main ap ko mashwara do ga ap koi b pair chose karain lekin phir usi pay trade karian har bar pair change karain gay tu ap in ko nahi samaj sakain gy or aany walay time ap ko loss he hoga ap koi 2 pair starting mai lo or phir un he pay search or study kar k trade karian tu kamyabi hai