Strictly Instruction Follow The Rules Of Posting
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strictly Instruction Follow The Rules Of Posting
    Assalam O Aliakum to All members

    Yeh thread Jo Un ke Lea Specially ha Jo new members Hain. New members Rules ko Read Kie bagir Posts kar rahen hain aur wo posts mostly useless and Short hoti ha. Jab ke Yeh Rules ke andar Saaf saaf likha ha ke post kam sy kam 2 lines ke Honi Chae . Mein Is thread mein new aur purane Donu members Ko warn kar raha hun ke Ap log Low quality and Short posts karna band Kar Dain . Mein Ab sy kisi bhe Short Posts karne wale ko warn nahe Karon ga Sidha Ban Kar Dun ga . Is lea Apni mahnet ko Zya Hone Sy kud Bachen .

    Posting ke rules ke lea is link ki Thread Ko Read Karen.

    http://investsocial.com/ur/showthread.php?...ng-Regulations

    Ak bar Phr Strictly kahon ga ke Post According to Rules karen.Warna Bad Mein Mods Zimdar Na hongein.

    Allah Hafiz.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex mai ap ko acha faida earn karo lehaza ap ko chahiye k daikh sun k kam karo...
    daikh sun k kam karo ap ko chaiye k daikh sun k kam karo ap apnii life ko enjoy karo forex aik acha business hy aur ap es mai acha faida earn kar skte ho aur ap acha earn kar skte ho...
    • #3 Collapse

      Main ye jaanna chahti hoo k agar main aik informative thread shur karoo to us thread main aik se ziada baar post naa karoo to us thread main agar kisi ne related question kiy hoo to un ko kaise reply karoo kiu k agar us hi thread main post karti hoo to ye rule k khilaf ho ga
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: samina1976 پيغام ديکھيے
        Main ye jaanna chahti hoo k agar main aik informative thread shur karoo to us thread main aik se ziada baar post naa karoo to us thread main agar kisi ne related question kiy hoo to un ko kaise reply karoo kiu k agar us hi thread main post karti hoo to ye rule k khilaf ho ga
        Jab ap apni he thread mai kisi k question ka answer daina cha rahi hai tu ap koshish karain k jin ko be ap ap answer daina cha rahi hai members ko un ko ap "Multi Quote This Message" ki option chose karain or es tarha ap ik time mai ik se zaida members ko un k question ka answer kar sakti hai bijaye es k ap alag alag sub ko reply karain un k questions ka. Multi quote this message ki option ap ko Reply with quote k sath mil jaye gi :)
         
        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
        • #5 Collapse

          Assalam u alikum, merab yahi kehna hai k humein forum k or forex k rules ka bohat khayal rakhna chahiye kyun k yeh hamare bhalle k liye hi hai, hum rules foolow krengy to hamara account bannes hone se bachega or hum apni posts k bonus se trade kr k profit hasil kr sakengey. Post hamari minimum two lines ki honi chahiye jesa k rules m hai yhi theek rahega.
          • #6 Collapse

            7) Trading k bad profits sirf unhi trading accounts se nikalwaya ja sakta hai jo Highest Level verification rakhte ho.
            mujy is point ki smj nahi ayi highest level verification se kia matlb hai? ager hum bonus se uper profit kama leta hai to kia usya withdraw nahi karwa sakta simply ?
            • #7 Collapse

              our high thraed the post our main you har chees ko samjhna cha hye warna koi bhi kam mushkil ho jay ga khasosn tarading man to yh or bhi ziada zarori ha
              • #8 Collapse

                Thanks brother because I am new ap ne ye post laga kar bohat acha kam kia he me job less hu or forex trading sikhna chata hu
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: 50731
                  ye jaanna chahti hoo k agar main aik informative thread shur karoo to us thread main aik se ziada baar post naa karoo to us thread main agar kisi ne related question kiy hoo to un ko kaise reply karoo kiu k agar us hi thread main post karti hoo to ye rule k khilaf ho
                  Ap koi b informatic thread open karain or us mai jab ap ik se zaida logo ko reply karna cha rahi hai tu zarori hai k ap Multi Quote This message ki option ko chose kar k ik he time mai ik se zaida logo ko jawab day dain. Bejaye es k k ap alag alag un sub ko jawab dain
                   
                  Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fighter پيغام ديکھيے
                    Assalam O Aliakum to All members

                    Yeh thread Jo Un ke Lea Specially ha Jo new members Hain. New members Rules ko Read Kie bagir Posts kar rahen hain aur wo posts mostly useless and Short hoti ha. Jab ke Yeh Rules ke andar Saaf saaf likha ha ke post kam sy kam 2 lines ke Honi Chae . Mein Is thread mein new aur purane Donu members Ko warn kar raha hun ke Ap log Low quality and Short posts karna band Kar Dain . Mein Ab sy kisi bhe Short Posts karne wale ko warn nahe Karon ga Sidha Ban Kar Dun ga . Is lea Apni mahnet ko Zya Hone Sy kud Bachen .

                    Posting ke rules ke lea is link ki Thread Ko Read Karen.

                    http://investsocial.com/ur/showthread.php?...ng-Regulations

                    Ak bar Phr Strictly kahon ga ke Post According to Rules karen.Warna Bad Mein Mods Zimdar Na hongein.

                    Allah Hafiz.
                    bhai ap ka ques to bht agha hai
                    but i am new :eek:
                    • #11 Collapse

                      admin apka boht boht shukriya ke apne itne ache se hamein guide kiya hai aur mein umeed krta hun ke mein aur baqe ke tamam users jo is forum pr posting krte hain wo loog bhe in qawaneen ka lehaaz aur ihteraam karen ga taake hamare post ka bonus hamein mil sake aur hum log aik acha munafa yahan se nikaal sake aur apne investment barha saken . i hope so this will be very valuable to us.

                      Thanks admin
                      • #12 Collapse

                        apni he thread mai kisi k question ka answer daina cha rahi hai tu ap koshish karain k jin ko be ap ap answer daina cha rahi hai members ko un ko ap "Multi Quote This Message" ki option chose karain or es tarha ap ik time mai ik se zaida members ko un k question ka answer kar sakti hai bijaye es k ap alag alag sub ko reply karain un k questions ka. Multi quote this message ki option ap ko Reply
                        • #13 Collapse

                          Wow bhai mey aap ki es baaat sey zehmat hon waqiye ee bhttt sy members bghair rules k posts kr rahain hai r aisi posts jis ka thread sy koie ta'luq ee nahi hota jub k hamain posts main apna point of view btana chahiye hana or boht shukriya ye link b deney ka jis sy hum easily rules parh sakty hain yan kisi b new member ko b rules dhun
                           
                          • #14 Collapse

                            Wow bhai mey aap ki es baaat sey zehmat hon waqiye ee bhttt sy members bghair rules k posts kr rahain hai r aisi posts jis ka thread sy koie ta'luq ee nahi hota jub k hamain posts main apna point of view btana chahiye hana or boht shukriya ye link b deney ka jis sy hum easily rules parh sakty hain yan kisi b new member ko b rules dhundny k liye khapna nahi pary ga bohttt shukriya bro
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bahi jan bjaa farmaya lekin mojey es bat ki samaj nahi a rahi keh jo post krni hain jo group thread ko join kiya hai us mey jub koi nahi post krta hai to us ka reply kis tarah dein
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X