Why we should use Stop-Loss?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Hm stop loss ko is liye use karty hain kyun k hmen app ko zyada loss nahi karvana hota ha or stop loss se hm kafi bary loss se bach sakty hain is liye hm stop loss ka use karty hain ta k hmen zyada loss nah ho or acha pofit hasil ho..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      stop loss aik acha tool hai aur mein bi aap ko forex mein haardworking karni parti hai first tim pir easy hota hia aap ky liye aur forex mein aap acha earn akro gey so aap ko practice karna ho ga pir aap legal method sy acha kamayo gy so yeh greaat hai aur yeh acha hai.
      • #33 Collapse

        stop loss aik makhsoos jaga par lagaya jata hai aur ye hit hona to tab ap aik barey nuqsan sey bach saktey hain q k market aik jaga nahi rukti.
        • #34 Collapse

          Hum Log stop lose ko is waja se use karte han ke agar hamari trade hamare khalaf chali jaye to to um log apne ap ko zada nuksan se bacha sakain or apne real amount ko pora lose hone se bacha sakhain
          Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
          • #35 Collapse

            Stop loss humus waqt use kartay ha jb hamra order wrong side place hu jaata ha. aur after mazeed search k hum ya decision laitay ha. k aik point fixed kar daitay ha. k agar market hamaray order etna against gai to hamra order auto cancel hu jay aur hum further same direction may trade karnay say avoid karain.
            • #36 Collapse

              live trading karte time kahi dafa aysaa hota hai ke hamari intry minus me jati hai aur agar hum stopp loss lagate hai to hamari intry automatic cut jati hai aur account loss hone se bach jata hai.
              • #37 Collapse

                meray khyal se humain stop loss ko iss waja se use karna chahiye k hum khud ko kissi bare khatre se bacha sakain or hamari mehnat bhi zaya na ho......
                • #38 Collapse

                  Stop loss use krna aik chy practice hay iss trha hum apna pora account wash honay say safe rakh saktay hain mtlb agar trade open krtay waqt SL lagaein tu hum pori investment loss honay say rok saktay hain.
                  • #39 Collapse

                    stop loss us surat mei use kiya jata hai agar ap trade laga dete hein aur ap chahty hein k agar market nichy ati hai tou apki trade aik makhsus point pe akar khud close hojaye aur apko loss zyada na ho .
                    • #40 Collapse

                      well dear jahan tak meri jankari hai is baray mai to mai to yai kahunga k jab ham fore xpa rtarde klagatayt hain or ham is tarde ko time nai day patayahian to ham stop loss ko use kartay hain ta k hamen aik specific loss ho zyada loss say bachnay k liye b ham stop loss ko use kartay hain
                       
                      • #41 Collapse

                        jab hum trade lagaty hen to us me hum stop loss nai lagaty hen or is liye hum us ko karna chahye ku k is tarha say hum ko zyada loss honay ka khatra nahi hota hai
                        • #42 Collapse

                          Stop loss aik tool hai or is ko is liye use kera jata hai k jab trading mein hum ko big risk lena ho to ya humara capital low ho to hum trading mein stop loss ko use kerte hain or hum ko use kerna b chahye yeh achi help kerta hai.
                          • #43 Collapse

                            dear ham chahtay hain k k hamen itnay loss say zyada ka loss na ho to tab hi ham stop loss lagatayhain ta k ham margin call say b bach saken
                               
                            • #44 Collapse

                              risk mangemnt mein yehi stop loss hi sub se imp cheez hai k bus ap ne mind bana lia k ager market itna against gae tu ..main bus itna hi loss bardasht kronga... apke loss ko fix kr dena hi stop loss ka kaam hai aor ye best hai .........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear yes hum forex main stop loss use is liye karty ha kay hum forex main bgloss na kary aur apny account ko wash hony sy bacha lay jitna ho sakta ha then hum is main kaam kar sakty ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X