forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex ko agar sahi se learn karne k baad trading ki jaae to ham acha profit hasil kar sakte hain is se hamari rozmrra ki life behter ho sakti hai aor ham apni aor doosro ki life ko behter baa sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji rouitin k life mein aap sorry forex mein humari life per buhat asaraat parta hai aur uss k liye hume jub bhi free hun tu ager humaray dil mein koi fikar hu trade ki tu smjhoo yeh buht asar krti ha humay life mein
      • #33 Collapse

        Forex trading business ka Roz marra ki Zindagi par Kiya asar ho sakta hy kiok forex trading mein agr hum forex trading business ki learning hasil karain gay tu ap forex trading business se profit earn karain gay lakin agr learning knewledge experience hasil nhi karain gay tu ap ko loss ho sakta hy
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rehanicte پيغام ديکھيے
          dear forex ko ap acha faida hasil kar skte ho agar tu ap es ko seekh aur news aur data ko follow kr k karna seekh jao gy tu aur ap es ko boht he acha enjoy b kar skte ho es liye mehnat karo,,,
          Forex me aapki Rosemary Zindagi Mein battery aa sakti hai agar aap ke paas achi information on Knowledge Forex ka hai to aap se achi earning kar sakti ho Forex se to aap ki life mein thodi happiness aa Jayegi Kyonki aapko Forex se achi earning Hogi ok aap ki life mein happiness bar Degi
          • #35 Collapse

            Forex ko ik business ki tarha lain es ko jis kadar difficult ap bana logay. usi kadar ap ko mushkil ka samna karna paray ga. yeh ik pure business hai or es k alawa kuch nahi. es leye ap woh investment karain jo ap asani se bardasht karty ho. asani se arrange kar sakty ho tu ap ki routine life mai koi bad effect nahi hoga.
             
            • #36 Collapse

              Forex swap daily basis for working kar sakte hai is par aapke Lifestyle change ho sakta hai aap apni Zindagi Mein Boss improvements Lekar aa sakte hain aur apne kaam ko aasani se samajh sakte hain aur aap ko samajhna padta hai
              • #37 Collapse

                Bilkul party hen lekin ap har chez Ka time table banao na Forex Jo apna aek time do agar ap samjty ho ke ap lakh patients ban jao ge to ye thora mudhkill hy but Han ap isle zarie apni financial position thek Kar skty ho
                • #38 Collapse

                  start main forex seekhny k liye kafi time lgana parta hai..start main ap k rozmarah k mamolat disturb ho sakty hain.. lakin air bar jb ap seekh lety hain to phir ap k liye faidamand ho sakta hai..ap kisi bhi jaga par baith per trading kar sakty is main time aur jagah ki koi pabandi nhi hai
                  • #39 Collapse

                    Bhai jaha tak mera kheyal ha forex ka hamari life pe boht gehra asar parta ha kyun k jab ham ko loss hota ha to ham ko gusa ana shuru ho jata ha or phr ham wrong trading karna shuru kr dete hai jis se ham ko mazeed loss hota ha
                    • #40 Collapse

                      Re: forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain???

                      Forex hmry personal affairs ko kbhe b disturbe nh karta na he ap sy zarorat sy ziyada time mangta hai.. ye to aik trader py depend karta hai k woh kaisy apni life main her cheaz ko aur trading ko mange karta hai.. forex hmry life ki needs ko fulfill karta hai humen forex ko b time daina chahiye aur apny relations ko b time ko manage kar k chalna parta hai..
                      • #41 Collapse

                        Re: forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain???

                        forex k roz marra zindagi pa bht achy asraat hoty hain. apko time daina parta and time is money. jn money ati tu ap ka daily life achi hoti ap ach kama rhy hoty. tu es lea dear forex ka acha asar e hota ha trading per. krty rhain u will succeed.
                        • #42 Collapse

                          Re: forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain???

                          nahi ap es ko as a business lain or ik munasib sa time dain es k sath apni social or family life ko maintain rahkain gy tu koi issue nahi aye ga . ap ager esi pay sara focus karain gy ap ki routine life disturb hogi esleye har cheez ko us k hisab se daikhain
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain???

                            Ji Forex ka hamari roz marra ki zindagi k maamlaat per ziada asar ni hota hum apni marzi k working hours iss ko dy skty hain laikin iss ko krny k iss kaam ki knowledge zrurti hain takay iss ka hum per positive impact ho
                            • #44 Collapse

                              Re: forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain???

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: dadarya پيغام ديکھيے
                              forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain??? kiun k hume kafi time forex ko dena parta hai so kiya raye hai ap ki iss bare me.
                              Mere khayal se ko koe khas asar nhi parta, agar ap is ko job ki tarha ek fix time pe kare, her waqt sir pe sawar na kare to itna bara issue nhi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: forex k roz marra ki zindagi per kiya asraat parhte hain???

                                Merey khyal say tu koi asarat nahen partay ager ap acha trades kar rahay hain tu sab ghar walay khush hon gayy lakin ager ap time waste kar rahay hain or kama kuch nahen rahay bus loss hey kar rahay hain tu is say ap kudh bhi pressure main ayen gayy or ghar walon ko bhi time nahen day sakain gayy. lehaza ager ap forex main time laga rahay hain tu koshish karain kay achay say sekhain or achay say profit banayen warna ap ka time waste karna ap kay lea nuqsan day hoga forex ko serious lena hey behtar hai ap k lea.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X