Pip:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pip:
    The smallest price change that a given exchange rate can make. Since most major currency pairs are priced to four decimal places, the smallest change is that of the last decimal point. A common exception is for Japanese yen (JPY) pairs which are quoted to the second decimal point.:D:o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    pip wo hay kay agar market aak move karti hay tu yani kay aap price say aak price up yah down jati hay tu aap es ko kahan gay kay market nay aak pip move ki hay bus.
    • #3 Collapse

      yeah bhai nice information pip ma na bhi kafi bar suna hai or iss bary ma kafi kuch pata bhi hai
      jo bhi ik point bhi jo move krya hai uss k pip bolty hain
      points bhi kehty hain but in fkrwx language iss ko pip bolty hain
      or pip k hisab sa ap multiple kr sakya hai apny profit ko margin zeda rakh kar
      • #4 Collapse

        Kissi bhi currency pair kay up aur down honay ko janchnay kay liye Forex main PIP ka word use hota hai. Issi say hum profit aur loss ka pata lagatay hain. Agar aik pip bhi hamaray favor main jayega to humain profit hoga other wise hum loss main rahengay.
        • #5 Collapse

          pipkiya option hain trad account main muje is bare main kuch maloom nahi q k main abhi trad start nahi ki muje in option k bare main kese maloom hoga or in option se kiya asaani hain traing business main or is se kiya faida hota hain ...
          • #6 Collapse

            Hum pips kisi bhe piar main up ya down move ko khety hain humery leay ache opportunity hy k hum earning ghar beith k kerty hain kisi bhe piar k up move main jitne movement hoti hy us ko pips main defined kerty hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ausaf Ahmed Mir پيغام ديکھيے
              pip wo hay kay agar market aak move karti hay tu yani kay aap price say aak price up yah down jati hay tu aap es ko kahan gay kay market nay aak pip move ki hay bus.
              ohh Nice information my brother iss pip wgera ka kabhi kuch suna nhi tha or na he pats tha
              aaj aap na explanation di iss form sa seekhny ko mila kafi kuch i like this forum and your thread thanks
              • #8 Collapse

                gee haan bhai hmein apne trding mein market ke change ka pta ho aur hmein apne trading mein jo bhe decimal last milta he woh pip kehlata he aur jaise keh aik pair eurusd ko hm buy krte hien rate 1.0800 pr aur kuch time pr woh 1.0810 pr up hota he to is ko hm 10 pips ya points up ka kehte hien
                 
                • #9 Collapse

                  app ka account us waja say administrator nay banned ker deay hy k app thread khuch our day rahy hain our post jo us ki detail hy wo oir likh rahy hain plz relavent to thread karean
                  • #10 Collapse

                    gee bhai ap ne ache bat share ke he aur hmein apne trading mein major currencies ke trading krna acha he aur hmein apne trading mein market ke points ke smjh ho aur hmein apne trading mein shaih experience ho aur acha knowledge ho to hemin market mein kam krna asan lage ga
                     
                    • #11 Collapse

                      Ap ka thread bohat acha hai ews waqat bohat say new traders hai jin ko pips ky bary mai koi information nahi hai. li9kan hum ko chaheay k hum forex market ky different topic ko post kray tk hum forex market ki learning kr sky.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Pip:

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mrfx پيغام ديکھيے
                        Ap ka thread bohat acha hai ews waqat bohat say new traders hai jin ko pips ky bary mai koi information nahi hai. li9kan hum ko chaheay k hum forex market ky different topic ko post kray tk hum forex market ki learning kr sky.
                        Dear pip ko ager bola jaye tu percentage in profit kaha jata hai. ap ki jo currency pair hota hai un dunu ki price mai jo fark hota hai us ko pips bola jata hai. yeh pip ap ko major pair mai kam or baqi normal pair mai zaida milta hai.ap apni trading mai major pairs mai karain gy tu ap ko faida yeh oga kay waha ap ko pips ka gap kam mily ga or ap scalping us mai achi kar skaty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X