Scalping kese ki jati hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping kese ki jati hai?
    Dear Friend,
    I would like to tell you the scalping strategy that can give you a lot of money, even you can double your capital within shortest time period.

    Scalping karnay k lye ap ko bohat ziada risk uthana parta hay, lakin is ki madad say ap chotay amount say acha khasa capital bana saktay hain, is k lye ap ko karna yeh hota hay k live naked chart par trading karna hoti hay, is strategy may ziada tar log M1 time frame ka use kartay hain, lakin mera mashwara ap ko yeh hoga keh ap M5 ka use karay, is strategy may ap candle pattern use kar saktay hain, lakin sath sath agar line pattern use karna chahay to bhi koi masla nahi hay.

    Is strategy may ap jo bhi account use karo, lakin volume kam hi rakhna, agar ap aik trade open kartay ho to phir jaisay hi ap ko 3 say 5 points (pip) ka profit ho to ap trade band kar do, yeh strategy ap chahay buy say shru karo ya sell say, lakin market ki support aur resistance ko lazmi dhyan may rakhna. choti choti trade karnay say jaldi jaldi profit jama hota rehta hay, lakin sath may news par bhi nazar rkhna, agar koi news anay wali ho to scalping say parhaiz karna zaroori hay.
    Learn how to trade then trade in real market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Scalping in the forex market involves trading currencies based on a set of real-time analysis. The purpose of scalping is to make a profit by buying or selling ...
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
      Dear Friend,
      I would like to tell you the scalping strategy that can give you a lot of money, even you can double your capital within shortest time period.

      Scalping karnay k lye ap ko bohat ziada risk uthana parta hay, lakin is ki madad say ap chotay amount say acha khasa capital bana saktay hain, is k lye ap ko karna yeh hota hay k live naked chart par trading karna hoti hay, is strategy may ziada tar log M1 time frame ka use kartay hain, lakin mera mashwara ap ko yeh hoga keh ap M5 ka use karay, is strategy may ap candle pattern use kar saktay hain, lakin sath sath agar line pattern use karna chahay to bhi koi masla nahi hay.

      Is strategy may ap jo bhi account use karo, lakin volume kam hi rakhna, agar ap aik trade open kartay ho to phir jaisay hi ap ko 3 say 5 points (pip) ka profit ho to ap trade band kar do, yeh strategy ap chahay buy say shru karo ya sell say, lakin market ki support aur resistance ko lazmi dhyan may rakhna. choti choti trade karnay say jaldi jaldi profit jama hota rehta hay, lakin sath may news par bhi nazar rkhna, agar koi news anay wali ho to scalping say parhaiz karna zaroori hay.
      main scalping kamm he karta hun.main at leasy 20 pips kay profit main trade close karta hun or some time to meri trades poora week open rehti hain.main ik trade main 200 pips tak earn kar chuka hun.main gold ki trading karta hun or gold ki trading main risk zyaada hai.
      • #4 Collapse

        scalping means the short term trading idea short term trade happens to the short time frame the scalping time frame is 1 minutes 5 minutes and 15 minutes time frame i like to trade long term because short term trade is very risky for trade
        • #5 Collapse

          iss par mai b buahta kam use karta ho q ky mai samajta ho ky aap iss mai jitni mehnat karty hai oss ka sela aap ko zaror miltha hai isi liyea mai iss mai apne liyea asaani paida karta ho ta ky pehly mera kaam teek ho oss ky baad mai agy ka sochonga lekin mera irada hai ky mai forex mai life time kaam karo
          • #6 Collapse

            Waisay to may bhi kam hi scalping karta ho, kyo keh bohat saray brokers scalping allow nahi kartay, lakin short term aur long term bohat karta ho, kyo keh in do trading style may bhi acha khasa benefit ho jata hay.
            • #7 Collapse

              dear scalping trading karny ka acha way nhi hey or scalping say aap earning nahi kar skty q k scalping trading karny ka koi acha way nhi hey so is liay aap ko manual trading lazmi krna hoti hey or aap ko manual trading say bohat acha benefit ho skta hey..
              • #8 Collapse

                agar aap scalping kar rahee hain too phir aap koo chaiyee kee M15 yaa kese bhi kaam time-frame per scalping kaerin aur koshish karien kee pending order see order lagayein agar order uth gaya to acha profit nikal jaye ga
                • #9 Collapse

                  g bilkul theek kha. aap ny aik baat boht theek khi k news py b dyhan rakhna chahiy kiun k jab 3 saron vali news aati hy to us sy markeet ka behaviour boht change ho jata hy
                  • #10 Collapse

                    Scalping is the shortest-term trading in the forex market. But is main risk buhat ziada hota hai. Main jitne successful forex traders se bat cheet kar chuka hon, un sab ka kehna hai k long-term trading karain kuon k us main trends ziada clearly nazar ate hain aur un trends ki base par ap behtar trades kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Great, but I have a question here, what about broker's spread? Every broker keeps some spread whenever you open a trade so what about it?


                      Well, aap nay bohat he zyad achi baat kahee hay nice sharing but you had better move your thread in (Trading ki hikmat e amli) or (Forex ki taleem) ta-kay aap ki posts say log zyada say zyada seekhen.

                      This is not a right section for this post.
                      • #12 Collapse

                        Hmmm its mean That Scalping Karnaa its easy job coz hum short time period main Zyada Risk lay Kar zyada munafaa Bana letay hain..main is post Say Zaror faida uthanay Ki Koshish karoon ga... Aisi helpfull post kartay Rha karain
                         
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #13 Collapse

                          is se murad yeh hay ke app ko kam se kam time main earning karna aur apni trade ko closed kar dena ap is ko scalping ka name dete hay jo kuch broker is ko allow nahi karte hay aur app ko is tara se earn kiya hua profit pay nahi kate hay .aur app ki trade ka loss app ko ho jata hay .
                           
                          • #14 Collapse

                            mujhy scalping k bary ma nahi pata hai k ya kya hoti hai or kis tarhan sy use kai jata hai iss ko iss liye ma oiss bary koim information share nahi kar sakti hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Thanks for this thread..but mere khayal se scalping se avoid hi karna chahiye specially newbies ko q kay is mein aap k losses k chances bohat zayada hotay aur agar account mein $100 hein to aap ka ye account minutes mein nil ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X