Chines President ka doura-e-Pakistan multawi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chines President ka doura-e-Pakistan multawi
    Dear My senior & junior member jasy ky aap sb log janty hai . chines president ka dour e pakistan multawi ho gya hai . yni ky Pakistan mai 34 billions dollar ki investment post pone ho gai hai. Dear friend aap kya smjhty aik heavy investment ka postpone ho jana iss ka aser pakistan ki maishat pr kya aser pry ga . kya Dollar or strong ho jy ga Forex trade market mai or Pakistani RS or down ho jy ga. aap ki kya raiy hai iss ky bary mai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae.
    • #3 Collapse

      ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae.
      • #4 Collapse

        g han chines president ko pakistan doura multavi howa is sy hamary mulk ko nuqsan howa hamara mulk taraqi ki Rahoun pr gamzoun tha Hamary mulk main taraqi ki Rahoun ko roka gaya hy is pr forun Reaction lya jaye or thifes ko Areast kya jaye.
        • #5 Collapse

          pakistan mein chinese president ki visit k postponed hone ki main waja pakistan mein political instability hai jasa k hum sab jante hain.wase iska pakistan ki economy pe bura impact hoga lekin overall dollar k strengthen ya further weak hone k is incident k sath koi taluk nahi.
          • #6 Collapse

            asalam o alikum ji han me ap ki baat se agree krta hun chines president ka dora e pakistan multavi hoa ha u know k chines president k any se hamry mulk me arbo dollar ki srmaya kari hni thi jis se hamari economy strontg honi thi or mulk progress krta
            • #7 Collapse

              is sy hmary mulk me ziada pasy aen gy or byrozgar logon ko kam mly ga or jb unhe kam mly ga to definetly pakistan tareqi kry ga. Lekn zrorat is bat ki ha k hmary pas Hukmran koi naik bnda ho
              • #8 Collapse

                hamari mulk es wajah se pichai reh gaya q k hamarai mulk mai har koi apni apni hokumat qayom karna chahta hai chahai wo pti ho ya ptt ya pmln lakin koi b mulk ka nae sochta hai agar inko mulk se hamdardi hoti to ye roads mai a k mulk ko itni tabah o barbad nae kartai balkai es ki koi solution nikal laitai jo k ye log solution chahtai hi nae hai.
                • #9 Collapse

                  ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae.
                   
                  • #10 Collapse

                    ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae.
                       
                    • #11 Collapse

                      humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ap ki baat se agree krta hun chines president ka dora e pakistan multavi hoa ha
                      • #12 Collapse

                        ye cheezen humari economy pay bhot he zyada depend karti hain hum ko is tarha say he sub cheezon ko samjhna chahye aur in ko dekh lena chahye k kesay is ko kya jae.
                           
                        • #13 Collapse

                          Dear chines president ko dora parne ya na parne se forex market pe koi asar nhn parhna aur na parhta hy es liye ap ko daikhna cahhiye aur smjh k kam karna chahiyem,,,
                          • #14 Collapse

                            bilkul ye bat hamari income pe buhat zeada asar karti hai.hamare mulak mein har kisi ki apni hakomat hai is ki waja se aj hamara mulk itna peche reh gia hai.hamein on se talokat ache karne chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              maray dostoo hamara mulk es wajah se pichai reh gaya q k hamarai mulk mai har koi apni apni hokumat qayom karna chahta hai chahai wo pti ho ya ptt ya pmln lakin koi b mulk ka nae sochta hai agar inko mulk se hamdardi hoti to ye roads mai a k mulk ko itni tabah o barbad nae kartai balkai es ki koi solution nikal laitai jo k ye log solution chahtai hi nae hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X