dear friends meta trader 4 and meta trader 5 main difference kiya hai meray nazdeek to donoon same same hain haan in ka manu thora sa mukhtlif hai ager koee suggestion hai to zaroor share kerain.
In my experience i would say Mt4 and mt5 both are trading software that help traders to trade easily. Mt5 is new version.Most of the trader still use mt4 because it is simple and easy.
Dono platform mery point of view main to same hain mt4 humery leay best hy purana hy our us main trading say related tmam features available hain our hum us say ache trades laga k ache earning ker sagtay hain
Dear dono Softwares bhut ache hain , aap dono softwares ko forex trading main helpful dekh skte hain , forex trading main mt4 platform bhut acha hai aur aap es pe bht acha profit earn ker skte ho .
G bhai jan ap theak keh rahay hain dono meta trader main thora sa farak hai jis ki wja say trading krnay walo ko sahulat milti hai or wo apni trading ko bohat behter trha say kr skte hian is main as well.
gee haan bhai aisa ho ga mein ne kabhe apne trading mein meta trader 5 ka istemal nhe kia he to kabhe is ko istemal mien nhe lae to mein apne trading meta trader 4 pr krte hon aur us mein mera account open hota he is lie meta trader 4 best he aur waise yeh donon same hon ge
Forex trading mein mt4 aur mt5 software han jn par forex trading trading karwata hy aur hum is software ko download kar k forex trading mein trading kar sakty han aur mt4 mt5 se bast hy kiok is par trading karna aasan hy aur is par hum sell aur buy ki trade open kar sakty han
Meta trafer 4 ko ham loog asani k sath apnay system may download kar k is may asani k sath kaamnkar laty han or ye samjhany may b kafi asaan hota ha ye ak auxhy wal ha
Mt4 aur mt5 trading software han jn par hum forex trading mein trading kar saktay han aur mt4 aur mt5 aik hi tarha k han in mein koi fark nhi hy bas mt4 old software hy aur mt5 new hy aur ziada log mt4 ko use karty han aur us par hi trading karty han
salam!!
meta 4 and meta 5 main kuch khas farq nahi hay sirf version 1 aur version 2 k hisab sy yeh 2 software b trading k liye he use hoty hain. agr ap ko meta 4 main kam krna easy lgta hay to ap us main krty hain mgr upgrading ki waja sy meta 5 main new features hoty hain ap us ko use kr skty hain. new any walo k liye meta 5 main kam krna thora difficult hota hay aur purany jo meta 4 main kam krty rahy hain woh meta 5 ko easily approach kr skty hain aur us main achi tarha sy kam kr skty hain.