kia domicile k bagair acount ban jata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    assalam o alikum bhai jan jee han hum domicile ky bager account ban sakta ha ager ap ky pas bajle ka bil ho ya pani ka bil ho to us ky zarye bhi ban jata ha or ager asa bhi ha to ap ka bank statement sy bhi ap apna account verifitcation karwa sakten hen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han domcile k baghair bhi account verify ho skta hai,ap passport,utility bill ,bank statment ,driving liecnce ,bhi upload kar skte hein,in mein say koi aik cheez ap ny scan kar k upload karni hai
      • #18 Collapse

        yes account is possible to make without you domicile but you cannot verify your address without your domicile .so you need your domicile must for your verification because without verification you cannot process further in you account for trading to earn money.
        • #19 Collapse

          Bilkul bun jata hai actually ap ko koi bhi document send karna hota hai jo key ap ka name and complete address and high definition picture honi chahye lazmi nahi hai key ap domicile he send karien ap ko yeh nahi hai key ap domicile bhjien to he ap ka account verify ho
          • #20 Collapse

            jab app domicile ko upload kerahe hote hai verification ke liye tu app basically apne address ko verify kerwa rahe hote hai.agar app ke pass domicile nahi hai tu app ko chaiye ke app jo hai woh electricity ke bill per bhi verify kerwa sakte hai
            • #21 Collapse

              forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business gee haan bilkul ban jata hay iss main koi masla nahe hay.
              • #22 Collapse

                Kaya ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex froum
                • #23 Collapse

                  Ji bilkul ban jata hy. Aap key pas koi sey do identity documents honey chaheye takeh aap ka account verify ho sakay. Agar aap instacabinet main jayen to aap ko wahan par documents ki aik list milay gi, aap yeh check kar lain to aap ko pata chal jaye ga keh kon konsey documents send karney hotey hain.
                  • #24 Collapse

                    Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha dear ap k pass agr cnic or bank statement ha to ap apna account verify karwa sakty han or trading start kar sakty han or ache earning kar sakty han
                    • #25 Collapse

                      assalamu alaikum dear ge ha agar aap ke pas domicile nahi hai to aap koee or docoment up lod kar saktee hai is me koee masla nahi hai isnta forex trading me up lod kar ne ke bad bhi kafi time lagta hai virificaiton me
                      • #26 Collapse

                        han g domicile kay baghair account banana possible hay or account bananay kay liay domicile ka hona zaruri nahi hay,main nay bhi apna account domicile kay baghair he banaya hay or ap bhi domicile kay baghair he bana saktay hain.
                        • #27 Collapse

                          han jee domicile ki verification zarori hai ku us k baghair ap apna account nh chala skty ku domicile aur id card say woh ap k adress ki verification hoti hai aur k ap ka account original hai yar fake
                          • #28 Collapse

                            yahan per verificaion mein kafi masla hota hai . iss kayliye aap ko id card upload karwana haii or oss kay baad aaap ka acccount ko second level verify karwana kayliye aap ko passport ki copy submit karwani hogi.
                            • #29 Collapse

                              ji han my dear friend forex trading mein domicile k beghair bhi ap trading bhi kar sakte hein aur is se achi aur bari earnoing bhi kar sakte hein kink domicile ka hona kuch bhi zaroori nahi hota hae.......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bina Domicile k account to bn jata hai ismay koi issue nhi hai actual mai domicle account bnanay k liye nhi blkay account verified krnay k liye use hota hai or 1st level ko complete krnay k liye Id card jb k 2nd level k liye domicile ko use kiya ja skta hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X