
                          baaz dafa ap ko heikin achi me risk reward 1:4 ratio b mil jata ha jub market me high movement hoti ha
                          • #223 Collapse

                            Re: how to understand daily chart

                            chart ko ap daily stick view pa set kr k chart ko opr neechy kr k ap seekhain. ap sb charts pa nazar rkhain or ahista ahista smjhain esko.apko general behavior pata hona chahea. phr ap eaily seekh skty hain.
                            • #224 Collapse

                              Re: how to understand daily chart

                              Chart mai D1 select kar lain or us k bad jo ap indicator use kar rahy hain us mai ap daikh sakty hain k market ki kiya situation hai trend koun sa chal raha hai or kaisy trade karna hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Re: how to understand daily chart

                                Dear chart main jo basic cheezain hai woh ap ka trend line jo draw karty hain or sath main apka time frame hai or sath main ap ko apny indicator ki values ko set karain or jab values set karain gy tu ap apni trade mai kis time frame mai draw karty hain tu ap ko us ka faida hoga. ap koshish karain kay apni trades ko manag ekarny kay leye ap pattern be find karain. jis sy ap asani sy yeh sub learn or practice karain gy tu ap sahi sy us kay sath trade manage kar sakain gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X