Bullish, bearish aur sideways trend
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes ager hum trend k sat chalty hn to hm ko ziyada earning b ho sakte ha ager ham iss k sat nai chalty to ham ko ziyada earning nai ho sakte...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading business is risk business. bullish is currencies pair up ward trend, bearish is currencies pair down ward trend and currencies pair in netural is sideways trend. you will do this business and make the profit
      • #18 Collapse

        great

        great job dear it is very useful information which you posted please try to post this type of info daily n in future so it will be much benfitsfull for other
         
        • #19 Collapse

          boohat achi sharing hai.ye newbies kay liey useful information hai.bulish,bearish or sideways trend boohat important hai.agar aap ko sideways trend nazar aye to jab ye change hoota hai to boohat strong bullish ya bearish trend banta hai.essy time main trading kar kay aap zyaada pips gain kar sakty hain.
          • #20 Collapse

            this concepts can be explained in various ways, the bullish is the market situation where the market buyers are having more control over the market. bearish siruation is where the sellers are controlling the market. the sideways market is when the market is in a tie with the two sides.
            • #21 Collapse

              Bullish trend woh hota hai jab market upward hoti hai yeh trade k liyay selling time hai jab bearish hoti hai market to prices down hoti hai yeh time buying ka hota hai aur sideways trend hai hai jab market tezi say ooper neechay hoti hai.
                 
              • #22 Collapse

                yes brother apne yeh bullish , bearish, sideways ka knowledge dia apka shukria akser meray bhaion ko yeh chesain nhi pta ke bearish , bullish, sideways kya hotay hain so ummed hai ke sab bhaion ko ab andaza hogya hoga ke yeh forex ki terms akhir kya hain or inka kya matlab hai .
                • #23 Collapse

                  boht zaberdast or helpfull post hy aap ki. aap ny achi informations hum sy shaer ki hian jin sy har trader ko boht help mily gi apni trading quality ko bhtr krny main
                  • #24 Collapse

                    bullish trend woo hota hai jaab market mein buyers kaa hold zyada hota hai aur market upper jaa rahi hoti hai jaab kee bearish trend mein market nechee kee taraf jaa rahi hoti hai aur market mein sell kee buyers zada hotee hian aur sideways mein market bohat slow move hoo rhi hoti hia yani naa too bullish aur naa hee bearish
                     
                    • #25 Collapse

                      Market bullish jaab hoti hai jaab market upper kee taraf move kar rahi hoti hai aur market koo hum bearish jaab kehtee hain jaab market nechee ke taraf ajati hia aur jaab sedhi sedhi chal rahi hoo too woo sideways hoti hai
                       
                      • #26 Collapse

                        market teen tarah say move kertee hai jinmein bullish bearish aur sideways shamil hai.bullish ka matlab upward trend hai bearish ka matlab downward trend hai aur sideways ka matlab hai ke market ke movement bohat he slow hai jo na bullish hai na bearish.
                           
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                          Dear friend, is thread may ap ko trend k baray may batana chahta ho may, ziada tar log nahi jantay keh trend kon konsay hotay hain aur trend ka matlab kia hay? jaha tak k mujhay pata hay, trend teen kisam k hotay hain, is say ziada bhi ho saktay hain, lakin mujhay teen pata hain.

                          Bullish: Jab market up trend par hoti hay aur oper ja rahi hoti hay to hum us ko bullish trend kehtay hain, aur forex ki zaban may hum bulls active honay ki istalah use kartay hain. Is situation may buyers ziada active hotay hain sellers ki nisbat.

                          Bearish: Jab market neechay ja rahi ho musalsal to hum us trend ko bearish trend kehtay hain aur forex ki language may bears k active hona bhi kaha jata hay. Is condition may sellers pair ko sell kar rahay hotay hain aur un ka ratio buyers say ziada hota hay.

                          Sideways: Is situation may market na bullish hoti hay aur na bearish hoti hay, is may market bohat slow movement karti hay, aur choti range par trade karti hay, yeh time scalpers k lye bohat acha mana jata hay. Lakin scalping bohat risky hay.
                          thank you friend you have shared the great information about the trend of the bollish and the bearish and the sideways i think these information is the too mush useful for the new trader if the new trader will learn from this information
                          • #28 Collapse

                            main ap ki baat sa itfaq karta hoon . bulish main market up trend main hoti ha or trader is main profit nai bana sakta ha or koi tarde nai karta ha . ager market berish to market down trend main hoti ha is main bi trader trade karna sa darta ha . lakin ager maket range main ho to trade is main trading karta ha kui ka wo yahan sa aik acha profit asani sa bana sakta ha
                            • #29 Collapse

                              Aap nay market k trends ko buhat behtar Andaaz Main Samjhaya,In short hum ye Keh saktay hain k jab Candles opar ki taraf ja Rahi hon Tab buying Karni Chahiye or jab candles nechay ki Taraf Aa Rahi hon Tab selling Karni Chahiye..
                               
                              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Nice discussion topics. Your information is so awesome. I have come to learn this as a new topics. Thanks a lot.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X