market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    je han market kay trend ka har aik ko pata hona chaiye forex trading is world ka best online business hay aik achi mehnat kar kay hum acha earn kar saktay hain knowledge aur skills chaiye trend ki information hona important hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Market trend ko dekhty hoe trade kerna hamaray liye asan hay q kay us k zarye hum dekh paty hay k hamaray failsa kitna acha hga hamaray trade mein. Forex me ye ek help hoti hay hamaray liye jis say hamy us k ups or down ka pata chalta hay.
      • #18 Collapse

        pahlay main samajhti the kah koi deal laga kar o phir jay namaz per bath jay yah kismat ka khal hay magar ab pata chala kay is mayn trend ke bohat ahmiat hay us ko folow larna chahya
        • #19 Collapse

          buht hi important point raise kia hy apny ny ye buht zaruri hy kay ap market trend ko zehan maien rakhty huay trading karien kiun kay es kay hisab sy hi ap ko faida ya nusan ho sakta hy
          • #20 Collapse

            g ha dear agar hum market trend ko mind may rakh kar trading karni chahiye kiyu kay is say ap ko kafi faida ho ga ap ko market kay bare may information mil jae gi and ap kafi achi tradingkar sakte hain and acha profit bi hasil kar sakte hain forex may market trend ki bohat ahmiyat hy.
            • #21 Collapse

              market trend ko zehan me rakhna bohat zeyada zuroori hai kyun ke agar ap market ko watch iye baghair hi trade laga dein ge to ap ko yeh bhi pata nahi chale ga ke apko loss hone wala hai ya profit agar to market ap ki lagai gayi trade ke mutabik chali gayi to profit otherwise loss.
              • #22 Collapse

                ji ha market ko rakh kai kam krna bohat important hai is tariqy sai ap ka kam acha ho jai ga ur ap ko achi payment mil jai maira khyal sai to yae bohat importan t hai
                • #23 Collapse

                  Market trend ko zehen me rakh kar he trading karni chahye kiun k uske bagher apko pata nahin chalega k market kesi chalrahi he usmein kia utaar charhao hai aapko kis tarah trading karni hai ye sab tabhi hoga jab aap market trend se waqif honge aur up to date rahenge aur ye bohat important hai.
                  • #24 Collapse

                    mere bhai is chez ki bht zyada ehmiyat hai trading men kyu ki isi ko analyze karke aap andaza lagate hain or apni strategy bana kar uspe amal karte hue trading karte hain or yehi chez hai jo hamen trading thek se karne ka moka deti hai....
                     
                    • #25 Collapse

                      Market kay trend ko mind may rakh kar hi trading karni chahiye ta kay ap ko market kay bare may sahi pta chal sake and ap trading ache tarike say kar sake ap ko trading may koi problem nahi ho gi and ap achi trading kar sake gay and acha profit hasil kar sake gay.
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        market trend ki trader ki success ma kia ehmiyat ha?
                        Brother, agar market trend pata na ho to phir trading ka faida nahi hoga, aur durable trading system generate nahi hoga, is lye har cheez ko dimagh may rakhna parta hay, kabhi profits hotay hain to kabhi loss.
                        • #27 Collapse

                          really all the traders must need to mind market trend. because it is very important for all the traders. without knowledge about market trend trade in forex market is more and more risky for all the traders.
                          • #28 Collapse

                            g jnab markit trend ko mind main rakh kar trading karna buhat hi important hai is sai ap huny waly loss say bach jae gay and ap ko zyada say zyada income hasil ho gi and ap apny dreams ko asani ssai pora kar sakty hain...
                            • #29 Collapse

                              forex trading me loss ho skta ha ye bohat risky traiding ha is me loss k bohat se chances hen agr ap trading kro ge to mrket k trend ko zrur follow krna q k is se loss k chansces km ho jay ge value ka pata hona chahiye jo kay hamari kafi hellp kar sakta hai trading mein learn karny mein aur hum loss say bachny ki koshish kar sakty hein apni informetion kay zariye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji market trend ko mind mey rkh ker hi aap best trading ker sakte han kun ke yeh boht hi great online bsuienss ha aap iss mey good learning ker ke good earning ker sakte han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X