100% winning tendency is another reason of failing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100% winning tendency is another reason of failing
    Many of us have a tendency of making profit of every trade, that is 100% winning tendency. We want that all of our trades will not be closed with loss. We are not ready to accept loss, hence we don't set Stop Loss.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan aisi bat nahi hey aur me ap ki is bat sey agree nahi karta hoon q key her koi trader jb be koi new trade open karta hey to us ki koshish yehi hoti hey key wo acha earn karey aur tabhi wo acha earn be karta hey.
    • #3 Collapse

      gee bhai hmein apne trading mein wining krne hote he aur hm ko apne trading mein fail nhe hona he aur hm jb apne trading mein sahih experience se kam krein ge aur apne trading mein stop loss aur take profit ka istemal krein ge to hmein apne trading mein acha profit ho jata he
      • #4 Collapse

        Gee mery bhai ap ka thread bohat acha hai. agr tou ap ki strategy trend ky mutabiq hai likan phr bhe ap ko loss hai tou ap es market mai cool aur market ky break out ka wait kray. tou ap ko success ho gy.
        • #5 Collapse

          Ap bilkul sahi keh rahay hain jo loag stop loss istemaal nahi kartay wo yakeenan khsaray main ja saktay hain kiun kay market aik esi cheez hay jo situation kay sath chalti hay aur situation ya trend kisi bhi wakat kisi bhi tarf move kar sakta hay lehaza ham jahan profit kay liye ready rehtay hain wahan loss face karnay kay liye bhi tiyar rehna chahiye
           
          • #6 Collapse

            mery khayal say agr tou ap nay jo bhe plan market ky trend ko follow kr ky bana hai tou phr ap ko kam say kam 50% tou success ho gy. agr ap ka 100% plan trend ky mutabiq hai tou ap ko success ho gy.
            • #7 Collapse

              g han agar ham 100% winning tendency b use karen gey to koi or reason b ho sakta hay jes ki waja se hamy loss ho jata hay zarori nahi hay k hamaray trading plan ki waja se hi hamy loss ho
              • #8 Collapse

                Hamain apney mind main yeh rakhna chaheye keh forex aik risky business hy aur is main profit key sath sath loss bhi hota hy. Is leye loss sey nahi ghabrana chaheye aur is ko accept kr key kamyabi ki taraf jana chaheye. Mistakes ko control krna chaheye takeh woh repeat na hon aur loss sey bacha ja sakay.
                • #9 Collapse

                  Yes brother you are very right all of use donot accept loss for any trade, if our trade goes in loss then we wait for our trade to come in profit and in this wait our loss become greater and greater and ultimately our account wash. If we accept small loss and set stop loss option then we can prevent ourselves from bog loss.
                  • #10 Collapse

                    app kabhe bhe her trade main profit nahe ker sagty hain app ko usi leay her trade main proper stop loss our take profit k sath kaam kerna chhay pher he successful trader ban sagty han
                    • #11 Collapse

                      forex trading main hum loss tabhi karty hay jab hum theak say analaysis nahi kar paty ya pure knowledge ki waja say so humay chahiey keh apny knowlewdge ko enhance kar kay trading karen
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        forex man donu aspects ku daikhna chahye jis say traders ku profit earning man asani hoti ha or baaz trades man loss bhi ker laina chahye her aik trade tu profit man close nae ki ja skati
                        • #13 Collapse

                          G bilkul ap ne thek kaha humy is business me overconfident nahi hona chahye q k ye aik risky online money making business han aur agar hum is business me overconfident ho jaye gye aur greed kary gye to humy loss bhi ho sakta han isi liye humy chahye k hum is business me boht soch sumjh kar trade kiya kary.
                          • #14 Collapse

                            G han every trader apni trade say profit hi expect kar raha hota hay lekin har trade main esa nahi hota loss bhi ho jata hota hay kiun kay ye bhi business ka aik hissa hay jahan say ham profit earning kar rahayn wahan say agr loss bhi face karna par jay to koi buri baat nahi hay is liye stop loss ka use bhi karna chahiye
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              daer es business mai seekh aur smjh k kam karo ta k ap ko acha reward hasiil ho jaye aur ap jasie jasei mehnat karo gy ap ko boht he acha faida hasil ho jaey ga soo es liye ap ko mehatn karnii hya ur apniiil fie ko setkarna hy...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X