Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    apne bht acha point uthaya hai new comers forex mai akar apne mind mai ek target bana laite hain k mujh ko monthly ye target achieve karna hai or is target ko achieve karne ki waja se wo apni learning bilkul bhool jate hain jis ki waja se un ko loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      aap ki bat bilkul thek ha bahi forex aik buhat badi field ha is main buhat samhal k kam karna parta hai jasa jasa knowledge badha aur sath sath experionce ho aap usi tarhan income badhao kam waqt main ameer honay ki lalach logon ko loss dati ha
      • #33 Collapse

        ya tu ap ne bilkul sahe kaha hai par har koi apnay hisab se kam karata hai aur sometimes luck ki bat hoti hai aur ap jald he ammer bana daiti hai par some times exprience haonay bawjood banda loose kar daita hai i think i depends on luck and experinece as wel
        • #34 Collapse

          g han janab bohot achy khayalat hain apkay ap bilkul kisi achay trader say experience hasil kar saktay ho achi skills apkay apndar ajayegi or apko kaam karne ka treeqa ajayega.
           
          • #35 Collapse

            In this forex business learning is important and we need to learn from every step, every movement, every mistake and every trade in the forex so in this way we can improve and make money.
            • #36 Collapse

              G ha hume forex trade say kafi knowledge experience and skills hasil hote hain ji ko hum forex may asani say use kar kay acha profit earn karte hain forex aik best online business hy forex may hume koi problem nai hoti forex ko har koi join kar sakta hy and knowledge hasil kar kay acha profit hasil kar sakta hy.
              • #37 Collapse

                forex nay jitna zyada ham kam kraingay otna hi zyada hamay knowledge hasil hoga or otna hi zyada hamay experience bi hasil hoga.or jitna zyada hamaray pass experience hoga otna hi zyada ham profit kama saktay hay.
                • #38 Collapse

                  g bikul forex ma sb learning pa depend krta ha hm learning ki madad sa experience ,skills , knowledge hasel kr skty ahyn ap jtna zaida learning krn ga ap ko utna faida ho ga.
                   
                  • #39 Collapse

                    forex me eek acha professional trader ban'ne k liye humein chahye k hum iss me knowledge, skills and experience hasil ker sakein q k iss k bagair hum forex me trade nai ker sakein ge balkay lose ko face kerien ge, forex me har koi asaani se earning nai ker sakta q k iss me humein pehle demo account me learning hasil kerni parti taa k hum forex me kisi b qisam k lose se bachne k liye achi income earn ker sakein
                    • #40 Collapse

                      jee han Aap ki baat 100 percent Drust hai k Sekhnay Ka Amaal kabhi nahin Chornaa Chahiyee chahaay Aap buhaat Acha profit bhi Earn Kar Rahay hon magar rozana Aap Ko learning phr bhi zaroor karni chahiye... Waisay mujhe oroun Ka tou nahin pata magar Main nay Apnaa mind ye banaya hai K Main Kam Az kam 3 months rozana 12 ghantay forex Trading Ko Sekhoun Ga tou Kaheen jaa kar Demo Account par Achay tarikay Say Kaam Karnay K kabil hon Ga...orr live Account ki Trading tab jab Demo Account Main mujhe Sahi Say samajh Aye ge
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #41 Collapse

                        yes i agree whit u .app forex trading main agar learning karo tu app forex trading main app knowledge or experience hasil kar sakty ho . is main app ko forex trading k demo account main be practice karni hogee . jiss si app forex trading main bhat he acha profit kar sakty ho .
                         
                        • #42 Collapse

                          yah kam ham jab kartay hayn to ager ham is ko seekhayn to zayada acha hota hay is kam ko seekhnay kay liay bohat see websides hayn ace book per bhee bohat say log yah kam seekha rahay hyn
                          • #43 Collapse

                            yes i agree with you but i think learning is e hum forex me skill ko best kar k trading kar skte hain and i think It will be a big task for us and we can do well but to control the loss we should adopt the good way of the trading making a new strategies and then we will control the loss.
                            • #44 Collapse

                              aisa hi hai yar forex mein agar kisi nay har hal mein kamyab hona hai to proper learning hi wahid tareeqa hai kay jis ki madad say traders is filed mein experience hasil kar saktay hain so learning dusray alfaz mein kamyab ki zamanat hai forex business mein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                han g q ni karta ha wo bhot sara knowledge hasal karta han q jetna trading karin gy othna he knowledge ho ga aur othena he profit kamany ky chances zeyada hon gy aur ager ap koshish bhe ni karin gy to pher keya profit hona ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X