Daily Trade karna theek hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3001 Collapse

    Yes sir maray khyal say daily trade karn theek hay but with analysis kay, tuckey say trade nahi karna chhayie, daily trade karnay say trader upto date hota hay,yani daily trend ka pata hota hay jo daily market ko watch nahi kartay wo earning nahi kar saktay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3002 Collapse

      market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur daily bi trade karny sayy hamain loss bi ho sakta hai auur hamain apny experience gain kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade lga k hi hum market main acha earn karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur hamain faida ho saky ga
      • #3003 Collapse

        is forex main sab kam kar k boht hi acha earn kar sakty hain aur hamain daily trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gia ur hamain market main profit hasil karein gay
        • #3004 Collapse

          Daily trade karain chahay 1 he trade karain aap ka daily ka target asaani sey achieve hojay ga aap kod aily he achi trade mil jaati hay agar achi trade na ho wait kar lena best hay aik achi trade mei patience ka use kerna chahiye jab tak confirm entry na ho hum wait karain gay tou best average profit mei he rahay gi
          • #3005 Collapse

            hum is forex main achi trade kar skaty hain aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main is k bary main experience ka hona boht hi zarori hota hai aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga
            • #3006 Collapse

              is forex main hum sab kam kar k boht hi acha earn karny k kabil ho sakty hain aur hamain markt main trend ko use kar k hi trade karni ho gi aur hum achi trade lga sakty hain so hamain is k bar main expeirnce ka hona boht hi zarori hota hai aur hamain market main is k bary main profit hasil karna ho ga
              • #3007 Collapse

                ager to apkay trading kay baray main acha knowledge ha.to apko har roz is business main trading ker kay acha profit hasil kerna cahiya.or ager ap is business main new hai or abi apkay pas is business ka acha knowledge nahi ha.to apko is business main har roz trading nahi karni cahiya kue kay ager is business mian profit zayada ha to is business main loss bi kafi zayada ha.
                • #3008 Collapse

                  g han daily is main achi trade karny k hi hum run karein gay aur achi posts ka rk boht hi acha bonus hasil krna ho ga tab hi hum run karein gay aur hamain is forex k baryy main greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay it is best job for all the people
                  • #3009 Collapse

                    Daily Trading karna mare khayal se to sahi nae ha ku ke lazmi nae ha ke humain daily ki base pe bohat acha moqa mile humain sahi time ka wait karna chaiye Forex ki market main or tab hi hum ko trade leni chiaye ye bohat zaruri ha hamare liye ke huum sahi trade ka wait karin jab humain sahi chance mile to us ke bad humain trade leni chaiye jo ke sahi ha tariqa hai.
                    • #3010 Collapse

                      Ji bilkul i think humain daily market ko watch krna chahiye or analys kr k trade krni chahiye is lie specially chotay investers ko daily trade krni chahiye ta k hum choti trade kr k daily ka profit le ker apni earning achi bna sakain or ak successfull trader ban sakain
                      • #3011 Collapse

                        Assalam o alikum dear friend me apki bat sy oitfaq karta hon apny bhota cha sawal kia hy dear zroori nahi ke ham daily trade karen ye market ki position par depend krta hai but hamen market k sath chalna chahye agr market achi chal rahi hai to trade continue rakhna chahye otherwise kuch time brake kr k again work start krna chahye
                        • #3012 Collapse

                          ager ap forex mein exprt hien to ap es mien aa ker daily basis per trading ker sakty hien or ager ap es mien aa ker achy trader na hien to ap es mien daily basis per trading na ker sakty hien or earning bee na ker sakty hien
                           
                          • #3013 Collapse

                            G Bhai AP Sahi keh rahe Han keh ham ko Sahi time ka wait karna chahya hota hai...ham daily Kar sakty Han trade koi issue ni hai bus market ko dakhna parta hai keh kasi ja rahi hai to ham daily bhi trade laga sakty ban agr ham ko trade achi lag rahi ho to warna zaruri ni hai keh AP daily trade lagyn jub apko lag raha ho keh trade Sahi NI hai to AP beshak na lagyn aur aik achy time ka wait Karan....
                            • #3014 Collapse

                              hamain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi aur daliy bi kar sakty hain but hamain is k bary main experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is say faida ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3015 Collapse

                                dheky bhai aaj ap log agr daily tride karo gay to bhi acha hai or na kary to bhi acha hai ap ap log soch rahy ho gay k y bhai kya bakwas kar raha hai lekan me ap ko thk kah raha hun q k market me jub dam acha chel raha hun to ap log rooz he tride karo lekan jub marjet achi na ho to ap log daily na karo q k us me loss hony k chance bhot zayada hoty hai
                                :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X