Bullish, bearish aur sideways trend
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    App ko pata hona chahye ke app ko kis trend ka pata hay aur kon sa tend abhi market main hay aur kon kon se trend hay jo arket ko sell ya buy karne mian app ki help kar sakte hay is ke liye ap ko forex education ko hasil karna ho ga ur app ki is elam kiwaja se app ko acha experience hasil ho gha ur app ko fada bhi ho ga .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      In ko use karne wale long time ki trade karte hay aur in ko loss nahi huta hay aur yeh app ko ko kisi bhi web sites se is ka elam mil sakta hay aur app ko is ka use karne ke liye zada time aur lot szie kam karne ki zarurat ho ge is liye app ko is ka use sikh kar khud ko acha trader banana ho ga .
         
      • #33 Collapse

        dear boht he basic or achi information aap ny di hai jo k aksar logon ko pata b nahiin hoti jo aap ny bataayi hai. is k lye aap ka shukrya or doosri baat meri zati tor py pasnd dono he hain bearish ho ya bullish lekin confirm ho k kya trend hai lekin sidway trend sy sy zyda bura lagta hai is main smjh he ni aati k kya karoon.
        • #34 Collapse

          meray mutabiq ye simple forex trading terms hain jin ka matlab sab traders ko aana chahiye aur in ko samajhna har trader kay liye bohat zaroori hai agar in ki sahi samajh na ho to trader loss main ja sakta hai, lakin apnay achay tareqay se saroon ko explain kiya @forexmentor, good work.
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
            Dear friend, is thread may ap ko trend k baray may batana chahta ho may, ziada tar log nahi jantay keh trend kon konsay hotay hain aur trend ka matlab kia hay? jaha tak k mujhay pata hay, trend teen kisam k hotay hain, is say ziada bhi ho saktay hain, lakin mujhay teen pata hain.

            Bullish: Jab market up trend par hoti hay aur oper ja rahi hoti hay to hum us ko bullish trend kehtay hain, aur forex ki zaban may hum bulls active honay ki istalah use kartay hain. Is situation may buyers ziada active hotay hain sellers ki nisbat.

            Bearish: Jab market neechay ja rahi ho musalsal to hum us trend ko bearish trend kehtay hain aur forex ki language may bears k active hona bhi kaha jata hay. Is condition may sellers pair ko sell kar rahay hotay hain aur un ka ratio buyers say ziada hota hay.

            Sideways: Is situation may market na bullish hoti hay aur na bearish hoti hay, is may market bohat slow movement karti hay, aur choti range par trade karti hay, yeh time scalpers k lye bohat acha mana jata hay. Lakin scalping bohat risky hay.
            aap nay Candle Stick Chart pateren main bullish or bearish K Sath trends measure karnaa khob Samajhayaa hai...main Samajhtaa hon K hammain Candle Stick chart pateren ko behtar Tarah Say saamajhnaa Chahiyee,market Ka trend dekhnay ka Asaan Tarikaa hai K Candles ki high lows tak lines Draw Ki jayen.
               
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #36 Collapse

              trend is friend .agar forex trading main zyaada earn karna hai to different types kay trends ko samjna boohat he zaroori hai.agar hum trend ko follow karty hain to most of trades main hum earn kar sakty hain.
              • #37 Collapse

                forex activity is real eventful market where trader can switch their currencies and gain profit also sometimes recede because of appreciation espial thjere are cardinal direction bull include sideways they are very weak
                • #38 Collapse

                  thanks abdullah bhae for this use ful post,ap na bilkul sahi maloomat di ah,ma trading ma ya ya trnd zaroor use kata hu or ziada tar positive result hi milta ha.
                  • #39 Collapse

                    yes you are right, god information you have posted. oor me ye 3eno type ke trading krta hun oor ziada maza mujy slow movement me ata hy q k us tiem risk nahi hota oor small msall pips leky out hota hun..
                    • #40 Collapse

                      If price is rising it means that the market is bullish if price decreasing it means that the market is barrish if price neither increasing or decreasing this meaans that market is moving one side.
                       
                      • #41 Collapse

                        me forex ko seekhnay ki koshish kar raha hon aur abhi tak me forex k basics he seekh raha hon aur mjhay umeed hai k ek din me bhot he acha trader ban jao ga agar aesa he aap jesay log mjhay guaid kartay rahay to.
                        • #42 Collapse

                          market me to ya dono trend hy hoty ha bullish is very dangerios trend ha market me ap is trend me money loss bh kar sakty ha but bearish me market stay hona shouro ho jaty ha
                          • #43 Collapse

                            boht achay tarikay sy apny in trends ko share kya hai aur aj sy pehly mujhe wakai confusion thi issay k yeh bullish aur bearish kiyon kehty hain but ab samjh agaye hai, aur sideways ki bhi, aisi hi threads useful hoti hain jinsy forum k traders ko faida milta hoo, aur unko concept clear ho jayty ho. takay trade main unko iss chez ka faida ho.
                            • #44 Collapse

                              Bullish means market is going up and bearish means market is going down. sideways means market is going neutral. we need lot of experience for do trading in sideways trend which is also called scalping. bullish and bearish trends are very good to trade.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                You thread is very informative for all new members as well as newbe who recently join forex and want to lrean forex these three topics are much important.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X