hum khud mehnat karain tu hume kisi se forex sikhne ki zarorat nahi hai demo best tea
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum khud mehnat karain tu hume kisi se forex sikhne ki zarorat nahi hai demo best tea
    my dear friends hum khud mehnat karain tu hume kisi se forex sikhne ki zarorat nahi hai demo best teacher hai meri nazar me tu.:rolleyes:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g hn g ye bat to buhyt achi h hame is per ache se km kerne h to ap ko forex pe zada se zada km kerna h forex aik buht hi acha h pmko is per buht mehnat kerni ho gi forex aik buht hi acha bsuienss h apko is per zada sezada mehant kerni ho gi
    • #3 Collapse

      g ahn theek kaha apne ke forex mein demo account best aia ur apko chahiye ke ap is mein demo account pe khoob practice karena ur demo mein ap trading karen.
      • #4 Collapse

        yes my dear forex me ko sikhne k liye demo account best hai hume lazmi demo per practice karni chahiye tab hi hum kamyab ho sakte hain forex best business hai agar hum proper sikhne k baad iss me kam karain tu.
        • #5 Collapse

          dear sir hum agr demo account ko khud sekhne ki koshah karin to koi mushkal nai k hum khud is ko seekh na sakin kun k practice he insan ko perfect banati ha.is lia hum ko chaia k hum khud seekh kar trading karin .
          • #6 Collapse

            bilkul bhai har insan ko mehnat kerna lazmi hai kion kai mehnat ki bahgair fatah na mumkin hai and ham khud apni information mai iezafa kersaktein hain
            • #7 Collapse

              Yes humen forex ko sekhne ki zarorat nahe hoti kyoun k is me koi mushkil nahe hoti ap bina kesi ki help se forex ko sekh skhty han ap mehnat kar k or bina kesi teacher ki help k forex trading ko learn kar skhty ho
              • #8 Collapse

                gee haan ap ki bat kuch had tk thek ha keh forex mein khod insan mhnt kre to is main us ko fiada hota ha us ka experince mein izafa hota ha aor woh achi trading kr lata ha
                • #9 Collapse

                  ji bhai theak kaha ap ny. Logon sy seekhny sy acha hai banda demo account sy seekhy kyn k is sy acha koi teacher nahi hoskta forex main ap ka. Demo account ko agar ap real samajh kr business karain gy tou ap ko yaqeenan 100% kamyabi hogi kyn k demo account forex seekhny ki bohat achi opportunity hai.
                  • #10 Collapse

                    G han bilkul Forex ma success hasil karne k leye khud mehnat karne chayhe ta k experience aur knowledge hasil kar saken..demo pe ache tarah practice karna chayhe aur trading experience hasil karna chayhe
                    • #11 Collapse

                      ji han khud se he ham ko is me kaam ki knowledge hasil ho jae gi bas ham ko apne hisab se he chalne ki zarurat hoti hai forex me or ham ko is business me apni mehnat ke bal per he agey barhna chahiye or khud se he isay seekhna chahiye .
                      • #12 Collapse

                        Dear member forex business khud mehnat kar nay say kisi kei zarorat nahein padti forex mein khud mehnat kar nay say experince bhrta hay our learning bhei achei hoti hay is leye hum chaheye kay khud mehnat karin our achei profit hasil karin ,,,
                        • #13 Collapse

                          G han dear demo account 1 boht he zbardast opportunity hy learning k liye , is men hum sab kuch seekh sakty hen agr hum dil lga k kam karen to, q k demo account men hum live market men enter hoty hen baghair kisi investment k, lehaza hamen is opportunity sy faida uthana chahiye.
                          • #14 Collapse

                            g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun ager hum khud hard-work kren tu hume kise senior trader ki zaroorat nhe demo he hamara best teacher hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              i strongly agree my dear friend kiunk mera bhi yehi khial hae k forex trading mein bajay is k k admi doosron k tareeqon per amal kare admi ko khud ko hi mehnat karna chahiay.......

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X