forex ko properly learn karny k liye kya kary.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mere khyal men forex ko musalsal seekhny k liye forex trading k bary website pe search krty rehen or forex trading k bary seekhny k liye ek apna time table bnain or demo accunt pe prectice krty rehen zyada learning demo accunt se hoti he.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex ko properly learn karnay k liye buhat zaroori hai k aap regularly is business main rahen, or regularly is business ko analyse karen. Market trend ko guess karna seekhen, or lalach se buhat door rahen.
      • #33 Collapse

        Forex ko properly learn karny k leye Forex ki learning ko kabi neglect na kiya jaey or na he Forex ki learning ko chor daina cheye.Forex mai jo seehty hain us ko pehlay demo account pay test karain or jo mistake ho pehlay un ko solve karian us k bad mazeed learning karain bhout say trader yeh complain karty hain k un ko Forex ki learning se acha sabaq hasil nahi howa us ki basic waja yeh hai k woh kafi kuch learn kar lety hain lekin us ko apply nahi karty use nahi karty learning ko or zaida learning se woh confuse rehty hain or woh na he satisfy rehty hai or na he un ka confidence maintain reh pata hai.
        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
        • #34 Collapse

          forex trading mei sab se zyada ap ka experience he count keya jata hays oa chi trading kay oiye ap ko chaiye kay ap achi tarah trading karay aur practice karay sites ka use karain tab learning hogi ap ki
           
          • #35 Collapse

            muhtalif sites ka use karains ab se pehlay seekhnay kay liye demo account pe zyada se zyada best pratcice karain takaya p ko trading karany ki samaj ajay kay kasay trading karni hay yehi learning hay
             
            • #36 Collapse

              ager ap forex ko properly learn kerna cahty ho.to apko is business kay demo account ko use kerna ho ga.or is forum ki madad say is business ko sekha ho ga.tab hi ap is business ko proper tarikay say learn ker sakty hai.or is business main earning ker sakty hai..
              • #37 Collapse

                ager ap cahty ho kay ap is business ko achi tarha say sekh jawo.to apko is business ko is forum say sekhna ho ga.kue kay is forum say hamain trading kay baray main acha knowledge mil sakta hay.or hum is forum ki madad say is business main achi trading ker sakty hai.or is business main kamiyab ho sakty hai..
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: maria پيغام ديکھيے
                  me ap se ye jana chati hun k agar hum ne is business ko properly leran karna ho to humy sub se pahly kya karna chahye hum kis trha is business ka knowledge gain kar sakty han.
                  Bohat asaan hay, ap aik kaam karo, internet par search karo k forex ki basic books, ap ko bohat sari books mil jaye gi, ap un ko read karo, is k sath sath is forum may forex ki ibtedai maloomat par click kar k wha par jo material hay us ko parho, phir jab kuch kuch samajh anay lagay to mazeed agay barho aur forex ki hikmat-e-amali par click karo aur wha say maloomat lo.
                  • #39 Collapse

                    forex ko ham ager proper learn kerain to ham forex main say acha earn ker lain gay forex ko proper learn kiay baghair ham yahan say kuch bhe sure earn nahe ker saktay hain forex aik bohat he acha business hay
                    • #40 Collapse

                      Acha sawal hai. sab se pehle aapk instaforex.com per jaker basic videos dekhein aur phir us ke baad demo account mein practice kerein aur phir us k baad aap forex mein advance topics ko touch kerein, books bhi dekhein forex ki aur news bhi.
                      • #41 Collapse

                        I think practice is the best way to improve our learning.if we practice more and more than we can easily make money from Forex.so we can start from demo practice than we can apply this skill in real account.
                        • #42 Collapse

                          merey khayal sey forex ko properly learn karney key lye aap ko chahiye key aap zyada sey zyada net pey searching kartey rahey.. theoratically or practically kisi expert yaa well trained person sey seeka jaye.. jis sey aap ko forex ki trading assan ho jati hey
                          • #43 Collapse

                            apko is k baray ma youtube aasani sa videos b mil jati hn jo k forex k liay buhat hi zyada a6i hn or is k illawa ye buaty hi a6a ha is k baray ma google par buhat zyada blogs mil jatay hn jo k or b a6ay hn ye har jaga available ha
                            • #44 Collapse

                              agar aap forex ko properly learn karna chahty hain to aap ko time daina ho ga.forex seekhna boohat easy hai or agar hum time spend karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain.strategies try karain or ik strategy pay ik week or phir new strategy.is tarah aap seekh sakty hain.main bhi demo main kaam kar rha hun or real main bhi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mere kheyal se dost hamin chahye k forex business main hamin jitni bhee mehnat karni parhy to kare or is ko sekhny k leye zeyada time de saky jhee,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X