stop loss lagata ho ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    SL (Stop Loss) ek buhat hi acha option hai forex trading k business main. Mene aksar traders ko dekha hai, jo stop loss or take profit, ye dono options use kartay hain. Mujhe bhi achay lagtay hain ye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      agr ap trading graph dykh rahy hon or trading kr rahy hon to pir ye zaruri ni ha but jub ap trading krty krty kahi chaly jyain to pir ap stop loss or stop profit limit lga jyain ta k ap ko fada ho or loss ho to wo b ak had tk zayada na ho . or har forex main take profit or stop loss ki option hoti ha
      • #18 Collapse

        stop loss forex trading business ka ek best tool ha jo ap ko bary loss sy bachta ha aur my to apni har trade ko stop loss lagta ho.
        • #19 Collapse

          bhai main apni trading ko stop loss ka use nahi kerta ho.or na hi ajj tak main nay apni trading main stop loss use kerta ho.bhai main trade hi tab kerta ho.jis time main mujay stop loss laganay ki zaroret hi na ho.main is business main 15 min kay hisab say trading kerta ho.ya to mujay un 15 min main acha profit ho jata hay.ya phir loss ho jata hay..
          • #20 Collapse

            ye teek hy k stoploss lagana chaheye q k jab ap stop loss lga lety ho to pta hota hy k agr market up ya down jati hy to mjy loss is range mn ho ga.by chance ap forex trading ko itna time ksi wja se nhi de patyy to stoploss teek hhy
            • #21 Collapse

              dosto ap ke bari mehar bani kunka stop loss ke waja sa muja nuksan hota ta aj ka bad Insha ALLAh stop loss lagavo ga kunka pir tension be nahi ho ge
              • #22 Collapse

                Bhai ager ap long term trading karna pasand kartay hain jesa k ap nay bataya k ma daily 10 say 15 ghantay deta hu tab to apko sort soze k order laganay chahiay or take profit,stop loss use nai karna chahiay,ager ap kam time may ziad earn karna chahtay hain tab apko yai cheazain use karni chahiay lazmi.
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                  dosto trading ma stop loss lagata ho ya nahi ya zarrori ha take profit be lagata ho ya nahi kunka kuch log 10 sa 15 ganta forex ko data ha os ka lya stop loss zarrori ha ya nahi
                  Dear, Wesey menei ye bohat traders se suna hai key trading mein stop loss ya profit taken lagana theek nahi hai .. is se hamein kuch nuqsaan hota hai... Mein new hun abhi is field me to kiya ap mujhey please ye batayenge key hum auto loss kese lagain? Thank you!
                  • #24 Collapse

                    forex trading main stop loss ki bohat ahmiyat hai is ke bagher ap trading main bohat loss kar sakte hon kyon ke kabhi kabhi market bohat tezi se move karti hai or ager apne stop loss set kya hova hai to apka order automatic closed ho jata hai or ap ek bade nuqsaan se bach jate ho.
                    • #25 Collapse

                      aik achi trading kay liye stop loss bohat zyada compulsory hay stop lsos kay bagair ap kabhi bhi apni trading ko secure nhe kar saktay tarding ko secure karnay kay liye janab stop loss ki bohat ehment hay
                      • #26 Collapse

                        stop loss lgana bhot zaroori hota hai us ki waja yeh hai k agr ap nay jo trade dali hai aur light chali gai aur trade opposite ho gai tu ap ko ziada loss ho skta hai, is waja say stop loss lagana zaroori hota hai aur same isi tarah take profit b.
                        • #27 Collapse

                          Brother mai to jab trader karta ho to short time k liye karta ho is liye stop loss nhi lagata but Take profit lagata ho 10 pip tak stop loss lagana chahye jab aap iss ko long time k liye karo ku kai aap long time tak to apny computer kai samny beth kar iss ko dekh nhi sakty or uss waqt b jab ap sony lagy ho raat ko STOP LOSS zaror lagiye.
                          :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
                          • #28 Collapse

                            forex trading business aik risky business hai app sara din forex ko time nahin de saktay ager app trade kartay huay koi aur kaam kay liye kahin jatay hain to app ko chahiye kay app stop loss zaroor use karain.
                            • #29 Collapse

                              Forex main Take Profit aur Stop Loss ki kafi Importance hai, Jub hum kaheen bhi jana chahen to humain Stop loss laga sakte hian is se hamara kam se kam loss hota hai, lekin humain ye Kum Profit lena chahye ta ke Agar loss ho bhi to kum ho, Ye formula humain buht kaam aata hai q hamarey Han Electricity buht zyada issue hai, isi waja se ye Options humain kaam aa jate hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex tradiing ek bohat he acha hain . or is main stop loss or take profit lagana bohat he zaororee hotyha hain kiyoo agar app forex trading main stop loss or take profit ko use karty ho tu app is main kisi be baro los si bach sakty ho or is main app kisi be bari profit ko hit kar sakty ho
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X