stop loss kya shy hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Stop loss ka mtlb ye hai k ap aik point par stop loss LGA dairy hain ta k agr market ap k against jye to us point ko touch kar k bhaly loss main he close ho lakin bardy loss sy bach jaen aur ap ka account wash na ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      stoploss bohat kaam ki cheaz hai dost humy chahiyeh jab koi trade profit chali jey tu wapis loss mai na jany du jitna hu saky profit ly lu or bki ko stop loss laga du tu best cheaz hai bina kisi tension k set kry
      • #168 Collapse

        han G stop loss as ko he khete han me to ye kahon ga ke bager stop loss ke trading nahi krne chaye Q ke markt ka koch pta nahi lagta kse be wakt hamri lagaye hove trad ko loss ke tarf le kr ja sakte haye kam loss ko le kr baki amount ko bachana mere khal me aqalmandi haye bager stop loss ke trading nahi krne chaye
        • #169 Collapse

          ji bilkul sahi hy in fact merey kahayl se tou bht faidey mand rehta hy ye tool trading kartey waqt lehaza yehi kahun gi sab se ky hum sab ko chayein ky zaida se zaida mehnat kartey rahey yahan par ta ky ek kamiyab trader ban jaye hum yahn jo ky humarey liye faidey mand hy
          • #170 Collapse

            bikul new trader aur old experienced trader mai yehe fark hota hai ke woh jo hai woh hamesha market mai trade open tab kerta hai jab ous ka risk kam se kam hota hai market mai aur phir gain kerta hai aur earn kerta hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #171 Collapse

              G dear walikum Salam ap ny bilkul right kaha hai agar hum Pakistan mein rehtey hen hmey iss bat se bikul bhi gafil nshi honna chhye balky pta honna chhye k stop loss r take profit ka Matlab kya hai r iss bat ka khayal rakhnna chaheye k light kis time on r off hoti hai pher uss hisaab se e app treading kiya karen..

              اب آن لائن

              Working...
              X