market me cruide ki price km hoi hy ab and yahan pakistan me bhi rate me kami ai hy but us lihaz sy kami nhi ai jis trah international market me girr rha hy rate. 108$ berral sy 44$ tk aa gia hy cruide
market me cruide ki price km hoi hy ab and yahan pakistan me bhi rate me kami ai hy but us lihaz sy kami nhi ai jis trah international market me girr rha hy rate. 108$ berral sy 44$ tk aa gia hy cruide
in petroleum there is also a trading activities involved and when there is some fluctuation occur in the petroleum products then there is also a impacr on the trading market.
g hain ap trading kay leay kisi b chze ko use kar skhtay hai es min ap ko pata hona chay to ap es main kamyab hai es main ap ko pata ho ap es min achi earningt kartay hai
oil par kam karnah sa pahla ap ko achi tarah taridng ko samj lina chaya kun kah kam atna muskil nhe ha saf mahnt kari pahra gi or ya kam boh best ha
forex trading ki market min gold aur crude oil ki market main up down hota hai tu wo dollar ki waja se hota hai ager ap in 2 market main kaam karte hain tu ap ko dollar ki market ko samjhna hota hy
bhai je bilkul petroleum ko bhi aap gold or currency ki tarah hi samajh sakty hen petrolum rate barhney sey kisi bhi mulk mey mahngai mey izzafa hosakta hey rate barhney mey mulk key halat ka bhi asar hoota hey ????
dear patlioulim ma utar crhao ka zarye trading ma bhe utar crhao peda hota hai forex trading aik real rasata hai jis ka zarye zeyada kama kar hum apne sare dreams pore kar sktye hai .
Petroleum, gold, currencies en tamam ke rates tamam market chahe wo spot market ho, ya forex market, har jagah pe aik dosrey se munsalik hoti hain. ye nahin k spot market mein uptrend ho owr forex mein downtrend.... short time k liey ye ho sakta hai kune k forex mein kisi bhi cheez k forii asr aata hai jb k spot market mien kuch dair lagti hai......lakin jesa keh aj kam information seconds mein transfer hoti hain to ye gap of time minutes mein ho sakta hain ghanton mein nahein......
to spot market owr forex aik dosrey pe lazmi balkey yaqeeni tore pr asr andaz hoti hain... owr ye dono kisi bhi mulk mein rates of every things ko asr-andaz keti hain.....
Humara mulk ziada tar patrol import karta he is waja se patrol ki international qeemat me utar chrhao ka hamaray mulq me patrol ke rate par asar parta he lakin ye aap ki government ka kam he ke patrol ke qeemat me kami ka benefits bublic ko de ya na de.
is main or even risk Around the size of changes throughout a good security's value. the higher volatility means The item an security's rule will probably potentially become spread out greater than an larger thanx