ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3076 Collapse

    i think to learn trading is difficult and once you learn trading there is no problem in doing trading and you can earn a huge profit just by your knowledge and experience and after getting knowledge you become trained and you need no one advise.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3077 Collapse

      Maire khayal say Forex trading karna itna mushkil nai hai lakin iss ke learning karna bohot he ziada mushkil hai . forex trading ke learning kay liye traders ko kafi time laga kar learning karni hoti hai aur phir iss ke practice kar kay iss learning ko mazeed improve karna hota hai iss liye learning ziada mushkil kam hai. ager learning achi ho tu trading mai itne mushkil nai hoti hai .
         
      • #3078 Collapse

        Main to yahi kehna hay k traiding ya koi b kam.krny sy pehly seekha boht zruri h us k bary m.knoweledge hona zruri h jab tak knoweledge gain nai kryngy tab tak hum.traiding ya is k elawa koi b kam. Nahi kr skty is leye frst learning then koi kam kry
        • #3079 Collapse

          Trading karna bahut Mushkil hota hai Agar aapke paas koi bhi knowledge nahi hoti Mere Yaar me in trading co knowledge Kabhi Na Karna bewakufi Hai Humko knowledge Ke Sath Hai kaam karna chahiye Agar market Mein kamyabi Hasil karne Forex me kamyabi aapko knowledge ke sath hi milti hai knowledge hoga to kamyabi Hogi
          • #3080 Collapse

            mare khayal main to trading ko karna mushkil hia trading ko sikhna itna zayda mushkil nahi hai ku ke jab hum sikhte hian to hum time de sakte hain 1 month 2 months 1 year matlab jitna time chahe le skte hain but jab hum Forex trading karte hain to humain phr pata chalta hai ke Forex main loss bi hota hai profit bi.
            :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
            Thanks in Advance
            • #3081 Collapse

              Trading karna Koi Mushkil kaam nahi hai Magar trading co sikhna 1 Mushkil Kaam Hai Jab trading co sikhne Lagte Hain tab aap ko bahut Saari Baatein sikhna padti hai jo cake difficult work Hai Magar Jab aap trading karne Lagte Hain Jab Koi Mushkil kaam nahi hota aapne just take single click karna hota hai aur aap ka order open ho jata hai
              • #3082 Collapse

                Trading karna Jyada Mushkil Hai Kyunki Jab aap Bade karne Lagte Hain tab aap ko bahut Saari Baaton ko Apne mind Mein Ek Sath use karna padta hai aur Har Baat Ko bahut conscious hokar aapne Apna decision karna hota hai aur apne order ko open karna hota hai isliye trading karna Zyada Mushkil Hai
                • #3083 Collapse

                  Bro! mere khiyaal main pehle trading ko seekha jata hai aur phir trading ki jati hai ,Baghair learning kay hum trading nahi kar saktay lekin agar hum phir bhi trading karen gay to wo hawa main teer chalanay kay brabar ho ga,Iss liye agar forex trading main successful trading karni hai to pehle trading ko seekhna chahiye.
                  • #3084 Collapse

                    hamain is forex main trade karny k liye leearning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur koi bi kam karna asan ya mushkil nai hota hai aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho
                    • #3085 Collapse

                      Agr dekha jay tu donon hi mushkil nai hein koun ke yeh ko math ka sawal nai hai jo mushkil se smjh aye. Sekhny wala mind aur shoq hona chaye phr kam asan ho jata hai sekhny ke bad trading krna bahat mushkil hai koun us main apko nuqsan ka khoff hota hai aur ap zahir si bat hai hona bhi cheye
                      • #3086 Collapse

                        agar hum forex trading karna chahty hay to humay chahiey keh es businenss ko demo account par trading practice karnay kay baad he trading karen tab he humari trading achi ho sakti hay humay es business main theak say focus karna chahiey tab he hum esmain safe trading kar sakty hay
                        • #3087 Collapse

                          ye ak boht hi best buisness hai aur hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai har kam karnay say ata hai so hamain market main planing karni ho gi ta k earn ho
                          • #3088 Collapse

                            koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur market main learn kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main enter hony k liye hard work karna ho ga tab hi hum sucess hong ay
                            • #3089 Collapse

                              market ko sikhn humary liye kafi zrori hota hay kun kay jab b hum kam karty hain to is main active ho kar kay kam karna ho gak un kay jab b koi kam ko start karty hain to is main start main issue hoo skata hay so bad main humain kam karna asan ho sakta hay magr low risk main trade ko start karna ho ga ta kay loss ziada na ho skay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3090 Collapse

                                agar hum forex trading main ziada say ziada mehnat karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main theak say time dainay main he faida hota hay kyun keh tab he humari trading achi aur safe ho sakti hay es business main money management karnay say he achi earning kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X