Currency pair:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear forex mai wase tu boht se pairs hain jin pe ap kam kar skte ho lekin mere khiyal mai agar ap smjh k sirf aur sirf major currency pairs pe kam karo gy tu ap k liye boht he acha ho jaye ga lehaza ap mehnat kar k kam karo aur apni life ko b set karo ta k ap ko faida ho...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Currency pair:

      Forex main apko bhout zaida currencies pair daikhny ko milain gay or ap kay pas chose hoti hai kay ap chose karain woh pair jis kay baray main ap asani se knowledge hasil kar sakain ap ko pata ho us ki economy kaisi hai or kaisy us main trade karni hai. start main zaida pair ki taraf na jain . bus 1 ya 2 pair se trading karain un ko jis kadar deeply samjain gay ap ko faida hoga.
       
      • #18 Collapse

        Re: Currency pair:

        اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
        Forex main apko bhout zaida currencies pair daikhny ko milain gay or ap kay pas chose hoti hai kay ap chose karain woh pair jis kay baray main ap asani se knowledge hasil kar sakain ap ko pata ho us ki economy kaisi hai or kaisy us main trade karni hai. start main zaida pair ki taraf na jain . bus 1 ya 2 pair se trading karain un ko jis kadar deeply samjain gay ap ko faida hoga.
        Exactly bro, trading karne ke liye currency pairs to buhat hai magar hume srf wahi pair select karna chahiye jis ki movement samajh ajae aur jis pair se related sari news ka ilam ho. tab hi hum profitable trading kar sake ge.
        • #19 Collapse

          Re: Currency pair:

          Forex trading mn hum trading currency pair k joray ki shakal mn krtay hain. Pehli currency ko Base currency kehtay hain aur dosri trf jo currency hoti ha usko quote currency kehtay hain. Misal k tor pay AUDUSD mn AUD Australian Doller base currency ha jb k US dollar quote currency ha.
          Kinza789 Trading Journal
          • #20 Collapse

            Re: Currency pair:

            Currency pair ka chose souch samaj kar karain aisa nahi hota hai aj ap nay ik currency pair chose kiya hai or phir ap nay woh chour kar koi or currency pair chose kar liya hia es tarha ap ki leraning b disturb hogi or ap ki trading b theek se nahi hogi esleye koshish karain apni learning ko behtar karny k leye ik pair pay rahain es tarha pa ka experience b acha hoga or ap ko pata b chal jaye ga jab b ap es ki learning karain gy ya koi decision lain gy.
             
            • #21 Collapse

              Re: Currency pair:

              currency pair trading ke liye best Hai new members ko currency par hi trade karni chahiye kyunki currency ki movement slow hoti hai aur usse achha profit bhi hasil Kiya ja sakta hai jab ke other metals and gold crude oil per trade bahut dangerous hoti Hai inki movement jyada hone se accha loss bhi ho sakta hai practice ke sath aur experience ke sath hi profit hoga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Currency pair:

                Currency pair main ap ko chose karny main jab samajdari say kam lain gy tu ap ko bad mai asani hogi us kay analysis karny main fundamental analysis ko jama karny main or kis pair kab weak ya strong ho ga yeh ap ko trend line se pat achaly ga. or ap sahi se apny pairs kay analysis kar sakty hian or sahi tarha us mai trade karny ka hosla rahk skaty hian. llekin aisy pairs jin ka ap ko knowledge nahi hai us ko na cherain ap ko bad mai pareshani hogi.

                اب آن لائن

                Working...
                X