Market k analysis ko kesy learn kia ja skta hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mujhy iss k bary ma nahi poat hai kyun k ma abhi is s ma new hon or manya bhi tak real ma trdaing start nhai ki hai iss liye ma iss bgary koi khass information nahi dy sakti hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading rules ke mutabiq full time mehnat ke sath kaam kia jay q k forex ke business mein rules ke mutbiq kaam kerne walee hi kamyabi hasil kerte hain, forex trading ke business mein mehnat ke bageer kamyabi hasil kerna mumkan nahi hota forex trading ka business mehnat kerne waloun ke lie kamyab business hay.
      • #18 Collapse

        dear main ap ko aik site ka batata hon Forex factory aik site ha jis main ap is ko learn kar sakta. wahan daily news ati hain Forex sa related ager ap un ko follow kar lo ga to ap aik achi tarhan sa apna demo account or live account main trdaing kar pow ga main khud asa hi trading karta hon news ko follow kar ka trading karna mujha acha lagta ha
        • #19 Collapse

          ye to mujhy bhi n hi pta mein khud bhi seniors ki madad se learn karta hun...koi senior hi apki help lkar sakta hai.mujhy abhi itna experience nhi hai.
          • #20 Collapse

            my dear friend hum demo account per trading karna seekhtay hai.but market k analysis ko dekhney k liye humain forex ki news sides ki helop laini parti hai.jaisay k fx street, fx factory waghaira.
            • #21 Collapse

              Dear market ai analyses ko samjhnai kai liyai ap us kai chart and candlestick pattern ki help lai. Different time frames par market ki movement ko watch karai, and different events kai doraan market kitna volatile rahi yeh note karai. Then ap market ka future analyses kar saktai hai.
              • #22 Collapse

                dear hum indicators ki help le k market trends ko dekh sakte hein or internet pe kuch websites hein jahan se aap ko achi guidance mil sakti haii..************.com in mein shamil haii.aur bhi websites hein but ye zyada achi hai or mein isay hi use karta hoon.
                • #23 Collapse

                  Indicators ko use kartay huy analysis learn kiya ja sakta he, or analysis kesy karna he, ye hum different analysis ko different websites pe read kar k dakh sakty hein k wo kia use karty hein analysis mein, or kuch apni learning ko use kr k efficiently tariqay se hum analysis kar lain gay.
                   
                  • #24 Collapse

                    Brother forex ki analitikal education hasil krnay k liyay aap mukhtalif forex web site ka mutalaya kro ya pher forex factory website ka visit krain
                    • #25 Collapse

                      brother forex ki movment aur analysis ko jaan ney k liya aur rwad karney k liya appko charts reading seekna hogs jis mein app m15 m4 aur candles movement kaisay hoti hain is ko seeek jayeingay jab chart reaeing seek jayeingay tab apko market ki movement ko read karna bohut hi easy hojayega.
                      • #26 Collapse

                        forex ki site se learn kar sakte hain .bohat sari ssite daily market ki situation k mutabik analysis deti hain jis se ap ko kafi help mil jati ha trade krne k liye... so i do this work very cheerfully .
                        • #27 Collapse

                          markit k anaylasis ko mukhtalif tarikoo say smja ja skta ha jis mein sab say important ha net pay ************.com pay ja k markit anaylsis daikhna aur is ko check kar k ap acha profit kama skty hain is k ilawa ap candle ki movement ko daikh k b bata skty hain k markit kis tarf ja rahi ha
                          • #28 Collapse

                            app ko es analysis ko demo main try karo ager app ko es k demo main ache result milain tu app es amin kafi earn kar skte ho aur app es amin kamaayb hoskte ho so forex trading main ye boht he imprtnt cheez hai app ko es k bare main dekhna hoga aur rapp ko es amin kamaybi hasil karne hoge
                             
                            • #29 Collapse

                              haan forex kw analyze karnay k bhot se tareekay hain un mai se technical analysis wo analysis hai jis mai hum chart kw analyze karty hain indicators k zariya be or khud b hum analyze kar skty hain apni analysis se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dekhiyeh analysis main sab se aham technical and uske bad fundamental hai. Dono analysis ko learn krne k liyeh ap internet ki madad le sakte hain or internet main kai websites hain jo pictures or examples k zariyeh samjhati hain take apko charts main trading opportunities ki pehchan ho or ap time rehte us se faida utha saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X