I feel waste of time to trade pairs which have bigger spread?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    I feel waste of time to trade pairs which have bigger spread?
    I feel the same way too. It is not going to be fun to trade from a piar that's takes away 50% of your profit. It will only make you feel sad and angry. And this are the emotions we are trying to avoid.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yar ye bat to theek ha kai pairs ma spreed zyada ho jaty ha lakin ye har wqat zruri nhe ha.kisi time us pair ma boht kam spred hota ha to hmain tradin sary analysis dekh kar he karne chahye kyu ke es ka humain he faida hota ha aur mere khyl se to sub se zyada eur/usd pe he log trade krte hain
    • #3 Collapse

      nai bhai main is bat say agree nai karta hoon jo pair zayada spread rakhtay hain un ki movement bhi zayada hoti hay to phir itni spread khuch ni kahti zani jis pair ki spread 3 hay us ki normal movement 3 to 6 pips ho gi isi tarhan 9 spread ki 9 to 18
      • #4 Collapse

        Always control emotions while trading and as forex trading is too risky so we should adopt such a best strategy in the market then we can make powerful decision easily and become successful.
        • #5 Collapse

          nai yar jin main spread zayada hota hai to un main movement bhe achi and fast hoti hai and profit bhe hum zayada earn kar sakty hain jaisa k gold us main spread bhe hota hai and profit bhe..
          • #6 Collapse

            nai g aap waste time nai kar reh aur forex mein jo mujey profit hota hai us sy mein satisfied hoon aur khush hoon ky yeh best bsuiness hai aur is bsuiness ko mein kabi bi leave nai karo ga yeh mera first aur last business hai aur always happy raho ga is busuiness ky sath that is great bsuiness for us so we need to join.
            • #7 Collapse

              dear agar koi in pairs ko sahi trah se smajh le to ye pairs hi unhain success dilaate hain mera khiyal hay k apko pairs ko achi trha dekhna chahaiy or iss k trend ko zroor dekhen k kitni aikk ghante main move karta hay usi hisab se trade karen to ye pairs apk liay kaafi mufeed sabit hunge.
              • #8 Collapse

                sahi kaha kuch pairs aisay hotay ha jin ka spread bohat high hota ha aur un ki movment b bohat slow hoti ha is liye un par trade lagny ka koi faida nai hota
                • #9 Collapse

                  kam spred hota ha to hmain tradin sary analysis dekh kar he karne chahye kyu ke es ka humain he faida hota ha aur mere khyl se to sub se zyada eur/usd pe he log trade krte hain kuch pairs aisay hotay ha jin ka spread bohat high hota ha aur un ki movment b bohat slow hoti ha is liye un par trade lagny
                  • #10 Collapse

                    dearn forx me pairs ma spreed ziada ho jati ha lekin ye har wqat zruri nahe ha.kisi time us pair ma bht kam spreed hoti ha to hmain trading k sary analysis dekh kar he karne chahe
                    • #11 Collapse

                      bohat sary currency pairs aisy hain jin ka spread level fix hota hay lekin kai aisy currency pairs bhe hain jin ka spread verious hay aur in main spread level chnage hota rehta hay lekin mery khyal main jin pairs ka spread level 3 pips say zyada ho in main hergiz trade nai karna chaye kuinkay is main trade big loss ho sakta hay
                      • #12 Collapse

                        g ha forex trading ma on pairs par trading nai karni chaye jin k spread bohat zayda hote hai our new trader ko on pair paer bulkul bai trade nai karne chyea jin k spread bohat zayda hote hai
                        • #13 Collapse

                          In my opinion pairs which profitable for us is pairs which have low spread. If we are using scalping technique we need to find pairs which have wide daily range and low spread. And have volatile movement so we can get profit with fast
                           
                          • #14 Collapse

                            well you are absolutely right brother this is the advantage of the pair with low spread but i wanna add that when you see a chance that you can make money or success deal on the pair with high spread dont let it go
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han jin pairs ka spread ziada ho unn ke sath trade na keren aap ko market main aisay bohat se pairs mil jaen gay jin ka spread normal hota hai aap unn main trade keren. aap ki trade jaldi recover ho jati hai. ziada spread wali trade ka bohat wait kerna parrta hai kab wo spread wala difference khatam ho aur trade profit main aey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X