is forex hallal or haram ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Yah thora doubtful hay kay forex haram hay ya halal. But mujhy jahan tak lagta hay forex haram hay wo is liye kay pakistan main yeh kam allow nahi hay. Pakistan main forex trading ka office bna kay kam karna ya forex ki advertisement karna bhi allow nahi hay. is ka matlab to yahi banta hay kay forex Pakistan main allow nahi hay or haram hay.
    Proud To Be a Pakistani ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Dear my muslim friend, forex is the online forex trading that allow user or trader buy or sell at the certain price of market. The way our trade our account is the main factor which it Halal or Forbidden by Syariaah. By the way, make sure our account is free from swap like other conventional traders. If any, please disable it. Good luck friend and ope our trading received blessing from Allah. Ameen.
      • #123 Collapse

        Bhai forex halal business hy Islam NY b kaha hy Jo kam mehnat sy kia jay emaandari sy kia jay WO halal business hy hum sub log yaha boht mehnat krty hy
        • #124 Collapse

          Yeh aik business hy. Jis tarah hum stock market main money invest kartey hain, isi tarah yeh market bhi kam karti hy, difference yeh hy keh yeh online hoti hy. Aur hum mehnat kar key is main profit letay hain aur sath sath loss bhi hota hy. Is main hum brokers ko commission bhi detay hain. Mujhey to is main koi ghalt bat nazar nahi aati.
          • #125 Collapse

            salaam friends
            just you work on it and you get your pay out of it its not gamling or something haram as you dont harm any one with it so how can it be haram its halal as we erarn legal earning through it
             
            • #126 Collapse

              forex main hamain faidah bhi ho sakta hai and hamain imain loss bhi ho sakta hai and yehn aik acha business hai and is main ham kaam kar saktay hain
              • #127 Collapse

                bazaharay toh forex kay karobar mein jab hum money ko invest kartay hain aur us say trade kartay hain toh us say humein nafa aur loss doun hi thay hian es leye ed ko halal kah saktay hain.was mujha sahee pata nahin hay.
                • #128 Collapse

                  g haan g apki tekh hai forex aik hallal business hai haram nahe ,, iss ko boht sey log pori duniya myn kartey hein ye hallal hoe haram nahe iss pey kaam kartey earning kartey hein ye aik acha ooor real business hai...
                  • #129 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehtixham Naseer
                    Forex ik halal business hay meray bhai is men haram kuch bhi nahi hay app forex trading account banaty waqt swap free account create karen jo k muslims k liye hay..
                    Bro see this
                    http://www.jamiabinoria.net/efatawa/2012-1/11584.html
                    • #130 Collapse

                      haram kaaam woh hota ha jis mein sirf profit he ho means loss na ho nd jis kaam mein profit nd loss dono k honay k chances hon woh kaam haram nahi hota phr apki apni mehnat b hoti hai ap news dekhtay ho decisions letay ho zarori nahi ky har deal pe apko profit he ho apko loss b ho skta hai is liye yeh ak halal kaam hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #131 Collapse

                        forex trading may asa koi concept nhi hy mehnaat sy kamany wala ALLAH ka doost kelata hy ismay hum mehnaat sy apna work krty hy apna time spend krty hy to ye haram kesy hui ye bilkul hallal business hy is may koi shak nhi hy kisi khomakha up set and dobbleminded krny k ly asa kuch kaha hy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X