Bullish, bearish aur sideways trend
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g haan ager hum trend ko achi tara se astemal krty hain to hum is se zyada se zyada munafa kama sakty hain is se hume bulish ka khatra b nhi hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      market is very important market where trader can trade their currencies and make profit also sometimes lose because of trend detection thjere are three trend bull bear sideway they are very impotent
      • #183 Collapse

        g hain bhai jaan aap nay too bilkul hi sahi baat kahi hai or main bhi aap ki isi baat pay bilkul hi booght agree hoon aap ka knodelege bilkul hi booht sahi hai bear ka mtlb hota hai kay aap nay booht achi informastion share ki hai
        • #184 Collapse

          thank you for sharing basic relate to forex yhi information new mwmbers k liay bht acha hai jo abi is feaild may new hai or wo forex ki lanuage ko ni janty hai ap ki is post sy un ki kafi help hn jay gi. thanks again for such a gr8 post
          • #185 Collapse

            Assalam O Aalikum, g han forex market main aap ko market ke trend ko samajhna bohat zaroori hai. Aur kabhi bhi market ke trend ke against trading na keren. Aur market main achhay trade point ka wait karen jald bazi main ki gae trades loss deti hain.
            • #186 Collapse

              Dear aap nay sahi kaha hay mukhtalf candle may ham ko ya teeno milti hane ko bullish hoti hay to koi bearish hay to koi sideways hay jo koi short term may trad karna chahta hay to wo iss par kaam kar sakta hay iss kay liya us ko candle ko samjhna hota hay kay market kis taraf jasakti hay.
              • #187 Collapse

                When situation of the market is bullish or bearish it is a little bit easy to trade. but when the market is in the Sideway condition, i think, it is the most difficult situation to trade.
                • #188 Collapse

                  Koi bhe piar chaheay currency ka ho ya pher commodities ka ho jab wo upward move ker raha ho ga to bullish market move ho ge jab down karey ga to bearish our jab clear na ho to side ways ho ge
                  • #189 Collapse

                    ye apne achi information share ki hai bullish aur bearish ka suna to bohat tha magar aiski samajh nahi ati thi k ye hota kia hai apki ais information se hamari malomat main izafa ho gaya hai aur hum ainda se ais baat ka bhi khayal rakhen gay. aur scalping to sach main risky hai aur ye soch samajh k he kerni chahiye har bar nahi kerni chahiye.
                    • #190 Collapse

                      Bot hi achha thread discuss ko mili ha.trend ky bars ma AGR clear ho jay k ab market NY up or down move krna ha tu ya time earning ka hota ha. Maray khail ma is ko bakaidgi sy yahan share krna chieay js sy tmam traders ko faieda ho ga.
                      • #191 Collapse

                        bilkul sahi farma rahe hen aap aisa hi he lekin buhat se trader simple language me bullih cadles ko buyki candle keh ker pukarte hen aur Bearish candle ko sell ki candle keh ker pukarte he lekin sideways ka buhat kam logo ko pata hota he.
                        • #192 Collapse

                          G bhai ap bilkul theek kh rhay hai.forex market mai trend ki 3 types hoti ha..(1)Bullish,,(2) Bearish,,(3) Sideways,or mere khyal say trader ko hmseha bullish ya phir bearish trend mai hi trading krni chahiye or sideways mai bilkul b trading nhi krni chahiye Q k sideways mai confirm nhi hota k market bullish jaye gi ya bearish isi liye correct trend ka wait krna chahiye or patience k sath hi trading krni chahiye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #193 Collapse

                            mashallah bhia jan ap nay boht achi chezen share ki hai aur in say boht sara acha knowledge mila hai aur ye chezen hamen practice bhi kerni chaye aur achay tariky sy samj leni chaye kio k baz aukat ham ghalt jaga per ghalt trade daal ker nuqsa uthaty hain
                            • #194 Collapse

                              bullish trend mein market up ke trf ziada jate he aur market ke price ke up movement ko bullish trend kehte hien aur bearish trend mein market down movement mein jate he aur sideways mein trading market boht slow hote he aur es mein ziada up down na hota he aur trader ko apne trading market ke sahih trend ko smjhna zarore hota he phr trading krne hote he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                good apnay nay achi i formation share ki hain
                                meray khayal me har pro trader kay pass 2 stragety hoti ha aik trend trading kay liey aik range market kay liey
                                jo sirf trend trading kartay hain jub range market me atay hain to apna bohat zada loss karwa bethtay hain
                                ap trend trading me moving average or range market me rsi or stochstic ka use karay
                                ap ko loss nehi ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X