investment say ziada loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    investment say ziada loss?
    Dosto ap ko pata hay k jab ap kuch brokers ki website par jatay hain to wo ap ko kehtay hain keh jab bhi stop out hoga to ap apni investment say ziada loss nahi karay gay, kia ap mujhay is baat ka matlab bata saktay hain? Yani apni investment say ziada ka loss karna?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ASSALAM O ALAIKUM...
    my dear brother ji yahan itna invest karo ky agar apka loss bhi hoto apko ziada problem na ho kiun kay ye bohot risky kaam hota hai sambhal kar chalna parta hai.
    • #3 Collapse

      G ha jnab ap nay bilkul thek kaha hy hume apni personal money ko imnvest nai karna chahiye balke forex forum say hasil hone wala bones istamal kar kay trading kar sakte hain agar ap nay knowledge and experience ko proper tarike say hasil kiya hy to ap ko loss kay chance km hu gay.
      • #4 Collapse

        Dear ma aap ka question samjha nahi leken agar aap Investment karny k baad earn karo gay tu agar phir loss ho tu us say broker ka kia lena daina ho sakta ha? Ye tu aap ka apna paisa ha khwa ziada loss karo ya kam.
        • #5 Collapse

          dear ap ko investment say ziyada loss us time hota hy jab ap kay pass forex kay bare may knowledge nahi hota hy and na hi app nay forex ko ache tarike say learn kiya hota hy jis ki wja say app ko forex may ziyada loss hi hota hy is liye app pahle demo account ko use kare
          • #6 Collapse

            main tu yahi kehta hoon ke ap jitna bhi invest karen jab ap koi trade open karne ja rahe hote hain tu jis bhi pair per ap trade open karna chahate ho os pair ko achi tarha se analysis karen aur itne amount se trade ko open karen ke jis ki waja se ap ko zayda na ho
            • #7 Collapse

              ji forex aek aesa bsuiens s ha ke yeh to investment leta nhyi ha iss mey aap ko capital required ke rke akm krna parta ah aur invest ment mey los tab hi hota ha jab aap iss ko dsamje bina investment kerte han
              • #8 Collapse

                Ap log asal may meri baat poori tarha say samjhay nahi ho, may to yeh keh raha tha k ap k capital say ziada loss, yani agar farz karain ap k pass 10$ ka capital hay aur ap nay high risk par aik trade lagai, aur suddenly market nay spike kia aur ap k against chali gai to ap ka jo balance hoga wo minus may chala jaye ga, aur yehi hota hay capital say ziada loss karna, aur jab ap dobara account may invest karo gay to pichla loss, new investment may say cut hoga.
                 
                • #9 Collapse

                  muzha es tarha ke trading ka nahe pata ka apne invesmen say ziada ta loss keyo ka insta forex mai asa tu nahi hai jab mai na join keya tha pahar bhe app apne knowledge leya live call sya contact ker sakta hai insta forex mai.
                  • #10 Collapse

                    investement se apko zayada loss us surat min hota hai k ja app balance zyada hasal kar laity hai apni ki hui trading se be zayada us waqat jab apki koi ek tarde apko loss pohancha dye to apka saray ka sara balance zayaaa ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      aisa bad bura lagat hai jab kisi ki investment se zyada loss ho jata hai is liye hamein demo trading mein full experience hasil karna chahie take ye hadsa hamare saath bhi nahi ho jae aur ham sukoon se trading karein.
                      FOREX PAK FORUM FOREVER
                      • #12 Collapse

                        gee han bhai jan stop out ka yehi matlab hota hai kay aap jitni bhi investmetn karo to us say zayada ka aap ko kabhi loss na hi kyun kay forex aik bohat risky business hai aur is mein hamesha insan ko apni safe side rakhni parti hai isi lye aksar brokers aisa kehtay hain.
                        • #13 Collapse

                          main to apko yeh he advice karoun ge dear k agar ap loss se bachna cahahtay ho to aap itna invest karo k agar apko us se loss b ho jay to apko zida loss bardsht krna na pray is k leay behtreen tareqa yeh hai k aap humesa lot ka size 0.01 rakho aur us kk baad agar ap k acount main 3$ b hon gay to ap trading kar sako gaay
                           
                          • #14 Collapse

                            Asalam-O-alaikum to all Dear Friends yeh tou tabhi hota hai jab ap log zada lalach kertay hain ya phir bgair training kay ap forex pay ajain so plz demo lazmi try kerian.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Ap log asal may meri baat poori tarha say samjhay nahi ho, may to yeh keh raha tha k ap k capital say ziada loss, yani agar farz karain ap k pass 10$ ka capital hay aur ap nay high risk par aik trade lagai, aur suddenly market nay spike kia aur ap k against chali gai to ap ka jo balance hoga wo minus may chala jaye ga, aur yehi hota hay capital say ziada loss karna, aur jab ap dobara account may invest karo gay to pichla loss, new investment may say cut hoga.
                              Dear kuch brokers mein aesa nai hota yehni ap ka pas 10$ balance hy ap ny high risk per trade lagai aur ap market ap k against chali gai ek dum sy to ap ka balance -1.50$ ho gia to ap ka ye jo -1.50$ balance minus mein ho ga broker is ko adjust kar dy ga aur ap ka balance 00$ ho jaye ga aur jab ap dobara invest karo gy to ap k balance sy 1.50$ nai kata jaye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X