Quote currency:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Quote currency:
    The second currency quoted in a currency pair in forex. In a direct quote, the quote currency is the foreign currency. In an indirect quote, the quote currency is the domestic currency. This is also known as the "secondary currency" or "counter currency".:cool::)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market main aik pair main 2 currency hoti hain example agar hum GBPUSD ka pair lain to is main GBP base currency or USD quoted currency hoti hai bus ye samaj lain kay jo pi pair ho us main pahli currency base ho gi or dosari quoted ho gi.
    • #3 Collapse

      Dear friends quote currency kamatlab yeh hotahy keh ap jis markeet main business kar rahy hoty hain wahan 2 currencies hoti hain aik base currency aur 2nd quote currency.
      • #4 Collapse

        jasay base currency hoti hay jis pay hum buy yah sell kartay hain esi tarha sy pair may siday hat wali currecny ko quote currency kahtay hain jo kay sell yah buy katay hain.
        • #5 Collapse

          Thanks for this good information. One is Basic currency and the other is Second currency that is called quoted currency.
          • #6 Collapse

            forex main aik pair ki do value hoti hai aik us ki base currency ki value hoti hai our aik quote value hoti hai aik pay sell our dosari pay humeri buy ki trade open hoti hai
            • #7 Collapse

              Forex main dost aik currency ki do value hoti hain aik ko hum base currency khety hain our aik ko hum quote currency khety hian aik py trade main sell kerty hian our dosari currency buy ho rahi hoti hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Quote currency:

                اصل پيغام ارسال کردہ از: idrees42u پيغام ديکھيے
                Dear friends quote currency kamatlab yeh hotahy keh ap jis markeet main business kar rahy hoty hain wahan 2 currencies hoti hain aik base currency aur 2nd quote currency.
                Janab ap ko yaha quote currency ka bata rahy hain woh kon c wali hoti hai. ap jab be market kay analysis karain. dunu currencies kay alag alag karian. ap kisi aik currency kay karain gy tu ap ko us ka sahi trend nahi mil sakay ga. esleye ap base currency or quote currency ko alag alag analysis karian. Technical analysis dunu ka aik tu ho jaye ga lekin fundamental analysis jis mai high impact news hogi un dunu ko ap alag alag analysis karian gy tu ap ko us sy kafi samaj aye gi kay trend kiya ho sakta hai or ap aik achi trade ko open kar kay profit hasil kar sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X