*Analysis is better then emotion*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading wo market he jo har waqat hi movement min rehti he hum es karobar ko samjh jaein agar to emotions se kaam nahi lein ge aur analysis hi karin ge market ko aur samjh kar trading kar k hum bari earning hi le lein ge humari market ki understanding hum samjha deiti he k market kis taraf ko move kare gi bas sirf emotions hi hote hin jo humin loss ki taraf le jati hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein trading start karne se pehle hamen market ko proper analyse ker lena chahye or phir trading start ker lena chahye
      • #18 Collapse

        Wo trader kabhi kamyab nahi ho sakta jab tak wo foerx market kay trend kay analysis main skill hasal nahi kar leta, es liay emotional trader kamyab nahi ho sakta, so, analysis main skill hasal karnay kay liay good practice and good knowledge ki zaroorat hoti hay.
        • #19 Collapse

          forex trading mai humay support or resistance ka ilam hona chaiey forex trading maia p bina emotions k he trading kar sakte ho kiu k forex trading mai humay analysis ki he base per trading mai much profit hasil kia ja sakta hai is k liye humay zarori hai k hum forex mai analysis ko ache say samj kar kare us say humay is kaam mai thora bhot experience b hasil hoga
          • #20 Collapse

            ji bilkul forex mai har cheaze important hai ap ya mat samjh ke forex mai kuch bi aghar ap learn kare ge to us ka faida ap ko kahi na kahi zaror ho ga or aghar sath sath ap khud ke emotion bi control karna sikh le to kafi faida ho ga ..........
            • #21 Collapse

              Forex trading mai analysis bohot important hota hai blkay hum youn keh sktay hain kay emotions sai zyada analysis behtar hota hai hamay emotions par control rkhna chaahiye aur analysis krna chaahiye.
              • #22 Collapse

                Ji bhai theak kaha ap ny analysis jo banda karta hai wo hamesha kamyab rehta hai aur kyn is sy bndy ka dimag khulta hai aur phir uski trades profit main chali jaati hain aur wo ak acha profit earn kar leta hai.
                • #23 Collapse

                  Emotions to forex trading mein loss hi karate hein is liay emotions ko forex trading mein trading kartehue apne control mein rakhna chahiay kiunk is ko control na kia jay to trading mein loss ho jata hae.
                  • #24 Collapse

                    1 expert or professional level ka trader bnnay k liye trading say related achi knowledge or strategies required hoti hai or time k sath,sath trading say trader ko bohat kuch learn krnay ko milta hai jis say trader ki trading knowledge mai izafa hota hai or apni knowledge ko use krtay huway trader profitable trading krnay mai kamyab ho pata hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      hum jab trade karty hain to humain is main analsis kar kay trade main kam karna ho ga jis say humain market ko understand karny main asni ho sakti hay agr emotional ho kar kam karty hain to koi faida nai hay
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X