kya zaroori hai 500 USD ki investment
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    nai ya koi zaruri nai ha k 500$ invest kiya jay ya ap ki marzi ha ap jitnay marzi invest kar k kam shuru kar sakty ha jitna ap ko knowledge ha usi hisab say bus invest kar k kam shuru kar de
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai wese to ap trade 1$ se bhi start kar sakty hain lekin bethar hai k ap minimum 100 dollars invest kren ta k apko profit bhi usi hisab se ho or 500 dollars invest krna koi shart nai hai
         
      • #63 Collapse

        nai bhai 500$ ki koi shart nahi hai ap 1 dollar se b trading kr sakty hain lekin apka profit b phir apki investment k mutabiq hi hoga kyun k ap phir bhari trades nahi kr sakain gy
         
        • #64 Collapse

          No $500 ki investment zarori nahi hai trading start kerne k liye or $500 new trader k liye kafi big capital hai us ko theek se sambhal nahi sake gey to $100 se $200 tak ki investment theek hai starting mein new traders k liye.
          • #65 Collapse

            friends yah bohat acha sawal hai k agar ap forex main trading karty hain to is main zeori nahi k ap is main 500$ dollers say start kary .forex main is chase ky koi limit nahi is main bashk ap 10 dollers say bahi karty hain kuk ya ap ki marzi hai agar ap new members hain to ap pehily com dollers say start kary per jab ap ko experience ho gay to ap zada investment kary.
            • #66 Collapse

              I think that trading with $500 is a very good amount of money to start with and with a good strategy and patience there is no limit to how much you can make with that amount of money. before investing in forex you must practice with the same amount of money in demo trading
              • #67 Collapse

                nahi aesi b koi bat nahi ye bat lazim b nahi hai bus is k lye hume chahye k hum is bat ko smjhe aur is pay aesay he kam kae gay to he to kuch na kuch kam kar pae gay yaha pay bhot saray traders ko is bat ki samjh ajati hai.
                • #68 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: navaidonline پيغام ديکھيے
                  My Dear Senior Member mai aap sy openion lyna chahta ho . kya zaroori hai ky humay 500 USD ki investment krni chahya . kya hum 100 USD ky capital sy business start nhi kr skty Forex mai . q ky hmray haa Dollar ky rate heigh hai to hrr koi to 500 USD ki invest to nhi kr skta . aap log kya smjhty hai kya 500 USD aik blancing amount hai forex mai trading ky lya . yh phir hum 100 USD sy bhi achi trade kr skty hai .
                  Bro forex main investment k liye 500$ ki koi shart nahi hai ap minimum investment jaise 50 ya 100 $ sy bhi trading shru kar sakty hain lekin iss k liye ap k pass trading ki practice aur experience hona chahiye warna ap ko loss bhi ho sakta hai.
                  • #69 Collapse

                    g hain ap kay 500$ dollor ki inestment achi hai es main ap ko zayada monafa hota hai es main ko zayada profit hota hai es main ap 200$ say dollor lag skhtay hai ya shorowat hai es main lakin ap es main jitni zayada inestment karay gau es main ap ko otna monafa hoga
                    • #70 Collapse

                      mere khayaal me forex trading business me jitni ziada investment karen itna hi apko prfit hasil hoga lekin agr apkam investment se trading karna chahty hain tou kar sakty hain ap kam investment se agr soch smaj kar trading karen gy to tab bhi ap acha khasa profit hasil kar sakty hain.
                      • #71 Collapse

                        Nhi bhai ye zaruri nahi hai k aap investment 500 dollar karo, agar aaap naye ho to aap ko chahye k aap 100 dollar se shru kro ta k agar loss ho jaye to ziada problem na ho ap k lye..
                        • #72 Collapse

                          my best friend apne aik acha sawal kiya hai man agre karta hu ap k sawal sy my best friend zarori nai hai 500$ sy hi forex ko satart kiya jay ap ko 100$ kya ap is ko 1$ bhi satart kar sakty hai lykin is ko satar main kam az kam 100$ sy satart karna chahiy or is sy ap achi earning kar sakty hai
                          • #73 Collapse

                            Costly, foreign currency meey accomplishment keey bohet hi superb power ki terhaa kaam kertaa heey foreign currency ki requirement heey aur iss keey guide keey mutabiq seem kaam kareey geey tu seem ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa certainly knowing foreign currency meey accomplishment keey bohet hi superb power ki terhaa kaam kertaa heey.
                            • #74 Collapse

                              Abdominal agar ap neechay nited kingdom mazeed perform choice dekho homosexual in order to aik ap ko cost ka choice milay ga, aur dosra expiration ka, cost might jab ap oper neechay ka switch push karo homosexual in order to ap nited kingdom samnay he or she ticker par collection ajaye gi, aur jo expiration ka choice existen wo is actually lye existen keh agar ap yeh samajhtay ho nited kingdom marketplace kal tak all of us degree par pohanchay gi jis par ap industry lagana chahtay ho in order to all of us day ka laga lo, all of us day nited kingdom guzartay he or she ap ka impending purchase cancel ho jaye ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Dear friend ye to aap per depend kerta hai kai aap kitni investment karo agar new ho to sirf 100$ enough hain loss ho bhi gaya to bari amount khonay say to buch jao gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X