impact of education in success of trader?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    Forex market mai success hasil krna hai tou phr es market ki learning bhe zaroori hai kyu k ap jab forex market kilearning krtay ho tou ap es market mai trend kay mutabique trade krtay ho es tarah say ap ki earning bhe regular hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      Aysa b ho skta hai magr highly educated person hony k ilwa experience huna lazmi hai hum he business ko os k rules k mutabik follow krty hain q k bht c books mn hmen topic tu milty hain magr detail os farm ko join krny se milti hai es liye hum experience ko targe dety hain
      • #2028 Collapse

        yes dear brother ap jitna ziada educated hoty hain utna he app k pas ziada knowlege hota hai aur app her country ka knowlege easily rakh sakty hain jiss per apka forex pay bht acha asar pary ga aur app utna he acha experince mily ga.
        • #2029 Collapse

          g han dear forex mein education k sath ap bohat he achi earning ki ja sakti ha is liye education k sath ap forex ko behtar tor py jan sakty ho or kamyab earning kr sakty ho
          • #2030 Collapse

            bhaii education forex par itna impact agar dalti agar ap forex ka har jaga sy knowledge lo is k demo account ke rozana practice kro aur zaida sy zaida learning kro tw ap forex ma professional ban sakty ho beshat ap 10 class ma bh ho baat sari hardwork ke ha
            • #2031 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: saadi پيغام ديکھيے
              bhaii education forex par itna impact agar dalti agar ap forex ka har jaga sy knowledge lo is k demo account ke rozana practice kro aur zaida sy zaida learning kro tw ap forex ma professional ban sakty ho beshat ap 10 class ma bh ho baat sari hardwork ke ha
              ge han bhai forex trading mein education hasil krne lazme hote he aur trader forex trading mein demo account bna kr apne trading ke business ko sekhe aur trader apne forex trading mein mhnt kre aur forex trading mein ache experience se apne trading kre phr trader ko apne trading mein acha profit hota he
              • #2032 Collapse

                Nai main apki is baat sy agree nahi krta mere khayal main trading k business main ap k pass education sy ziada trading ki knowlegge hona chaye ec sy ap trading k bysiness main success hasil kr skty hain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #2033 Collapse

                  belashuba education bohat sath deti hai kisi b kam ko krny k liey but zarori ni k har jaga education hi chaly. Experience has its own value and in forex experience is most important. some people take more profit due to his experinece.
                  • #2034 Collapse

                    Agarche is business ke lie kisi khas degree hasil karney ki zrurat nahi hoti aur na hi ziada parha likha hona zruri hota hai lekin achi education insan ko har field mein madad deti hai lehaza forex trading mein bhi well educated log ziada jaldi knowledge gain karte hain aur kamyab hote hain.
                    • #2035 Collapse

                      Forex is a very reliable online trading business he jis par har tara ke log kam kar ke bohot paisa earn kar te he.Forex trading business ke lea education necessary he but education se jada ek success trader banne ke lea forex trading business ke knowledge,information,skills and experience gain kar na necessary he.Forex online trading business jo ve admi chahe kar sakte he.Forex online trading business sab logo ke lea he.
                      • #2036 Collapse

                        education pehlay tu apko get karni chaiy kay jis say ap aik cahy aur parhay likhay trader banaiy is say apko market kay fundamental analysis ko read karna bi tuff nai ho ga
                        • #2037 Collapse

                          is main learning kar kay k am karna ho ga jis ki hwlp say market main loss km ho ga humain knowledge ho gi to kam karny main asni ho sakti hay humain low risk main kam karna say loss hota hay to low risk main hota hay
                          • #2038 Collapse

                            g han yah bat bohat had tak shi hai q k jis insan ko parhna likhna ata hai or es ki sense k bary main ho gi tu he wo kam acha ho ga magher aghr aik unparh insan ko bhe acha guide kiya jay tu wo bhe acha trador ban skta hai
                            • #2039 Collapse

                              yes may dear friend ap sab thek kah rahy hu ager ham ko acha trader banaana hi to ham ko education ki bhut zarorat hi awor as ka bary ma ham ko kafi knowledge b huan lazmi hi as say ham achi trading kar kay apna any wala kal baddal sakty hi
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                sucess hony k liye hard work karni ho gi aur phar hi hum sucess hon gay aur experience ho ga tab hi hum market main sucess ho skaty hain aur planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X