Why should you trade multiple pairs?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    forex trading mai sab ko he pata hai ke app diffrent pairs mai trading kar saktay hain. Multiple pair ke trading ke strategy profit earning kay liye bohot he useful hai . lakin maire khayal mai multiple pair mai trading sirf aur sirf experienced traders ko karne chaiye aur new traders ko aik pair per focus karna chaiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      Gee mery bhai es market mai bohat say log ak say zada pairs par kam krtay hai tou wo es market mai kamyabi nahi hasil kr sakry. Es lye hum ko esxmarket mai money management ky rules ky mutabiq teade open kray.
      • #1533 Collapse

        Hum multiple pair per zada ter is waja se trading kerty hien k akser hum ko aik pair per koi khas trend nahi mil rha hota hai is liy hum multiple pair ko dekhty hein kisi na kisi men tu apko trend mil hi jata hai jis per ap trading ker skaty hien, or apny orders ko open ker skaty hein
        • #1534 Collapse

          Maen to dost sirf Gold main mostly trade karta raha hoon jes ki waja say mera account bar bar zero hota raha hy to app log currencies main karein un main trading asaan hy our ache earning diti hain
          • #1535 Collapse

            g han is main hum market main trade karni ho gi is main jis pair main trade karni hoti hain is main us pair ki currecy main learn kar k us pari main trade karni ho gi ta k is main earn ho
            • #1536 Collapse

              is main hum us pair main trade karni ho gi jis main hum market main run bi kar saky aur hamain is main trade main mushkil na ho is main hum different pair main trade kar sakty hain ta k loss kam ho
              • #1537 Collapse

                mery hisab se tou jahan signal mily us pe order lga dn lekn try kren major pair aur km spread waly pair pe lga den..us mein loss km hony k chance hoty hain...oil pe nisbatan easy hoti hai q k us pe jb price 4h mein rsi jb 30 k level pe touch krti hai tou up side pe bounce krny k ziada chance hoty hain
                • #1538 Collapse

                  ik pairs main trading ko krna teek hai ya zada pairs main ik sath trading ko krna hum ko zada moka daita hai money ko earn krny ka is main zada pairs ki option teek hai laikin is k liay zada balance ka hona b kafi zada zarori hota hai
                  • #1539 Collapse

                    ik pair main trading ko krna teek hota hai ya zada main kr saqty hain in sub k liay hum nay is market ko plane krna hai is ka trend note krna hai k kis tara say hum is say earn kr saqyt hain money ko laikin is main jaldi nahi krni hai humy
                    • #1540 Collapse

                      ik time main zada pairs main trading ko kr saqty hain laikin in sub say zada zarori hota hai k hum nay is market main kaam ko kis tara say manage kia hai in k sath is say earn krna hum k liay easy ho saqta hai jo k kafi zada zarori hota hai ik trader k liay
                      • #1541 Collapse

                        is main hum kisi bi pair main trade kar sakty hain aur is main us pair ki currency ko choose karna ho ga jo market main run karein gay aur is main learn kar k kam karna ho ga ta k hum market main move karein
                        • #1542 Collapse

                          Multiple pairs pa treading krna k buth sa factor hoty hain,,kun k agr ap aike pair pa treading kro gy tu lazmi nae wo pair ap k daily target ko achive kr saky,,,or sa b important ya hy k ap ko market ko different views k sth analysis krny ka experience b milta hy,,ir buth pair aike 2resy k invers b hain
                          • #1543 Collapse

                            ik trading account say kis limit k sath hum trading ko kr saqty hain jin say is say money ko earn krna hum mumkin kr saqty hain bus ye kuch batian hain jin ko mind main safe krny say hum teek say trading ko kr saqty hain laikin is kaam main mistake nahi krni ahi
                            • #1544 Collapse

                              Forex trading main her benda aik do currency ko choose karta hy aur UN k bary ziada knowledge bi usky k pas hota hy is liy WO apni choice k mutabiq trading karta hy aur uni do ya teen currency ko monitor bi karta rahta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                Sir apko hamesha aik pair may hi trading karni chahiye is say loss kay chsnnce kam ho jaye gay or apko is may profit ho ga is kay zaroori hai ap lod kisi exprrt say rabta kare spko acha responce milay ga himmat na hare thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X