rebot trading kay leya kitna experise
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear, I can say that forex market have different forex robot if you use it ply trail in demo account first because some robot didn't make profit. But If you trade manually,then your knowledge will increase more and more.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      assalm o alaikum bahi jan mujey to is key berey main itna abi kuh nahi pata janb ku key main abi is kam main naya hon janb mujey reboot key berey main itna nahi pata janb key reboot trading kesey kerta hai janb
      • #18 Collapse

        robot trading koi itni assan nahi hay k app jaldi se kar lain gai us k lye buhat mehnaat karni hooti hay aur ager app mehnaat nahi kar saktay hain to phir appkuch bhi nahi kar saktay hain
        • #19 Collapse

          hi hum ko forex mein bhai gee taqreeban humko teen ssaak ka experience hona chahiye he hum loss forex mein bhai g best trading or auto trading kar saktay hain main to yehe samajhta hon
          • #20 Collapse

            Robot trading k liye bohot zyada expertise hona zaroori hota hai. agar hum beghair kisi experience k ya beghair kisi hard work k robot trading kraingay to hamay is sai loss hoga.
            • #21 Collapse

              bhai robot ke lie experice ki need nai robot bekar hia bilkul manual tradin sab se best hai oske loss aur profit hamare hath me hota hia aur vese bhi robto se kabhi bhi accoutn wash ho jata hn wihich is ricky work so i prefer manual work
              • #22 Collapse

                forex trading mai robot se trading kerwane ke liye app ko koi experience nahi chaiye hote hai.lekin app ko yeh dekh lena hota hai ache tarha se robot ka winning ratio acha hona chaiye aur capital bhi acha ho account ka.
                • #23 Collapse

                  ap ny pocha ha k robot trading k lie kitna experience cahye htaa haa too is k bary may maa khna cahta hu k agr hum robot trading krna cahty haan to humy bht experience cahye htaa haa nhi to humy loss hoo jata haa..
                   
                  • #24 Collapse

                    hum jab trading may robots use krty haan to humy is k lie trading kaa bht zyadaa experience hnaa cahye agr hmary pass experience nhi haa to robots sy door rhen isi may humy fida haa...
                     
                    • #25 Collapse

                      robot sa trade karne ka laye hum ko koi be experince nahi chayea robot trade karne ka laye hum ko sirf robot ko apne broker main set karna ho ga tab ja robot he khud work karte ga aur hum ko profat da ga auto trade sa is ko used karne ka laye koi experince nahi chayea
                      • #26 Collapse

                        main khna cahu gi k forex trading ho ya khuch phly hamy us ka expert banna zaarori hy khas tor par new trader k liay ye best hay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: rebot trading kay leya kitna experise

                          Robot trading main ap ko trading kudh nahi karni hoti hai. ap ko just pair ki selection karty hain kay ap nay kis pair pay ap nay robot use karna hai. us kay bad ap apna capital us mai set karty hain or sath main ap ko risk kitna rahkna hai woh set kar kay chor daina hai. us kay bad kudh he robot ap ki trade ko open or clsoe kary ga or woh kudh he woh stop loss or take profit set kar kay ap ki trade ko close kar kay profit dy sakta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X