Meta Trader 4 and Meta Trader 5
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta Trader 4 and Meta Trader 5
    dear friends meta trader 4 and meta trader 5 main difference kiya hai meray nazdeek to donoon same same hain haan in ka manu thora sa mukhtlif hai ager koee suggestion hai to zaroor share kerain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    In my experience i would say Mt4 and mt5 both are trading software that help traders to trade easily. Mt5 is new version.Most of the trader still use mt4 because it is simple and easy.
    • #3 Collapse

      Dono platform mery point of view main to same hain mt4 humery leay best hy purana hy our us main trading say related tmam features available hain our hum us say ache trades laga k ache earning ker sagtay hain
      • #4 Collapse

        Dear dono Softwares bhut ache hain , aap dono softwares ko forex trading main helpful dekh skte hain , forex trading main mt4 platform bhut acha hai aur aap es pe bht acha profit earn ker skte ho .
        • #5 Collapse

          gee haan bhai aisa ho ga mein ne kabhe apne trading mein meta trader 5 ka istemal nhe kia he to kabhe is ko istemal mien nhe lae to mein apne trading meta trader 4 pr krte hon aur us mein mera account open hota he is lie meta trader 4 best he aur waise yeh donon same hon ge
          • #6 Collapse

            Forex trading mein mt4 aur mt5 software han jn par forex trading trading karwata hy aur hum is software ko download kar k forex trading mein trading kar sakty han aur mt4 mt5 se bast hy kiok is par trading karna aasan hy aur is par hum sell aur buy ki trade open kar sakty han
            • #7 Collapse

              Meta trafer 4 ko ham loog asani k sath apnay system may download kar k is may asani k sath kaamnkar laty han or ye samjhany may b kafi asaan hota ha ye ak auxhy wal ha
              • #8 Collapse

                Mt4 aur mt5 trading software han jn par hum forex trading mein trading kar saktay han aur mt4 aur mt5 aik hi tarha k han in mein koi fark nhi hy bas mt4 old software hy aur mt5 new hy aur ziada log mt4 ko use karty han aur us par hi trading karty han
                • #9 Collapse

                  salam!!
                  meta 4 and meta 5 main kuch khas farq nahi hay sirf version 1 aur version 2 k hisab sy yeh 2 software b trading k liye he use hoty hain. agr ap ko meta 4 main kam krna easy lgta hay to ap us main krty hain mgr upgrading ki waja sy meta 5 main new features hoty hain ap us ko use kr skty hain. new any walo k liye meta 5 main kam krna thora difficult hota hay aur purany jo meta 4 main kam krty rahy hain woh meta 5 ko easily approach kr skty hain aur us main achi tarha sy kam kr skty hain.
                  • #10 Collapse

                    MT4 MT4 best hai isme worker nahi hai isme Har Tarah Ki aapko option aasani Se Mil Jati Hai Lekin amplifier Thodi Si new method hai mt5 5th generation hai jis mein aapko nude method secret karna hoti hai MT4 main aapko trading karna bahut busy hai aapko Har pareshani Se Mil Jata Hai Aur Aap Mujhe Achche se trading kar sakte ho
                    • #11 Collapse

                      Meta trader 4 aur meta trader 5 mein Koi fark nhi hy kiok dono hi software trading k liye hy aur mt4 old hy aur mt5 new software hy aur new software mein kuch options han mukhtalf hsn aur ziada log old software par hi trading karty han kiok ye aasan hy aur is mein samjh jaldi aa jati hy
                      • #12 Collapse

                        Mt4 k releated kaam karny k lye is ko phalay hamen chiye k insta ki website say download krna parta ha jab ye download ho jata ha phr us k baad hamen yahan say apna account ko login kr skty han han my5 b online ha
                        • #13 Collapse

                          Dono he trading k leay use honay waly meta trader hain us main hum kisi ko bhe trading kernay k leay use ker sagty hian jes main mery opinion main best mt4 he hai
                          • #14 Collapse

                            Mt4 aur mt5 trading software han aur mt4 aur mt5 par trading hoti hy aur ye trading software han aur in mein koi fark nhi hy aur ye trading software hy aur mt4 old software hy aur mt5 new software hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G mt4 aur mt5 mein koi fark nhi hy ye dono trading software han jn ko download kar k is par trading kar saktay han aur mt4 mt5 se acha aur assan hy is liye ziada log trading k liye mt4 ko hi use kartay han mt4 old software hy aur mt5 new hy ye hi fark hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X